MAIN BHI FANKAAR HOON .................... HASAN

by F.H.SIDDIQUI on December 13, 2013, 09:45:18 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2369 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #30 on: December 16, 2013, 10:23:00 PM »
Reply with quote
waah waah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Hasan sir bahut khoob.
thanks , iftakhar saheb.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #31 on: December 17, 2013, 01:58:54 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause
Thanks , Miraj saheb , nawazish.
Logged
mazHur
Guest
«Reply #32 on: December 17, 2013, 03:59:17 AM »
Reply with quote
Hasan sahib, aapka reply talash  kar reha hoon, na janay kahan ghaib ho gaya?
behar haal, shayad aap apne is shair kee baat kar rehay the?



Bechta  ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN


Yehan BECHTA ke aagay Hoon hona chahiye tha taake jumla mukammal ho sakta laikin apne wazan milane kee gharaz se usse chor diya ...jis se se misra zaeef ya   grammar ke lehaaz se ghalat  ho gaya!!

aap BECHTA  kee bajaye BECH KAR  laga detaY tu SYNTax  per poora utarta...

Is sher ko yoon parh kar dekhiye...
Bech kar   ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN
 ya
mujh ko daawa he ke main bhi saheb e kirdaar hoon!!


WaSalam!!
mazhur
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #33 on: December 17, 2013, 09:45:35 AM »
Reply with quote
वाह....वाह....हसन जी..कमाल की पेशकश.....ढेरों दाद....आप छोटे मोटे नहीं बहुत बड़े फ़नकार हैं...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
baht bht  shukriya aur duAein
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #34 on: December 17, 2013, 01:19:01 PM »
Reply with quote
Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Hasan Sir,
Bahut hi khoobsurat ghazal kahi hai aapne.Har sher lazawaab hai.Is ghazal ki tareef jitnee ki jaaye kam hai.Meri dili mubarakbaad qabool kijiye.

                                                                                 
Sudhir ji  , Bahut shukriya aap ne ashaar pasand kiye
aur Housla afzai ki .Bahut duaaein .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #35 on: December 17, 2013, 04:55:41 PM »
Reply with quote

excellent,sir with rau
thanks,mb Ji . Khush rahye .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #36 on: December 17, 2013, 10:06:27 PM »
Reply with quote
Thanks sumanji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #37 on: December 18, 2013, 03:38:53 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH BOHUT KHOOB ,LAJWAAB hASAN SAHAB

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause

shuker hai ap jaise fankaar bhi is bazm mein hain .

shukriya , bahut bahut  duaaein,sahal sahb.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #38 on: December 19, 2013, 12:29:46 PM »
Reply with quote
waah .... Khoobsurat aur asardaar aashaar rahe Hasan sahab !!! Ek dum saaf aur  Dhaar rakhte huwe !!! Dheron daad aap ko !!
zarra sb . Adab ., ,mashkoor hoon ki aap he ghazal paaand ki aur hosla barhaya. Shaad rahye.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #39 on: December 19, 2013, 02:16:59 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

laajawaab peshkash hasan sahab.. behad umda aur khoobsurat Usual Smile Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley shukriya,duaaein.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #40 on: December 19, 2013, 11:12:42 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wah waaah waaaaaaaaaaaaaah Hasan ji
aap sachmuch fankaar hain
thanks and blessings
Logged
mkv
Guest
«Reply #41 on: December 20, 2013, 12:28:51 AM »
Reply with quote
Teer  hoon , Talwar hoon , Patthar ka but  naa  Khaar  hooN
Paas  aao  ,  chhoo  ke dekho , main  mujassam   pyar  hooN

Bechta  ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN

Aadaab Sir
ye do ashaar behad khoob rahe.
main bhi fankaar hoon..kya baat hai
eik khaas andaaz hota hai aapki adaagi men..




Logged
mazHur
Guest
«Reply #42 on: December 20, 2013, 02:46:48 PM »
Reply with quote
Baradaram Siddiqui Sahib...

Teer  hoon , Talwar hoon , Patthar ka but  naa  Khaar  hooN
Paas  aao  ,  chhoo  ke dekho , main  mujassam   pyar  hooN

Bechta  ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN

Aapke ye dono asha'ar dobara nazar se guzray, ye waqaee ache
asha'ar hein. Albatta agar inhein yoon likha aur parha jaye tu sawaad do atisha ho sakta he!

Teer  hoon , Talwar hoon , Naa Sung Hoon  naa  Khaar  hooN
Paas  aao  ,  chhoo  ke dekho , main  mujassam   pyar  hooN
(yehan 'Pather ka buut' se zof e bayan  ka shaiba hota he)
Bechta  Hoon, hasb e aadat,    roz  hi   apna   Zameer
ya....
Sale pe rakha he mein ne roz hee apna zameer

Ya phir..
Bechta hoon maslehatan roz hee apna zameer

Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN
(ye misra waqai bahut umda he.. mubarak qubool farmayiye.

zor e qalam aur ziyada
aapka mukhlis
Mazhur
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #43 on: December 22, 2013, 09:21:43 PM »
Reply with quote
Hasan sahib, aapka reply talash  kar reha hoon, na janay kahan ghaib ho gaya?
behar haal, shayad aap apne is shair kee baat kar rehay the?



Bechta  ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN


Yehan BECHTA ke aagay Hoon hona chahiye tha taake jumla mukammal ho sakta laikin apne wazan milane kee gharaz se usse chor diya ...jis se se misra zaeef ya   grammar ke lehaaz se ghalat  ho gaya!!

aap BECHTA  kee bajaye BECH KAR  laga detaY tu SYNTax  per poora utarta...

Is sher ko yoon parh kar dekhiye...
Bech kar   ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN
 ya
mujh ko daawa he ke main bhi saheb e kirdaar hoon!!


WaSalam!!
mazhur
reply ooper hai.phir bhi salaah aur nacheez k ilm mein izaafe k liye shukriya.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #44 on: December 23, 2013, 02:34:31 AM »
Reply with quote
Teer  hoon , Talwar hoon , Patthar ka but  naa  Khaar  hooN
Paas  aao  ,  chhoo  ke dekho , main  mujassam   pyar  hooN

Bechta  ,  hasb - e - zaroorat ,    roz  hi   apna   Zameer
Phir   bhi   Daawa  hai mujhe  , main   Saheb-e-Kirdar  hooN

Aadaab Sir
ye do ashaar behad khoob rahe.
main bhi fankaar hoon..kya baat hai
eik khaas andaaz hota hai aapki adaagi men..





adab  mukesh Ji. Shukrguzar hoon  ki aapko ashaar pas and aaye.bahut  duaaein.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:16:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer