Maa Ki Yaad

by Shayaries_King on October 05, 2009, 11:35:49 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3664 times)
Shayaries_King
Guest
Reply with quote
Hi  Friends Iss Saal Barish K Chalte Karnataka Aur Ap Aur Anya Jagah Bahot
Tabahi Hui Hai Aur Bahot Log Beghar Hue Aur Bahot Masum Zindegiyan
Aapne Maa Baap Se Juda Huwe Hai  Unhi Masum Bacho Ki Feelings Ko Me
Apni Iss Ghazal Me Pesh Kar Raha Hun Umeed Hai APko Pasand Aayega


Aae Maa Tu Chali Gai  Abb Toh Bas Reh Gaya Hai Ye Pani
Kaise Guzregi  Abb Tere Bin Meri Ye Zindegani

Kahan Tu Chali Gayi Ho Aae Meri Maa
Ye Bedard Duniya Mujpe Nahi Kar Rahi Hai Meherbani

Har Maa Me Teri Jhalak Paata Hun Aae Meri Maa
Kisi Aur Ko Maa Keh K Nahi Karunga Me Teri Mamta Se Baimani

Iss Bhid Bhare Saher Me Nahi Mil Raha Hai Mujhe Aashiyan
Ab Toh Zami Aapna Ghar Aur Asma Hai Chadar Ki Nishani

Ab Toh Neend Bhi Nahi Aati Hai Mujhe Jaagta Hun Me Saari Raat
Ab Koi Nahi Sunata Hai Muje Sote Waqt Kahani


Pyasa Hun Me Tere  Pyar Aur Laad  Ka Maa
Kaun Sunega Abb Is Maa Bete Ki Zubani

Me Jee Lunga Kaise Bhi Bas Dua Hai Rabse
Tu Jahan B Rahe Naa Ho Tujhe Koi Pareshani

Behra Ho Gaya Ha Ye Sara Zamana  Jo Meri Sun Nahi Paa Raha Hai
Abb Mere Dard Ki Dastaan Muje Bhi Nahi Hai Kisiko Sunani

Baitkar Rota Hun Akele Me Ab Toh Apna Saya B Paraya Lagta Hai
Abb Naa Rahi Wo Khushiyan Suhani

Bas Ek Jhalak Me Mein Tujhe Pehchan Lunga Agar Aajaye Tu Samne
Bhale Tere Cehre Ki Raunak Hojae Kitni Bhi Purani

Aae Khuda Milade Iss Bichde Hue Bache Ko Apni Maa Se
Abb Aur Naa Chala Apni Manmaani

Aae Maa Tu Chali Gai  Abb Toh Bas Reh Gaya Hai Ye Pani
Kaise Guzregi  Abb Tere Bin Meri Ye Zindegani

Aae Maula Un Sabhi Bichdi Huwi Zindegiyon  Ko Milade
Ameen

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad by Suhas in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi............. by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: October 05, 2009, 02:05:39 PM »
Reply with quote
Bahoot Bahoot Khoob SK Ji.. Bahoot hi dard bhare ehsaaso ko alfazo se bakoobi bayaan kiya hai

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: October 05, 2009, 11:49:01 PM »
Reply with quote
Wah very touching and beautiful creation SK ji,bahut bahut khoob,excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #3 on: October 06, 2009, 12:26:04 AM »
Reply with quote
ameen summa ameen,,nice  tearyeyed
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: October 06, 2009, 08:30:36 AM »
Reply with quote
Nice Excellent beautiful creation SK ji
Bahoot khub sir  tearyeyed tearyeyed Applause Applause Applause
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #5 on: October 06, 2009, 09:32:57 AM »
Reply with quote
Thanx nazar ji sophi ji rishi ji madhu ji
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #6 on: November 05, 2009, 06:52:52 AM »
Reply with quote
Hi  Friends Iss Saal Barish K Chalte Karnataka Aur Ap Aur Anya Jagah Bahot
Tabahi Hui Hai Aur Bahot Log Beghar Hue Aur Bahot Masum Zindegiyan
Aapne Maa Baap Se Juda Huwe Hai  Unhi Masum Bacho Ki Feelings Ko Me
Apni Iss Ghazal Me Pesh Kar Raha Hun Umeed Hai APko Pasand Aayega


Aae Maa Tu Chali Gai  Abb Toh Bas Reh Gaya Hai Ye Pani
Kaise Guzregi  Abb Tere Bin Meri Ye Zindegani

Kahan Tu Chali Gayi Ho Aae Meri Maa
Ye Bedard Duniya Mujpe Nahi Kar Rahi Hai Meherbani

Har Maa Me Teri Jhalak Paata Hun Aae Meri Maa
Kisi Aur Ko Maa Keh K Nahi Karunga Me Teri Mamta Se Baimani

Iss Bhid Bhare Saher Me Nahi Mil Raha Hai Mujhe Aashiyan
Ab Toh Zami Aapna Ghar Aur Asma Hai Chadar Ki Nishani

Ab Toh Neend Bhi Nahi Aati Hai Mujhe Jaagta Hun Me Saari Raat
Ab Koi Nahi Sunata Hai Muje Sote Waqt Kahani


Pyasa Hun Me Tere  Pyar Aur Laad  Ka Maa
Kaun Sunega Abb Is Maa Bete Ki Zubani

Me Jee Lunga Kaise Bhi Bas Dua Hai Rabse
Tu Jahan B Rahe Naa Ho Tujhe Koi Pareshani

Behra Ho Gaya Ha Ye Sara Zamana  Jo Meri Sun Nahi Paa Raha Hai
Abb Mere Dard Ki Dastaan Muje Bhi Nahi Hai Kisiko Sunani

Baitkar Rota Hun Akele Me Ab Toh Apna Saya B Paraya Lagta Hai
Abb Naa Rahi Wo Khushiyan Suhani

Bas Ek Jhalak Me Mein Tujhe Pehchan Lunga Agar Aajaye Tu Samne
Bhale Tere Cehre Ki Raunak Hojae Kitni Bhi Purani

Aae Khuda Milade Iss Bichde Hue Bache Ko Apni Maa Se
Abb Aur Naa Chala Apni Manmaani

Aae Maa Tu Chali Gai  Abb Toh Bas Reh Gaya Hai Ye Pani
Kaise Guzregi  Abb Tere Bin Meri Ye Zindegani

Aae Maula Un Sabhi Bichdi Huwi Zindegiyon  Ko Milade
Ameen



aamin summa aamin
allah tala aapke aur hum sab ke dua  ko kabul farmaye
aamin,,,
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #7 on: November 05, 2009, 06:53:29 AM »
Reply with quote
aamin summa aamin
allah tala aapke aur hum sab ke dua  ko kabul farmaye
aamin,,,

Thanx Jaan
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:21:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer