Loo Ab Marnaa Bhee Tal Jaayegaa.......masoom

by Masoom Shahzada on July 28, 2012, 03:16:02 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1960 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Unkee aaNkhoo kaa vaar kahaaN jaayegaa.
Gunahgaar ham hai, hamaaree taraf hee aayegaa.
.
Puraanee hai ye haseenoo kee adaa , nayaa kuch bhee nahee.
Aayegaa wo najdeek aour muskurakar gujar jaayegaa.
.
Ek tootaa huaa pattaa hee too hai insaan.
Jidhar le jaaye hawaa , udhar jaayegaa.
.
Hak ne aaj rishtoo koo toodne kee daan lee hai.
Dekhe, Bhai maNgega hissa yaa rishtoo pe maan jaayegaa.
.
Pyaar bad naa saka too dhat jaayegaa.
Insaan kee fitrat hai badal jaanaa, badal jaayegaa.
.
Unkee chaahat hai muttee me kaid jugno see.
Band rakhkhee to dam ghutegaa, khoolee too uad jaayegaa.
.
Teer muhabbat ka chalaa ke jindagee cheen lee usne "Masoom".
Aour dawaa pilaa ke kahaa, "Loo ab marnaa bee tal jaayegaa".
Logged
soudagar
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2012, 03:55:59 AM »
Reply with quote
Wah wah wah....... Masoom ji kya pqalaam pesh kiya hai.... Jitni daad di jaye kam hai...... Behad khubsurat umda aur besqeemti qalaam.......... Hajaro salaam aapke is qalaam ke naam.......aur ek rau bhi...
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: July 28, 2012, 04:23:58 AM »
Reply with quote
BAhut BAhut Khub Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: July 28, 2012, 09:26:05 AM »
Reply with quote
bahut khoob, badhai
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: July 28, 2012, 10:14:56 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #5 on: July 28, 2012, 10:48:41 AM »
Reply with quote
wah wah kiya baat hai  Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2012, 10:59:17 AM »
Reply with quote
Barhiya Masoom bhai
Bahut bahut acche ehsaas o khayaal ko likha hai aapne.
vaah vaah vaaaaaaaah
3rd sher...bahut bahut khoob raha.
Applause Applause
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #7 on: July 28, 2012, 05:21:03 PM »
Reply with quote

bahut khoob
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 28, 2012, 05:39:33 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob maasoom ji... Usual Smile

daad daad.. Applause Applause
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #9 on: July 30, 2012, 02:32:44 PM »
Reply with quote
Wah wah wah....... Masoom ji kya pqalaam pesh kiya hai.... Jitni daad di jaye kam hai...... Behad khubsurat umda aur besqeemti qalaam.......... Hajaro salaam aapke is qalaam ke naam.......aur ek rau bhi...
saudagar jee aadaab
Saudagar jee sayad jitnee tareef aapne es ko bakhsee sayad ye etna mustahak nahee tha par aapne esko jitnee ejjat se nawaja uska main sukargujar hoo.
Jab es tarah koi hausla badata to likhne ka dil karta hai aour soch ke darwaje washee hote chale jaate hai.
Barhaal aaka bahoot bahoot sukriya.
....masoom.....
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #10 on: July 30, 2012, 11:56:08 PM »
Reply with quote
BAhut BAhut Khub Applause Applause Applause
sukriya sanjeev ji
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: July 31, 2012, 09:05:18 AM »
Reply with quote
bahut khoob, badhai
thanks a lot nandbahu jee
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: July 31, 2012, 10:48:57 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
sukriya bhai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #13 on: August 01, 2012, 04:41:34 AM »
Reply with quote
wah wah kiya baat hai  Applause Applause Applause
sukriyaa basni jee
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #14 on: August 01, 2012, 05:19:27 AM »
Reply with quote

Unkee aaNkhoo kaa vaar kahaaN jaayegaa.
Gunahgaar ham hai, hamaaree taraf hee aayegaa.
.
Puraanee hai ye haseenoo kee adaa , nayaa kuch bhee nahee.
Aayegaa wo najdeek aour muskurakar gujar jaayegaa.
.
Ek tootaa huaa pattaa hee too hai insaan.
Jidhar le jaaye hawaa , udhar jaayegaa.
.
Hak ne aaj rishtoo koo toodne kee daan lee hai.
Dekhe, Bhai maNgega hissa yaa rishtoo pe maan jaayegaa.
.
Pyaar bad naa saka too dhat jaayegaa.
Insaan kee fitrat hai badal jaanaa, badal jaayegaa.
.
Unkee chaahat hai muttee me kaid jugno see.
Band rakhkhee to dam ghutegaa, khoolee too uad jaayegaa.
.
Teer muhabbat ka chalaa ke jindagee cheen lee usne "Masoom".
Aour dawaa pilaa ke kahaa, "Loo ab marnaa bee tal jaayegaa".

Bahut bahut khoob khayalat rakhe hain aapne Masoom ji is gazal me ek se badh ke ek ye aasa'r mujhe khaas pasand aya
"Hak ne aaj rishtoo koo toodne kee daan lee hai.
Dekhe, Bhai maNgega hissa yaa rishtoo pe maan jaayegaa."...Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:27:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer