Maa.....................AQSH

by aqsh on March 20, 2013, 03:49:06 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1752 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Meri yeh ghazal us dost ke naam hai jo cancer ki wajah se zindagi aur maut ke beech khadi hai

Chot Mujhe Lagti Hai, Aankhein Unki Taar-Taar Ho Jaati Hai
Chupa Kar Maa Aanchal MeiN, Zinda Hone Ka Ehsaas Jagaati Hai

Dil ka dard aankhoN ki, koi zabaan nahi ab tak
BachchonN ke ilaawa ,maa ka koi jahaan nahi ab tak

Din raat who apne, pariwaar ki sewa mein lagi rahi
Khud ke liye kabhi dil meiN, koi armaan nahi ab tak

Char diwaari makan ko, ghar ka naam diya
Bin maa ke ghar bana, koi makaan nahi ab tak

Akele chod jaaye, apne jigar ke tukdon ko
Itna hua maa ka kaleja, jawaan nahi ab tak

Ro ro kar dil par aaye hai, be intehaan zakhm
Mit jayenge kaise dikhte kahiN, nishaan nahi ab tak

Kitna khush mijaz tha, gulshan uski jahan ka
Kainaat se aaya us jaisa, baghbaan nahi ab tak

Koi to dede use, kuch saanseiN udhaar ki “Aqsh”
Khareed sake jahan se, mili koi dukaan nahi ab tak

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hi I m Aqsh by aqsh in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Ilteja...Aqsh by aqsh in Shayari -e- Husn « 1 2  All »
Har pal...................................................Aqsh by aqsh in Ghazals « 1 2  All »
MAA...............................Aqsh by aqsh in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Chand ka aqsh.. by nashwani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shireen Hakani
Guest
«Reply #1 on: March 20, 2013, 03:59:28 PM »
Reply with quote
Wah Wah!!! Bohat Hi Khub!!!

Koi to dede use, kuch saanseiN udhaar ki “Aqsh”
Khareed sake jahan se, mili koi dukaan nahi ab tak

La-Jawaab Sher!!!

Meri Duaa Hai  Ki Khuda Aap Ke Dost Ko Sehat Inayat Kare..Ameen!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #2 on: March 20, 2013, 04:02:43 PM »
Reply with quote
Meri yeh ghazal us dost ke naam hai jo cancer ki wajah se zindagi aur maut ke beech khadi hai

Chot Mujhe Lagti Hai, Aankhein Unki Taar-Taar Ho Jaati Hai
Chupa Kar Maa Aanchal MeiN, Zinda Hone Ka Ehsaas Jagaati Hai

Dil ka dard aankhoN ki, koi zabaan nahi ab tak
BachchonN ke ilaawa ,maa ka koi jahaan nahi ab tak

Din raat who apne, pariwaar ki sewa mein lagi rahi
Khud ke liye kabhi dil meiN, koi armaan nahi ab tak

Char diwaari makan ko, ghar ka naam diya
Bin maa ke ghar bana, koi makaan nahi ab tak

Akele chod jaaye, apne jigar ke tukdon ko
Itna hua maa ka kaleja, jawaan nahi ab tak

Ro ro kar dil par aaye hai, be intehaan zakhm
Mit jayenge kaise dikhte kahiN, nishaan nahi ab tak

Kitna khush mijaz tha, gulshan uski jahan ka
Kainaat se aaya us jaisa, baghbaan nahi ab tak

Koi to dede use, kuch saanseiN udhaar ki “Aqsh”
Khareed sake jahan se, mili koi dukaan nahi ab tak

Aqsh Ji ...Apne lafz Ba Lafz Uss Maa Ka Dard, unn ki Jeevni, Unka Sangarsh..Sab Woh jazbaat Zaahir Kiye Hai Jo Lafzon Mein Kehna Bilkul bhi Asaan Nahi...Aapki Iss Kalaam Par Diili Daad Aur Uss Maa Ke Liye Duayen Hai Ke Khuda Kare Woh Jald Se Jald Theek Ho jaaye...Kyunki Vakaai Yeh Sach Hai Bina Maa ke Unke Bachon Ka Yaa yeh kahoon Uss Pariwaar ka Koi Astitva Nahi..

Bahut Bahut Aur bahut Khooooooooooob!!!!!!!

bahut Hi Anmol Aur Gehre Jazbaat icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Farhan Sohail
Guest
«Reply #3 on: March 20, 2013, 04:06:26 PM »

LAJWAAAAB,,,,, mere pas kehnay ko kuch nahi AQISH bhai

Bas Dua k siwa
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: March 20, 2013, 04:11:58 PM »
Reply with quote
behad sajeev chitran kia hai alfaazon se
no words to say anything else
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #5 on: March 20, 2013, 04:16:15 PM »
Reply with quote
bahut hi achi rachna hai..... Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Lovely-Prince
Guest
«Reply #6 on: March 20, 2013, 04:24:43 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause wah bh0ot Kh0ob
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: March 20, 2013, 04:50:59 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #8 on: March 20, 2013, 06:10:59 PM »
Reply with quote
 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: March 20, 2013, 10:02:28 PM »
Reply with quote
Wah Wah!!! Bohat Hi Khub!!!

Koi to dede use, kuch saanseiN udhaar ki “Aqsh”
Khareed sake jahan se, mili koi dukaan nahi ab tak

La-Jawaab Sher!!!

Meri Duaa Hai  Ki Khuda Aap Ke Dost Ko Sehat Inayat Kare..Ameen!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahut shukriya shireen ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: March 20, 2013, 10:03:24 PM »
Reply with quote

Aqsh Ji ...Apne lafz Ba Lafz Uss Maa Ka Dard, unn ki Jeevni, Unka Sangarsh..Sab Woh jazbaat Zaahir Kiye Hai Jo Lafzon Mein Kehna Bilkul bhi Asaan Nahi...Aapki Iss Kalaam Par Diili Daad Aur Uss Maa Ke Liye Duayen Hai Ke Khuda Kare Woh Jald Se Jald Theek Ho jaaye...Kyunki Vakaai Yeh Sach Hai Bina Maa ke Unke Bachon Ka Yaa yeh kahoon Uss Pariwaar ka Koi Astitva Nahi..

Bahut Bahut Aur bahut Khooooooooooob!!!!!!!

bahut Hi Anmol Aur Gehre Jazbaat icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut

bahut bahut shukriya khwaish ji aapka.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #11 on: March 20, 2013, 10:03:51 PM »
Reply with quote

LAJWAAAAB,,,,, mere pas kehnay ko kuch nahi AQISH bhai

Bas Dua k siwa
thnx so much farhan ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: March 20, 2013, 10:04:15 PM »
Reply with quote
behad sajeev chitran kia hai alfaazon se
no words to say anything else
thnx sarfira ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: March 20, 2013, 10:04:40 PM »
Reply with quote
bahut hi achi rachna hai..... Applause Applause Applause Applause Applause
thnx biswajeet anand ji
Logged
aqsh
Guest
«Reply #14 on: March 20, 2013, 10:05:02 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause wah bh0ot Kh0ob
thnx lovely prince ji..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:20:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer