sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
BaatoN-baatoN meN dil lutaa baithe. Husn waaloN se maat khaa baithe.
Jab iraadaa kiyaa balandee kaa. Qaayde sab ke sab bhulaa baithe.
Ham ameeron se dostee karke. MuflisoN kee hansee udaa baithe.
Zakhm-e-dil ho gayaa haraa ikdam. Fir se dushman ko aazmaa baithe.
Ghar men ghun lag gayaa usee pal se. Ghar meN yaaroN ko jab pilaa baithe.
MaiN use mard kah naheeN saktaa. Haath ayrat pe jo uthaa baithe.
Vo luteroN kaa sarganaa niklaa. Ham jise hamsafar banaa baithe.
Kaam meN dil naheeN lage ab to. Ik haseenaa se dil lagaa baithe.
Aaj ‘saini’ jo ham pe hanstaa hai. Apnee kamiyaaN use bataa baithe.
Dr.Surendra Saini
बातों-बातों में दिल लुटा बैठे । हुस्न वालों से मात खा बैठे ।।
जब इरादा किया बलंदी का । क़ायदे सब के सब भुला बैठे ।।
हम अमीरों से दोस्ती करके । मुफ़लिसों की हंसी उड़ा बैठे ।।
ज़ख्म-ए-दिल हो गया हरा इकदम । फिर से दुश्मन को आज़मा बैठे ।।
घर में घुन लग गया उसी पल से । घर में यारों को जब पिला बैठे ।।
मैं उसे मर्द कह नहीं सकता । हाथ औरत पे जो उठा बैठे ।।
वो लुटेरों का सरगना निकला । हम जिसे हमसफ़र बना बैठे ।।
काम में दिल नहीं लगे अब तो । इक हसीना से दिल लगा बैठे ।।
आज 'सैनी 'जो हम पे हंसता है । अपनी कमियाँ उसे बता बैठे ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #1 on: January 31, 2013, 06:05:50 AM » |
|
wah wah wah wah, tareef karne ko words nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 31, 2013, 06:11:13 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
prashad
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 31, 2013, 06:12:40 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 31, 2013, 06:36:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 31, 2013, 06:40:19 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 31, 2013, 06:50:04 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sushilbansal
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 31, 2013, 06:56:44 AM » |
|
BaatoN-baatoN meN dil lutaa baithe. Husn waaloN se maat khaa baithe.
Jab iraadaa kiyaa balandee kaa. Qaayde sab ke sab bhulaa baithe.
Ham ameeron se dostee karke. MuflisoN kee hansee udaa baithe.
Zakhm-e-dil ho gayaa haraa ikdam. Fir se dushman ko aazmaa baithe.
Ghar men ghun lag gayaa usee pal se. Ghar meN yaaroN ko jab pilaa baithe.
MaiN use mard kah naheeN saktaa. Haath ayrat pe jo uthaa baithe.
Vo luteroN kaa sarganaa niklaa. Ham jise hamsafar banaa baithe.
Kaam meN dil naheeN lage ab to. Ik haseenaa se dil lagaa baithe.
Aaj ‘saini’ jo ham pe hanstaa hai. Apnee kamiyaaN use bataa baithe.
Dr.Surendra Saini
बातों-बातों में दिल लुटा बैठे । हुस्न वालों से मात खा बैठे ।।
जब इरादा किया बलंदी का । क़ायदे सब के सब भुला बैठे ।।
हम अमीरों से दोस्ती करके । मुफ़लिसों की हंसी उड़ा बैठे ।।
ज़ख्म-ए-दिल हो गया हरा इकदम । फिर से दुश्मन को आज़मा बैठे ।।
घर में घुन लग गया उसी पल से । घर में यारों को जब पिला बैठे ।।
मैं उसे मर्द कह नहीं सकता । हाथ औरत पे जो उठा बैठे ।।
वो लुटेरों का सरगना निकला । हम जिसे हमसफ़र बना बैठे ।।
काम में दिल नहीं लगे अब तो । इक हसीना से दिल लगा बैठे ।।
आज 'सैनी 'जो हम पे हंसता है । अपनी कमियाँ उसे बता बैठे ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
sundur Ahsaaso bhari gazal. mubrik
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 31, 2013, 07:00:14 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 31, 2013, 07:11:24 AM » |
|
waah sirji waah ek se badh kar ek aahaar kaafi dino baad aapka post padha uff lajawaab ! padhte hi ye ghazal 'Saini' hm(sf) apni hosh uda bethe ! Be happy always
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 31, 2013, 07:47:42 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #11 on: January 31, 2013, 08:55:24 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #13 on: January 31, 2013, 10:21:14 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
laaiba
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 31, 2013, 10:46:52 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|