sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
Urvashee ho yaa Menkaa ho tum. Log kahte haiN laaibaa ho tum.
AarzoooN kaa marhalaa ho tum. Zindgaanee kaa falsafaa ho tum.
MaiN to pyaasaa janam-janam kaa hooN. Saaqee ho tum ki maikadaa ho tum.
Sochtaa hooN jise tasavvur meN. Mere khaaboN kee dilrubaa ho tum.
ManziloN kaa maqaam hai tum tak. Manzil-e-ishq baakhudaa ho tum.
Hai tumhara hee aqs to sab meN Husn kaa ek qaaydaa ho tum.
Ab bhee uskaa vujood qaaim hai. Aaj ‘saini’ kaa hauslaa ho tum.
Laaibaa--------jannat kee hoor
Dr.Surendra Saini
उर्वशी हो या मेनका हो तुम । लोग कहते हैं लाइबा हो तुम ॥
आरज़ूओँ का मरहला हो तुम । जिंदगानी का फ़ल्सफ़ा हो तुम ॥
मैं तो प्यासा जनम-जनम का हूँ । साक़ी हो तुम कि मैकदा हो तुम ॥
सोचता हूँ जिसे तसव्वुर में । मेरे ख़ाबों की दिलरुबा हो तुम ॥
मंज़िलों का मक़ाम है तुम तक । मंज़िल -ए -इश्क़ बाख़ुदा हो तुम ॥
है तुम्हारा ही अक्स तो सब में । हुस्न का एक क़ायदा हो तुम ॥
अब भी उसका वुजूद क़ाइम है । आज 'सैनी' का हौसला हो तुम ॥
लाइबा ---------जन्नत की हूर
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 14, 2013, 03:17:05 PM » |
|
MaiN to pyaasaa janam-janam kaa hooN. Saaqee ho tum maikadaa ho tum.
Sochtaa hooN jise tasavvur meN. Mere khaaboN kee dilrubaa ho tum.
ManziloN kaa maqaam hai tum tak. Manzil-e-ishq baakhudaa ho tum.
Baaqee sab meN to aqs teraa hai. Husn kaa ek qaaydaa ho tum.
Ab bhee uskaa vujood qaaim hai. Aaj ‘saini’ kaa hauslaa ho tum.
Laaibaa--------jannat kee hoor
Dr.Surendra Saini
मैं तो प्यासा जनम-जनम का हूँ । साक़ी हो तुम मैकदा हो तुम ॥
सोचता हूँ जिसे तसव्वुर में । मेरे ख़ाबों की दिलरुबा हो तुम ॥
मंज़िलों का मक़ाम है तुम तक । मंज़िल -ए -इश्क़ बाख़ुदा हो तुम ॥
बाक़ी सब में तो अक्स है तेरा । हुस्न का एक क़ायदा हो तुम ॥
अब भी उसका वुजूद क़ाइम है । आज 'सैनी' का हौसला हो तुम ॥
Wah wah wah Bahut khoob Sir Aaj to ghazab dha diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #2 on: October 14, 2013, 03:36:48 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #4 on: October 14, 2013, 03:48:28 PM » |
|
bahut khoob saini ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 14, 2013, 03:51:36 PM » |
|
wha wha bhut khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kittoo
Guest
|
|
«Reply #6 on: October 14, 2013, 03:57:12 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: October 14, 2013, 04:39:52 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 14, 2013, 04:48:28 PM » |
|
Urvashee ho yaa Menkaa ho tum. Log kahte haiN laaibaa ho tum.
AarzoooN kaa marhalaa ho tum. Zindgaanee kaa falsafaa ho tum.
MaiN to pyaasaa janam-janam kaa hooN. Saaqee ho tum maikadaa ho tum.
Sochtaa hooN jise tasavvur meN. Mere khaaboN kee dilrubaa ho tum.
ManziloN kaa maqaam hai tum tak. Manzil-e-ishq baakhudaa ho tum.
Baaqee sab meN to aqs teraa hai. Husn kaa ek qaaydaa ho tum.
Ab bhee uskaa vujood qaaim hai. Aaj ‘saini’ kaa hauslaa ho tum.
Laaibaa--------jannat kee hoor
Dr.Surendra Saini
उर्वशी हो या मेनका हो तुम । लोग कहते हैं लाइबा हो तुम ॥
आरज़ूओँ का मरहला हो तुम । जिंदगानी का फ़ल्सफ़ा हो तुम ॥
मैं तो प्यासा जनम-जनम का हूँ । साक़ी हो तुम मैकदा हो तुम ॥
सोचता हूँ जिसे तसव्वुर में । मेरे ख़ाबों की दिलरुबा हो तुम ॥
मंज़िलों का मक़ाम है तुम तक । मंज़िल -ए -इश्क़ बाख़ुदा हो तुम ॥
बाक़ी सब में तो अक्स है तेरा । हुस्न का एक क़ायदा हो तुम ॥
अब भी उसका वुजूद क़ाइम है । आज 'सैनी' का हौसला हो तुम ॥
लाइबा ---------जन्नत की हूर
डा० सुरेन्द्र सैनी
kia baa.t sir saini jee bohat khoob khoob ghazal kahee hai laaiba ka matlab bata kar aa.p ne khoob qafia milaya hai sir bohat c daad,.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 14, 2013, 05:14:43 PM » |
|
bahut khoob , saini saheb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nashwani
Guest
|
|
«Reply #10 on: October 14, 2013, 05:23:47 PM » |
|
Bahut umda sirjee.. Matlab samajh me aa gaya.crystal clear.. Laajawab likha hai.. Dhero daad..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 14, 2013, 07:22:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 14, 2013, 09:04:33 PM » |
|
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah, khoobsoorat ghazal Saini sir, hazaaroN daad aur ek Rau.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|