Ladengi Meri Tanha-e-yan ( Qadeertoopchi )

by qadeertoopchii on July 02, 2009, 06:58:38 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2278 times)
qadeer toopchi
Guest
«Reply #15 on: July 20, 2009, 04:41:24 PM »
Reply with quote
Qadeer sahab, Adaab... ik abhut hi umda peshkesh hai aapki ... yaqeen mano ik ik alfaaz rooh ko chuu gya. 'teh dil se daad kabool kijiye!


HumTum

nawazish karam janab a mann humtum sahab , apki pakiza nazron ka karam hai janab warna to qaqsar ki khuch bisath hi nahi .. shukar guzar hon apka jo apne pasand farmaya aur hausla afza-e- ki .. allah apko khush rakhe !!

Qadeertoopchi
Logged
qadeer toopchi
Guest
«Reply #16 on: July 20, 2009, 04:45:33 PM »
Reply with quote
Sunder kalaam hai aapka....kabile tariff... Applause Applause

Magar jara samjhaiye beech aur aakhir ki lines mai virodhabhas mesoos hota hai kyon?

"Na mai tootonga kabhi na mere hausle !!
Tumhari har khushi se unhe  nafrath hai "Qadeer"
Apne armanoo ko toot ke bikhar jane do !!"


 

samrida sahib Adaab !!

mumno hon apka jo apne pasand farmaya .. aur miyari nazar se barikiyun per gaur farmaya .. waise mai yoindia se bann hon agar apko ghazal per islaah karna ya fir tanqid karna hai to ap qaqsar ko mail karsakti hain issi bahane gupshap bhi ho jayegi ..qair allah apko khush rakhe !! email - abdulqadeer.toopchi@gmail.com


Qadeertoopchi

Qadeertoopchi
Logged
qadeer toopchi
Guest
«Reply #17 on: July 20, 2009, 04:48:13 PM »
Reply with quote
wah Qadeer Ji, bahut hi khoob, wah

jasbir singh

shukriya bhaijaan ki hal hai tussi pa ji .. o kethe yaar tussi nazar nai aunde !! chalo ji  rub rakhan tussi !! he he he kaisi rahi meri tooti phooti panjabi !!

thuda bhai !!

qadeer

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: July 20, 2009, 05:02:32 PM »
Reply with quote
shukriya bhaijaan ki hal hai tussi pa ji .. o kethe yaar tussi nazar nai aunde !! chalo ji  rub rakhan tussi !! he he he kaisi rahi meri tooti phooti panjabi !!

thuda bhai !!

qadeer



qadeer Ji, bhasha chahey koyi bhi ho ...

hum toh dil ki awaaz sun key dodey chaley aatey hai
dostoh key liye, hum khudd koh mita jatey hai

GOD BLESS YOU DEAR FRIEND ....


Jasbir Singh
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #19 on: May 18, 2010, 03:02:35 PM »
Reply with quote

Na karo humdardi mere ashiyane se dustoo !!
Aag maine khud laga-e- hai jal jane do !!(kya khoob likha janab...)

Mujhe maarna hi samandaron ki khuesh hai agar !
To chin lo fatwaar mujhe doob jane do !!(dil aur zahen ko nichord dene wala shair kaha hai..bahot khoob)


ladengi fir meri tanha-e-yan uski yadon se !!
Hone do shaam zara suraj ko dhal jane do (haqiqat ko kitne saleeqe se lafzaaon main dhala hai...iss shair ne meri dairy ki ronaq badha di.)
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:20:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer