Kya Zaroori Hai Badan Ki Yoon...Satish Shukla 'Raqeeb'

by Satish Shukla on July 31, 2011, 08:07:53 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2753 times)
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #15 on: August 05, 2011, 12:15:09 PM »
Reply with quote

saahill ji,

Thanks for reply...


Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #16 on: August 05, 2011, 12:25:48 PM »
Reply with quote

Janab Abdul Qadeer Sahab

Ghazal pasand karne aur jawab dene ka Bahut
bahut shukriya aur jis she'r ka aapne zikra kiya hai
mujhe bhi pahle thoda thoda lag raha tha, ab jyada
lagne laga hai saani misra hi naheen aazad misra bhi
durust karna padega...

Ek baar phir se shukriya, aage bhi aaise hee
ishaara karte rahenge to achchha rahega.

Satish Shukla 'Raqeeb'
 
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #17 on: August 06, 2011, 01:17:48 PM »
Reply with quote
Satish jee aap kee ye nayee kaawish paRhne ko milee ......behad pasand aayee ......ab qadeer jee ke dakhal se khuchh seekhne ko bhee milaa ...dilii daad kubool farmaayeN.
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #18 on: August 07, 2011, 11:55:20 AM »
Reply with quote

Mamta Ji,

Bahut..bahut shukriya, ghazal padhne, pasand karne aur
jawab dene ke liye..ab post karne se pahle aapki latest
post bhi dekhni padegi...aap bhi behichak Abdul Qadeer
Sahab ki tarah ishara kar den agar kaheen nazar ruke..

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #19 on: August 10, 2011, 12:47:41 PM »
Reply with quote
Buzrugwaar aadab ,,


apki ghazal nahi balke nagina hai jisko parhke suroor ata hai aur dil se besahakta daad nikalti hai ,,nazron se lab phir lab se zahen phir dil tak raasta taai kiya hai apki is shaandaar o jaandar ghazal ne ,, taham eak jaga khuch uljhan ho rahi hai ,,tu suncha kyun na apse puch lo.N ye sirf o sirf mere ilm me izafa karne ke liye kahe raha hun ap khiyal na kare.N chunke maidane sukhan me banda mubtadi o talib-e-ilm se ziyada khuch nahi ,,,aisi sanglak bhr me aisi rawan ghazal khal khal hi parhne ko milti hai ,,,,bus apke eak sher pe nazar ruk gaai ,,

jisne ummeed ka aaeena kuchal daala ho
usse bekaar hai dil, pyaar ki khwahish karna

Misra-e-saani kya taaqide lafzi ka shikar nahi ,, lafze hai jubke maujooda halat pe dalalat karta nazar aa raha hai ,,lekin na jaane kyun mujhe lag raha hai ke sher ko poora karne me shaair alfazon pe apni giraft barqarar na rakh saka ,,,,,

umid hai ke ap rahenumai farham kar sikhne ka mauqa denge ...


khair andesh

qadeertoopchi



Mahutram Satish Shukla Saheb aadab ,,

Maine jiss sher pe aitraz kiya tha ,,,,,wo sher acha hai mera aitraz galat tha ,,, mai in dino yahi dundh raha tha ,,ke kya misra yun kaha ja sakta hai ,,,kal der raat eak kuna mashk shaura "Janab Masood Hassas " sahab se baat howi to mahutram ne apke is sher ki bharpoor pazirai ki aur meri uljhan bhi door kar di ,, Mai apse dastbasta mazrat khaw hun ,,mauf kar den ,,,Jahan taak misra-e-oola baat hai mujhe wo tab bhi acha laga tha aur ab bhi chunke """"Lafze "Kuchalna " Toorna aor choor karne se bhi aage ki baat hai ,,,Eak baar phir apki is murassa ghazal pe dad hazir hai khubool karen ...Allah apko umr-e-khzir ata kare ..

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #20 on: September 25, 2011, 12:30:18 PM »
Reply with quote

Abdul Qadeer Sahab,

Shukriya janab!

Waise main is tarah ke sher
avoid karta hoon.

Sorry for delay in reply.

Satish Shukla 'Raqeeb'

Sati


Logged
awais_007
Guest
«Reply #21 on: September 25, 2011, 04:11:48 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #22 on: September 26, 2011, 05:12:35 AM »
Reply with quote

awais_007 ji,

Hausala aafzai ka bahut
bahut shukriya.

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 06:55:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer