sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Mayassar zindagee meN sab ko hoN tyohaar ke kuchh pal. Duaa kartaa hooN sabke waste hoN pyaar ke kuchh pal.
Badee mushkil se milte haiN visaale-e-yaar ke kuchh pal. GawaaN denaa naheeN takraar meN ye pyaar ke kuchh pal.
Yahee hotaa rahaa hai har kisee ke saath barsoN se. LubhaayeN jeet ke kuchh pal rulaayeN haar ke kuchh pal.
Sunaa kartaa hooN maiN ye falsafaa aksar hee logoN. Zarooree pyaar meN bhee haiN miyaaN takraar ke kuchh pal.
Agarche aap se milnaa mujhe ab tak lagaa achhaa. Magar aankhoN meN aansooN de gaye is baar ke kuchh pal.
Mazaa kyaa us khushee meN hai ye rozedaar se poochho. Dilaate haiN jo usko chaand ke deedaar ke kuchh pal.
Sukhanwar hooN sukhanwar hee rahoongaa aakhiree dam tak. Mujhe achhe naheeN lagte kabhee bekaar ke ke kuchh pal.
Chamak saktaa hai qismat kaa sitaaraa aaj uskaa bhee. Ataa gar ho sakeN ‘saini’ ko bhee sarkaar ke kuchh pal.
Dr. Surendra Saini मयस्सर ज़िंदगी में सबको हों त्यौहार के कुछ पल | दुआ करता हूँ सब के वास्ते हों प्यार के कुछ पल ||
बड़ी मुश्किल से मिलते हैं विसाल-ए –यार के कुछ पल | गवाँ देना नहीं तकरार में ये प्यार के कुछ पल ||
यही होता रहा है हर किसी के साथ बरसों से | लुभाएँ जीत के कुछ पल रुलाएं हार के कुछ पल ||
सुना करता हूँ मैं ये फ़लसफ़ा अक्सर ही लोगों से | ज़रूरी प्यार में भी हैं मियाँ तकरार के कुछ पल ||
अगरचे आप से मिलना मुझे अब तक लगा अच्छा | मगर आँखों में आँसू दे गए इस बार के कुछ पल ||
मज़ा क्या उस खुशी में है ये रोज़ेदार से पूछो | दिलाते हैं जो उसको चाँद के दीदार के कुछ पल ||
सुखनवर हूँ सुखनवर ही रहूँगा आख़िरी दम तक | मुझे अच्छे नहीं लगते कभी बेकार के कुछ पल ||
चमक सकता है किस्मत का सितारा आज उसका भी | अता गर हो सकें ‘सैनी’ को भी सरकार के कुछ पल ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 20 hours and 34 minutes.
खुश रहो खुश रहने दो l
Posts: 4127 Member Since: Feb 2013
|
|
«Reply #1 on: July 08, 2014, 04:51:20 PM » |
|
wah wah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shiverz
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 08, 2014, 05:16:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 08, 2014, 05:27:22 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #4 on: July 08, 2014, 05:28:43 PM » |
|
Mayassar zindagee meN sab ko hoN tyohaar ke kuchh pal. Duaa kartaa hooN sabke waste hoN pyaar ke kuchh pal.
Badee mushkil se milte haiN visaale-e-yaar ke kuchh pal. GawaaN denaa naheeN takraar meN ye pyaar ke kuchh pal.
Yahee hotaa rahaa hai har kisee ke saath barsoN se. LubhaayeN jeet ke kuchh pal rulaayeN haar ke kuchh pal.
Sunaa kartaa hooN maiN ye falsafaa aksar hee logoN. Zarooree pyaar meN bhee haiN miyaaN takraar ke kuchh pal.
Agarche aap se milnaa mujhe ab tak lagaa achhaa. Magar aankhoN meN aansooN de gaye is baar ke kuchh pal.
Mazaa kyaa us khushee meN hai ye rozedaar se poochho. Dilaate haiN jo usko chaand ke deedaar ke kuchh pal.
Sukhanwar hooN sukhanwar hee rahoongaa aakhiree dam tak. Mujhe achhe naheeN lagte kabhee bekaar ke ke kuchh pal.
Chamak saktaa hai qismat kaa sitaaraa aaj uskaa bhee. Ataa gar ho sakeN ‘saini’ ko bhee sarkaar ke kuchh pal.
Dr. Surendra Saini मयस्सर ज़िंदगी में सबको हों त्यौहार के कुछ पल | दुआ करता हूँ सब के वास्ते हों प्यार के कुछ पल ||
बड़ी मुश्किल से मिलते हैं विसाल-ए –यार के कुछ पल | गवाँ देना नहीं तकरार में ये प्यार के कुछ पल ||
यही होता रहा है हर किसी के साथ बरसों से | लुभाएँ जीत के कुछ पल रुलाएं हार के कुछ पल ||
सुना करता हूँ मैं ये फ़लसफ़ा अक्सर ही लोगों से | ज़रूरी प्यार में भी हैं मियाँ तकरार के कुछ पल ||
अगरचे आप से मिलना मुझे अब तक लगा अच्छा | मगर आँखों में आँसू दे गए इस बार के कुछ पल ||
मज़ा क्या उस खुशी में है ये रोज़ेदार से पूछो | दिलाते हैं जो उसको चाँद के दीदार के कुछ पल ||
सुखनवर हूँ सुखनवर ही रहूँगा आख़िरी दम तक | मुझे अच्छे नहीं लगते कभी बेकार के कुछ पल ||
चमक सकता है किस्मत का सितारा आज उसका भी | अता गर हो सकें ‘सैनी’ को भी सरकार के कुछ पल ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
Waah Waah waah..Bahut Bahut Khoob Saheb....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: July 08, 2014, 09:24:33 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 08, 2014, 10:31:38 PM » |
|
Mayassar zindagee meN sab ko hoN tyohaar ke kuchh pal. Duaa kartaa hooN sabke waste hoN pyaar ke kuchh pal.
Badee mushkil se milte haiN visaale-e-yaar ke kuchh pal. GawaaN denaa naheeN takraar meN ye pyaar ke kuchh pal.
Yahee hotaa rahaa hai har kisee ke saath barsoN se. LubhaayeN jeet ke kuchh pal rulaayeN haar ke kuchh pal.
Sunaa kartaa hooN maiN ye falsafaa aksar hee logoN. Zarooree pyaar meN bhee haiN miyaaN takraar ke kuchh pal.
Agarche aap se milnaa mujhe ab tak lagaa achhaa. Magar aankhoN meN aansooN de gaye is baar ke kuchh pal.
Mazaa kyaa us khushee meN hai ye rozedaar se poochho. Dilaate haiN jo usko chaand ke deedaar ke kuchh pal.
Sukhanwar hooN sukhanwar hee rahoongaa aakhiree dam tak. Mujhe achhe naheeN lagte kabhee bekaar ke ke kuchh pal.
Chamak saktaa hai qismat kaa sitaaraa aaj uskaa bhee. Ataa gar ho sakeN ‘saini’ ko bhee sarkaar ke kuchh pal.
Dr. Surendra Saini मयस्सर ज़िंदगी में सबको हों त्यौहार के कुछ पल | दुआ करता हूँ सब के वास्ते हों प्यार के कुछ पल ||
बड़ी मुश्किल से मिलते हैं विसाल-ए –यार के कुछ पल | गवाँ देना नहीं तकरार में ये प्यार के कुछ पल ||
यही होता रहा है हर किसी के साथ बरसों से | लुभाएँ जीत के कुछ पल रुलाएं हार के कुछ पल ||
सुना करता हूँ मैं ये फ़लसफ़ा अक्सर ही लोगों से | ज़रूरी प्यार में भी हैं मियाँ तकरार के कुछ पल ||
अगरचे आप से मिलना मुझे अब तक लगा अच्छा | मगर आँखों में आँसू दे गए इस बार के कुछ पल ||
मज़ा क्या उस खुशी में है ये रोज़ेदार से पूछो | दिलाते हैं जो उसको चाँद के दीदार के कुछ पल ||
सुखनवर हूँ सुखनवर ही रहूँगा आख़िरी दम तक | मुझे अच्छे नहीं लगते कभी बेकार के कुछ पल ||
चमक सकता है किस्मत का सितारा आज उसका भी | अता गर हो सकें ‘सैनी’ को भी सरकार के कुछ पल ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
with rau excellent,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 08, 2014, 10:47:45 PM » |

Behtreen ehasason se likh gaya aap ka ye kalam bahut khoob laga.......nice one.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Sudhir Ashq
|
|
«Reply #9 on: July 09, 2014, 12:17:21 PM » |
|
सुखनवर हूँ सुखनवर ही रहूँगा आख़िरी दम तक | मुझे अच्छे नहीं लगते कभी बेकार के कुछ पल ||
Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Saini Sir,Bahut khoobsurat ghazal kahi hai aapne.Aik RAU ke saath Meri dil mubarakbaad qabool kijiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: July 09, 2014, 02:58:42 PM » |
|
bahut bahut shukriya saxena ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: July 09, 2014, 07:27:11 PM » |
|
shukriya shiverz ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
livingbytheday
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 09, 2014, 11:00:04 PM » |
|
very beautiful, mazaa aa gaya, take care
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: July 10, 2014, 12:14:40 PM » |
|
shukriya rajan ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 10, 2014, 03:30:50 PM » |
|
Mayassar zindagee meN sab ko hoN tyohaar ke kuchh pal. Duaa kartaa hooN sabke waste hoN pyaar ke kuchh pal.
Badee mushkil se milte haiN visaale-e-yaar ke kuchh pal. GawaaN denaa naheeN takraar meN ye pyaar ke kuchh pal.
Yahee hotaa rahaa hai har kisee ke saath barsoN se. LubhaayeN jeet ke kuchh pal rulaayeN haar ke kuchh pal.
Sunaa kartaa hooN maiN ye falsafaa aksar hee logoN. Zarooree pyaar meN bhee haiN miyaaN takraar ke kuchh pal.
Agarche aap se milnaa mujhe ab tak lagaa achhaa. Magar aankhoN meN aansooN de gaye is baar ke kuchh pal.
Mazaa kyaa us khushee meN hai ye rozedaar se poochho. Dilaate haiN jo usko chaand ke deedaar ke kuchh pal.
Sukhanwar hooN sukhanwar hee rahoongaa aakhiree dam tak. Mujhe achhe naheeN lagte kabhee bekaar ke ke kuchh pal.
Chamak saktaa hai qismat kaa sitaaraa aaj uskaa bhee. Ataa gar ho sakeN ‘saini’ ko bhee sarkaar ke kuchh pal.
Dr. Surendra Saini मयस्सर ज़िंदगी में सबको हों त्यौहार के कुछ पल | दुआ करता हूँ सब के वास्ते हों प्यार के कुछ पल ||
बड़ी मुश्किल से मिलते हैं विसाल-ए –यार के कुछ पल | गवाँ देना नहीं तकरार में ये प्यार के कुछ पल ||
यही होता रहा है हर किसी के साथ बरसों से | लुभाएँ जीत के कुछ पल रुलाएं हार के कुछ पल ||
सुना करता हूँ मैं ये फ़लसफ़ा अक्सर ही लोगों से | ज़रूरी प्यार में भी हैं मियाँ तकरार के कुछ पल ||
अगरचे आप से मिलना मुझे अब तक लगा अच्छा | मगर आँखों में आँसू दे गए इस बार के कुछ पल ||
मज़ा क्या उस खुशी में है ये रोज़ेदार से पूछो | दिलाते हैं जो उसको चाँद के दीदार के कुछ पल ||
सुखनवर हूँ सुखनवर ही रहूँगा आख़िरी दम तक | मुझे अच्छे नहीं लगते कभी बेकार के कुछ पल ||
चमक सकता है किस्मत का सितारा आज उसका भी | अता गर हो सकें ‘सैनी’ को भी सरकार के कुछ पल ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii-naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice -SKS rau ke saath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|