Koi Yaad Phir se rola na de ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on June 09, 2011, 12:45:53 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1591 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010

View Profile
Reply with quote
Yaarane Bazm aadab o tasleemat meri eak adna khawish ap sub ki aara ki muntazir..

Teri yaad me Jo hai jal raha , ussi deep ko tu hawa Na de
 Mere haq me maut hi mang le, mujhe zindagi ki dua Na de

   yun hi kaat di hai yeh zindagi, teri justuju me aye jaane jaan
   Kabhi ho bhi ja tu ayaan sanam, mujhe berukhi ki saza na de

  Tujhe kya Bataoo.N ke kiss tarah, liya hijraton ka ye faisla
   Mujhe Rok mat tu watan mere, mera zabt aansu baha na de

   Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
   Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de

  Tera chahera chand se kam nahi, tujhe fir bhi koi khabar nahi
  Yun nikal na ghar se tu  bekhabar,  tera husn bijli gira na de

  Mile zakhm jo tere ishq me ,  unhe ab talak hun kure.dta
  Yeh Hain Tere Gham ki nashaniyan, mujhe zakhm-e-dil ki dawa na de

 Wohi log hai.N wohi shahr hai , wohi raaste hai.N wohi safar
 Zara bach ke chalna qadeer jee , koi yaad Phir se rula na de

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaj phir tum bohot yaad aaye !!!!!! by Talat in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 5 6 »
PHir Kisi Yaad Ne by roomaharis in Shayri-E-Dard
End of Dreams...Aaj phir yaad aya woh by Nadaan Alone in Share: Poetry of Pain
Phir yaad aya by salma786 in Shayri-E-Dard
Phir Yaad Aa Gayi by chaltechalte in Pain in Love : Punjabi poetry
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #1 on: June 09, 2011, 01:10:48 PM »
Reply with quote

Waah..Waah Junaid Sahab kya ghazal kahee hai
tabeeyat khush ho gayee.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010

View Profile
«Reply #2 on: June 09, 2011, 04:37:52 PM »
Reply with quote
azeezam raqeeb sahab aadab ,,

Ghazal pe apka tabsera faqr ka baaic bana ,, apse sahebe sukhan ki dad mere liye tabaruk hai ,, apko ghazal pasand go ke meri mahenat rang laai ,, tashakkur ke liye alfazon se qaasir hon ...allah apko umr-e-khizr ata kare...raqeeb sahab agar app mujhe abdulQadeer kahen to mujhe ziyada khushi hogi ,, umid hai ap khiyal nahi karenge .. allah apko khush rakhe ..

khadim

Qadeertoopchi
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #3 on: June 09, 2011, 06:54:42 PM »
Reply with quote
Yaarane Bazm aadab o tasleemat meri eak adna khawish ap sub ki aara ki muntazir..

Teri yaad me Jo hai jal raha , ussi deep ko tu hawa Na de
 Mere haq me maut hi mang le, mujhe zindagi ki dua Na de

   yun hi kaat di hai yeh zindagi, teri justuju me aye jaane jaan
   Kabhi ho bhi ja tu ayaan sanam, mujhe berukhi ki saza na de

  Tujhe kya Bataoo.N ke kiss tarah, liya hijraton ka ye faisla
   Mujhe Rok mat tu watan mere, mera zabt aansu baha na de

   Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
   Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de

  Tera chahera chand se kam nahi, tujhe fir bhi koi khabar nahi
  Yun nikal na ghar se tu  bekhabar,  tera husn bijli gira na de

  Mile zakhm jo tere ishq me ,  unhe ab talak hun kure.dta
  Yeh Hain Tere Gham ki nashaniyan, mujhe zakhm-e-dil ki dawa na de

 Wohi log hai.N wohi shahr hai , wohi raaste hai.N wohi safar
 Zara bach ke chalna qadeer jee , koi yaad Phir se rula na de

Qadeertoopchi

outstanding out standing out standing
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: June 09, 2011, 07:14:12 PM »

Bahoot Bahoot Khoobsoorat aur Umda Ghazal Likhi hai.. Bahoot Khoob @ Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #5 on: June 09, 2011, 07:40:20 PM »
Reply with quote
NICE
Yaarane Bazm aadab o tasleemat meri eak adna khawish ap sub ki aara ki muntazir..

Teri yaad me Jo hai jal raha , ussi deep ko tu hawa Na de
 Mere haq me maut hi mang le, mujhe zindagi ki dua Na de

   yun hi kaat di hai yeh zindagi, teri justuju me aye jaane jaan
   Kabhi ho bhi ja tu ayaan sanam, mujhe berukhi ki saza na de

  Tujhe kya Bataoo.N ke kiss tarah, liya hijraton ka ye faisla
   Mujhe Rok mat tu watan mere, mera zabt aansu baha na de

   Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
   Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de

  Tera chahera chand se kam nahi, tujhe fir bhi koi khabar nahi
  Yun nikal na ghar se tu  bekhabar,  tera husn bijli gira na de

  Mile zakhm jo tere ishq me ,  unhe ab talak hun kure.dta
  Yeh Hain Tere Gham ki nashaniyan, mujhe zakhm-e-dil ki dawa na de

 Wohi log hai.N wohi shahr hai , wohi raaste hai.N wohi safar
 Zara bach ke chalna qadeer jee , koi yaad Phir se rula na de

Qadeertoopchi
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: June 09, 2011, 07:53:52 PM »
Reply with quote
Qadeer Sahaab Aadaab O tasleemat!

LilaaH ! kia kahne aapke ahsaas O khayaal aur umdaa bayaani ke...
Humne jab aapki yeH kalaam padhi thi tab hi hum aapki is kalaam se
behad mutasir huye the... Usual Smile Is tarhaa khub gazal kahi hai aapne ke
kia kaheN lafz dar lafz Gulaam Ali sahaab ne padhi huyi Gazal " Kabhi
Aah Lab Pe Machal Gayi, Kabhi Ankh Se Dhal Gaye " par aate par aapne
Is gazal ko jo zameen ataa ki hai aur ahsaas O khayaal bakhshe hai..
Waqai bahut jydaa umdaa aur dilkash hai.. Usual Smile

Hum shayad kareeb aik saal pahele aapki is gazal se ruberu huye the..
aur aaj bhi Aapki is umdaa dilkash dilfareb purasar gazal ke chaNd zaheN meiN Ghumte hai... Usual Smile Baaz dafa hi aise dilkash aur umdaa kalaam rahte hai
Dil o zahen meiN rah jaate hai... Usual Smile

Hum aapki is kalaam ki tareef to nahi kar sakte bus dil se daad O mubarakbad
kabul kijiye... Usual Smile Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Aapne is gazal ko phir se nazar nawaaz kiya iske liye hum dil se shukra
guzaar hai... Usual Smile

Aate rahiye..... Likhate rahiye.. Usual Smile
Khush O aabaad rahiye... Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile
          
Logged
Qadeer Toopchi
Guest
«Reply #7 on: June 10, 2011, 06:28:10 AM »
Reply with quote

outstanding out standing out standing
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

aadab adil sahab ,,

tashakkir hajji mashkoor ,, allah apko do jahan ki barkaton se malamaal kare ..khush rahe.N ...

dua go

qadeertoopchi
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: June 10, 2011, 06:33:03 AM »
Reply with quote
Janab Qadeer Saheb,Ghazal parh ke tabiat khush ho gaii.Eik bahut rythmic lekin mushkil beh'r mein aap ka khoobsurat kalaam dil ko chhoo gaya.Har shei.r behad hasee.n. Dil se daad nikalti hai.Bus yehi dua hai ki 'Allah kare zor e bayaan aur ziyadah'. FHSiddiqui
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010

View Profile
«Reply #9 on: June 10, 2011, 09:30:13 AM »
Reply with quote

Bahoot Bahoot Khoobsoorat aur Umda Ghazal Likhi hai.. Bahoot Khoob @ Applause Applause Applause

Sophi Sahibah aadab ,,

Eak arse baad apki dad naseeb howi ,, apna baaic-e-massarat hai ,,,yo india ki brudwar shaqsiyat ki dad mere liye tabaruk hai ,,,allah apko khush rakhe ..

dua go

qadeertoopchi
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #10 on: June 10, 2011, 01:37:46 PM »
Reply with quote
Yaarane Bazm aadab o tasleemat meri eak adna khawish ap sub ki aara ki muntazir..

Teri yaad me Jo hai jal raha , ussi deep ko tu hawa Na de
 Mere haq me maut hi mang le, mujhe zindagi ki dua Na de

   yun hi kaat di hai yeh zindagi, teri justuju me aye jaane jaan
   Kabhi ho bhi ja tu ayaan sanam, mujhe berukhi ki saza na de

  Tujhe kya Bataoo.N ke kiss tarah, liya hijraton ka ye faisla
   Mujhe Rok mat tu watan mere, mera zabt aansu baha na de

   Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
   Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de

  Tera chahera chand se kam nahi, tujhe fir bhi koi khabar nahi
  Yun nikal na ghar se tu  bekhabar,  tera husn bijli gira na de

  Mile zakhm jo tere ishq me ,  unhe ab talak hun kure.dta
  Yeh Hain Tere Gham ki nashaniyan, mujhe zakhm-e-dil ki dawa na de

 Wohi log hai.N wohi shahr hai , wohi raaste hai.N wohi safar
 Zara bach ke chalna qadeer jee , koi yaad Phir se rula na de

Qadeertoopchi
Qaadeer Bhai
Aadaab

Bahut Bahut Khoobsurat Khayaalaat Pesh Kiye HaiN Aapne ... Ek Purasar Aur Purkashish Ghazal ... Dil Se Mubaaraqbaad Qubuul KareN ... aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... !

khush rahen ...
duaaoN ke saath ... !
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010

View Profile
«Reply #11 on: June 22, 2011, 10:37:30 AM »
Reply with quote
NICE

aadab manoj sahab ,,

badi nawazish huzoor jo apne ghazal ki bharpoor pazirai ki ..allah apko khush rakhe ..

khadim

qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: June 22, 2011, 10:45:18 AM »
Reply with quote
Yaarane Bazm aadab o tasleemat meri eak adna khawish ap sub ki aara ki muntazir..

Teri yaad me Jo hai jal raha , ussi deep ko tu hawa Na de
 Mere haq me maut hi mang le, mujhe zindagi ki dua Na de

   yun hi kaat di hai yeh zindagi, teri justuju me aye jaane jaan
   Kabhi ho bhi ja tu ayaan sanam, mujhe berukhi ki saza na de

  Tujhe kya Bataoo.N ke kiss tarah, liya hijraton ka ye faisla
   Mujhe Rok mat tu watan mere, mera zabt aansu baha na de

   Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
   Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de

  Tera chahera chand se kam nahi, tujhe fir bhi koi khabar nahi
  Yun nikal na ghar se tu  bekhabar,  tera husn bijli gira na de

  Mile zakhm jo tere ishq me ,  unhe ab talak hun kure.dta
  Yeh Hain Tere Gham ki nashaniyan, mujhe zakhm-e-dil ki dawa na de

 Wohi log hai.N wohi shahr hai , wohi raaste hai.N wohi safar
 Zara bach ke chalna qadeer jee , koi yaad Phir se rula na de

Qadeertoopchi

Qadeer Bhai, Aapke Kalaam Ki Tareef mein mera Har Lafz Bezubaan Hai..Kya Kehne Bhai..har Ek A'shaar Apne hisse Ki Gehrai Aur Khoobsurti Sajaaye Hue Hai..Lajawaaab!!!

Bahut Bahut khooob Bhai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:05:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer