Kya kya kiya karte hain..!!

by Gyan Prakash on September 25, 2011, 07:41:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 973 times)
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
Reply with quote
Gar ho sake to humein maaf kar dena..
Aur dillagi ab humse ki nahi jati..!!    love9 love9



Khwabo.n mein jeete hain au kya kya kiya karte hain
Is be-imaan muhabbat ko bhi khuda kiya karte hain

Waqif nahi hain wo husna ki fitrat se shayad
Dhadkane.n yun ik chehre pe fanaa kiya karte hain

Apne aankho.n ki barsaat ko tham na pate magar
Kisi ke labo.n ke muskan ki dua kiya karte hain

Muqaddar mein fakat dard au ghum hi hona tha
Daur-e-Bewafai mein kyun wafaa kiya karte hain

Humein na shamil karo ab us kaum mein ae khuda
Wo aur hain jo sitam sahkar hansa kiya karte hain..!!

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Un Lamhon ka hisaab kiya karte hain....! by sharmaarunkumar in Shayri-E-Dard
yaad kiya karte hain by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
yaad kiya karte hain by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
<>*kyun ikraar kiya karte hain*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Miss kiya karte hain .......... anmol arora by anmolarora in Shayri-E-Dard
Sanjeev kash
Guest
«Reply #1 on: September 25, 2011, 11:21:48 AM »
Reply with quote
BAAAAAAAAAAAAAAAAHut KHOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOb Gyan Ji Applause Applause Applause
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 25, 2011, 11:23:54 AM »
Reply with quote
BAAAAAAAAAAAAAAAAHut KHOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOb Gyan Ji Applause Applause Applause




Bahut bahut Shukriya Sanjeev Ji..!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 25, 2011, 11:27:32 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoooob Gyan Prakashji

Shaandaar Peskash!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
awais_007
Guest
«Reply #4 on: September 25, 2011, 12:00:07 PM »
Reply with quote
Gyan Prakash ji bahut pyare ishaar kahe ap ne Applause
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #5 on: September 25, 2011, 12:36:23 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoooob Gyan Prakashji

Shaandaar Peskash!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Bahut Shukriya Khwaish Ji..!!
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: September 25, 2011, 12:39:41 PM »
Reply with quote
Gar ho sake to humein maaf kar dena..
Aur dillagi ab humse ki nahi jati..!!    love9 love9



Khwabo.n mein jeete hain au kya kya kiya karte hain
Is be-imaan muhabbat ko bhi khuda kiya karte hain

Waqif nahi hain wo husna ki fitrat se shayad
Dhadkane.n yun ik chehre pe fanaa kiya karte hain

Apne aankho.n ki barsaat ko tham na pate magar
Kisi ke labo.n ke muskan ki dua kiya karte hain

Muqaddar mein fakat dard au ghum hi hona tha
Daur-e-Bewafai mein kyun wafaa kiya karte hain

Humein na shamil karo ab us kaum mein ae khuda
Wo aur hain jo sitam sahkar hansa kiya karte hain..!!

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed

good one Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #7 on: September 25, 2011, 01:41:37 PM »
Reply with quote
gyan prakash ji ,,,daad kabool kijiye
Gar ho sake to humein maaf kar dena..
Aur dillagi ab humse ki nahi jati..!!    love9 love9



Khwabo.n mein jeete hain au kya kya kiya karte hain
Is be-imaan muhabbat ko bhi khuda kiya karte hain

Waqif nahi hain wo husna ki fitrat se shayad
Dhadkane.n yun ik chehre pe fanaa kiya karte hain

Apne aankho.n ki barsaat ko tham na pate magar
Kisi ke labo.n ke muskan ki dua kiya karte hain

Muqaddar mein fakat dard au ghum hi hona tha
Daur-e-Bewafai mein kyun wafaa kiya karte hain

Humein na shamil karo ab us kaum mein ae khuda
Wo aur hain jo sitam sahkar hansa kiya karte hain..!!

 tearyeyed tearyeyed tearyeyed
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #8 on: September 25, 2011, 05:04:21 PM »
Reply with quote
gyan prakash ji ,,,daad kabool kijiye

Shukriya Sunil bhai..!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: September 26, 2011, 05:45:54 AM »
Reply with quote
G P jee Aadaab!

bahut khoob janab bahut khub ...
Kia kahne aapke bahut khub khayaaloN ko behad
achche se baNdha hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar khoob rahe ..
Tah e dil se daad O mubnarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #10 on: September 26, 2011, 07:24:51 AM »
Reply with quote
G P jee Aadaab!

bahut khoob janab bahut khub ...
Kia kahne aapke bahut khub khayaaloN ko behad
achche se baNdha hai aapne... Usual Smile

Sabhi ashaar khoob rahe ..
Tah e dil se daad O mubnarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile




Bahut Bahut Shukriya Parwaaz ji Khyalato.n ko pasand karne ke liye.

Aage bhi koshish jari rahegi...Sath banaye rakhein..!!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: September 26, 2011, 07:55:54 AM »
Reply with quote
veri naaaaaaice

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #12 on: September 26, 2011, 12:56:16 PM »
Reply with quote
veri naaaaaaice

 Applause Applause Applause Applause Applause



Thanks a lot..!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:32:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer