KYA MUJHE HAQ NAHEEN THA....................Anahita

by Anahita on June 04, 2012, 08:15:14 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1801 times)
Anahita
Guest
Reply with quote
Raha Meri Zinadgi Me Ghamon Ka Andhera Hamesha,
     Kya Ik Chhoti Si Roshni Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Kyun Meri har Dua Ansuni Besasr Ho Gayi,
    Mere Rab! Kya Teri Bandagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Wo Khush Hote Rahe Mera Dil Dukha Kar Sadaa Hi,
    To Kya Masoom Si Dillagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Meri Dhadakne Talaash Karti Hain Unhen Deewanon Ki Tarah,
   Bewafaai Ke Sehra me mohabbat Ki Tishangi Ka Haq naheen Tha Mujhe?

Jane Kyun Mujhe Dene Liye Unke Paas Dard Aur Aansu Hi Rahe,
    Kya Kisi Bhi Khushi Ka Haq Naheen tha Mujhe?

Wo Sangdil Khelta Raha Mere Dil Se Hamesha,
   Lekin Sachchi Aashiqui Ka Bhi Haq Naheen Tha Mujhe..........!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #1 on: June 04, 2012, 08:16:16 AM »
Reply with quote
bohat khoob anhita ...chotee chottee khahishein hain ji aapko bilkul haq haii
Logged
Anahita
Guest
«Reply #2 on: June 04, 2012, 08:25:58 AM »
Reply with quote
bohat khoob anhita ...chotee chottee khahishein hain ji aapko bilkul haq haii
Shukriya Laaiba Jee Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: June 04, 2012, 09:02:54 AM »
Reply with quote
bahut achhee peshkash betee jab ghazal kahtee ho to matlaa bhee kahaa karo chaliye daad detaa hoon aur ek rau bhee
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2012, 09:05:08 AM »
Reply with quote
Raha Meri Zinadgi Me Ghamon Ka Andhera Hamesha,
     Kya Ik Chhoti Si Roshni Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Kyun Meri har Dua Ansuni Besasr Ho Gayi,
    Mere Rab! Kya Teri Bandagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Wo Khush Hote Rahe Mera Dil Dukha Kar Sadaa Hi,
    To Kya Masoom Si Dillagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Meri Dhadakne Talaash Karti Hain Unhen Deewanon Ki Tarah,
   Bewafaai Ke Sehra me mohabbat Ki Tishangi Ka Haq naheen Tha Mujhe?

Jane Kyun Mujhe Dene Liye Unke Paas Dard Aur Aansu Hi Rahe,
    Kya Kisi Bhi Khushi Ka Haq Naheen tha Mujhe?

Wo Sangdil Khelta Raha Mere Dil Se Hamesha,
   Lekin Sachchi Aashiqui Ka Bhi Haq Naheen Tha Mujhe..........!

gud one

              kya acha hua aur kya kharaab ab kaun jaane khamosh.!
              banoo.n shukrguzaar bandaa buss ye doa hai meri.!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: June 04, 2012, 10:23:47 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Anahita, Nice creation. Meri taraf se dhero.n daad aur ek Rau bhi.
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #6 on: June 04, 2012, 10:51:57 AM »
Reply with quote
Raha Meri Zinadgi Me Ghamon Ka Andhera Hamesha,
     Kya Ik Chhoti Si Roshni Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Kyun Meri har Dua Ansuni Besasr Ho Gayi,
    Mere Rab! Kya Teri Bandagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Wo Khush Hote Rahe Mera Dil Dukha Kar Sadaa Hi,
    To Kya Masoom Si Dillagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Meri Dhadakne Talaash Karti Hain Unhen Deewanon Ki Tarah,
   Bewafaai Ke Sehra me mohabbat Ki Tishangi Ka Haq naheen Tha Mujhe?

Jane Kyun Mujhe Dene Liye Unke Paas Dard Aur Aansu Hi Rahe,
    Kya Kisi Bhi Khushi Ka Haq Naheen tha Mujhe?

Wo Sangdil Khelta Raha Mere Dil Se Hamesha,
   Lekin Sachchi Aashiqui Ka Bhi Haq Naheen Tha Mujhe..........!
Very nice anahita ji lovely creation. ek Rau bhi lijiye
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #7 on: June 04, 2012, 10:56:09 AM »
Reply with quote
boht khub anahita ji
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #8 on: June 04, 2012, 11:00:26 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Umeed Kya Karna Us Shakh Se Aashiqui Ka Sila,
Thokar Hai Mari Jis Ne, Kyu Ho Us Se Judai Ka Gila,
Jise Ho Saachi Mohabbat Woh Nahi Bhulta Yu Hi Kisi Ko,
Mat Ro Mere Dil Ke Khushi Se Jee Kar Hai Lena Bewafai Ka Badla..!!
Logged
akashsharma1990
Guest
«Reply #9 on: June 04, 2012, 11:02:09 AM »
Reply with quote
Raha Meri Zinadgi Me Ghamon Ka Andhera Hamesha,
     Kya Ik Chhoti Si Roshni Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Kyun Meri har Dua Ansuni Besasr Ho Gayi,
    Mere Rab! Kya Teri Bandagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Wo Khush Hote Rahe Mera Dil Dukha Kar Sadaa Hi,
    To Kya Masoom Si Dillagi Ka Haq Naheen Tha Mujhe?

Meri Dhadakne Talaash Karti Hain Unhen Deewanon Ki Tarah,
   Bewafaai Ke Sehra me mohabbat Ki Tishangi Ka Haq naheen Tha Mujhe?

Jane Kyun Mujhe Dene Liye Unke Paas Dard Aur Aansu Hi Rahe,
    Kya Kisi Bhi Khushi Ka Haq Naheen tha Mujhe?

Wo Sangdil Khelta Raha Mere Dil Se Hamesha,
   Lekin Sachchi Aashiqui Ka Bhi Haq Naheen Tha Mujhe..........!
bohot acche anahita ji..
ek rau kabool kijie
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #10 on: June 04, 2012, 12:35:45 PM »
Reply with quote
niece , anahita ji.
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #11 on: June 04, 2012, 12:38:45 PM »
Reply with quote
aapko haq hai aap jee bhar ke pyar karein aapko haq hai............. Giggle Giggle

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anahita
Guest
«Reply #12 on: June 04, 2012, 12:42:02 PM »
Reply with quote
niece , anahita ji.
Thank You Sir Usual Smile
Logged
Anahita
Guest
«Reply #13 on: June 04, 2012, 12:42:34 PM »
Reply with quote
bohot acche anahita ji..
ek rau kabool kijie
Shukriya Akash Jee Usual Smile
Logged
Anahita
Guest
«Reply #14 on: June 04, 2012, 12:43:33 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Umeed Kya Karna Us Shakh Se Aashiqui Ka Sila,
Thokar Hai Mari Jis Ne, Kyu Ho Us Se Judai Ka Gila,
Jise Ho Saachi Mohabbat Woh Nahi Bhulta Yu Hi Kisi Ko,
Mat Ro Mere Dil Ke Khushi Se Jee Kar Hai Lena Bewafai Ka Badla..!!
Bahut Badhiya Lines Shireen jee Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:18:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer