LOG MAUSAM KI TARAH BADAL JATE HAI

by Taasir siddiqui on June 06, 2008, 10:16:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4035 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Main rokta hun to yeh jazbaat me dhal jate hain;
kisi bhi haal me aansu  mere   nikal jate hain;

Main ek se bartaav ki umeed rakhta hun sabse;
aur log yahan mausam ki tarah  badal jate hain;

Ab kya bataaun haal-e-dard tumhe mere mehboob;
dekhar tumhari surat zakhm mere behal jate hain;

Yaadon ke behkaave ki shiddat to zara dekhiye;
jahaan se thukhraye gaye wahin sar ke bal jate hain;

khushi ka peecha aur gham mitaane ke jatan ;
issi kashmakash me zindagi ke din nikal jate hain;

Phir mohabbat ka khayaal aaya hai is dil me;
magar dekhkar taasir ka haal hum sambhal jate hain;
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mausam Badal Gayae by daljeet_faqeer in Shayri-E-Dard
bas wohi log badal jate hai by chand.pcpl in Share: Poetry of Pain
~*~ Shayar badal jate hai ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
mausam badal gaye by saahill in Shayri-E-Dard
khayalat badal jate hai by soudagar in Share:Miscellaneous Shayari
diya786
Guest
«Reply #1 on: June 06, 2008, 11:11:12 AM »
Reply with quote
Main rokta hun to yeh jazbaat me dhal jate hain;
kisi bhi haal me aansu  mere   nikal jate hain;
Main ek se bartaav ki umeed rakhta hun sabse;
aur log yahan mausam ki tarah  badal jate hain;
Ab kya bataaun haal-e-dard tumhe mere mehboob;
dekhar tumhari surat zakhm mere behal jate hain;
Yaadon ke behkaave ki shiddat to zara dekhiye;
jahaan se thukhraye gaye wahin sar ke bal jate hain;
khushi ka peecha aur gham mitaane ke jatan ;
issi kashmakash me zindagi ke din nikal jate hain;
Phir mohabbat ka khayaal aaya hai is dil me;
magar dekhkar taasir ka haal hum sambhal jate hain;


welcome to yoindia tasir sahab
aapne bahut umda likha hai
haqiqat ko bayan kiya hai
keep it up gud.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 06, 2008, 11:37:09 AM »
Reply with quote
Main rokta hun to yeh jazbaat me dhal jate hain;
kisi bhi haal me aansu  mere   nikal jate hain;
Main ek se bartaav ki umeed rakhta hun sabse;
aur log yahan mausam ki tarah  badal jate hain;
Ab kya bataaun haal-e-dard tumhe mere mehboob;
dekhar tumhari surat zakhm mere behal jate hain;
Yaadon ke behkaave ki shiddat to zara dekhiye;
jahaan se thukhraye gaye wahin sar ke bal jate hain;
khushi ka peecha aur gham mitaane ke jatan ;
issi kashmakash me zindagi ke din nikal jate hain;
Phir mohabbat ka khayaal aaya hai is dil me;
magar dekhkar taasir ka haal hum sambhal jate hain;


Bahut khoob taasir saab..bahut hi acha likha hai aapne. Applause Applause
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2008, 07:12:39 AM »
Reply with quote
Main rokta hun to yeh jazbaat me dhal jate hain;
kisi bhi haal me aansu  mere   nikal jate hain;
Main ek se bartaav ki umeed rakhta hun sabse;
aur log yahan mausam ki tarah  badal jate hain;
Ab kya bataaun haal-e-dard tumhe mere mehboob;
dekhar tumhari surat zakhm mere behal jate hain;
Yaadon ke behkaave ki shiddat to zara dekhiye;
jahaan se thukhraye gaye wahin sar ke bal jate hain;
khushi ka peecha aur gham mitaane ke jatan ;
issi kashmakash me zindagi ke din nikal jate hain;
Phir mohabbat ka khayaal aaya hai is dil me;
magar dekhkar taasir ka haal hum sambhal jate hain;


bohut khoob taasir ji nice creation
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #4 on: June 07, 2008, 11:05:02 AM »
Reply with quote
wah wah wah bahoot hi jayada khoobasurat aur tasalli se likha gaya har sher.....
bahoot achche tasir ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: March 08, 2010, 08:16:43 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB  Applause Applause Clapping Smiley icon_flower
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #6 on: March 16, 2010, 10:09:20 AM »
Reply with quote
Wah wah Tasir ji bahut purkashish ghazal likhi hai aapne.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:58:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer