maiN ne ki mohabbat be-zubano ki tarah......Irshad Siddiqui

by irshad ahmed siddiqui on August 28, 2011, 10:38:02 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1109 times)
irshad ahmed siddiqui
Guest
Reply with quote
Hum ne chaha tumhe armaano ki tarah
tum thhe ki badalte rahe zamaano ki tarah

na seh saka ye dard teri bewafaaii ka
aakhir toot hi gaya dil paimaano ki tarah

haaye re tere ishq me meri babasi aisi
maiN lut ta raha rafta rafta khazano ki tarah

bin tere mujh ko hota hai ye ehsaas
kat rahi ho zindagi jaise viraanoN ki tarah

kabhi khamoshiyon ko tum samjh na sake "irshad"
aur maiN ne ki mohabbat be-zubanoN ki tarah
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum se dil lagane ko jii chahata hai........irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
toot na jaye kahi.n aaiina e mohabbat dilo.n ke tarah......irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Ek tasveer purani.............by irshad ahmed siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
tu chahat bankar chal main chahata rahunga......irshad siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Main sheesha aur tu patthar nikla....irshad siddiqui by irshad ahmed siddiqui in Ghazals
Sanjeev kash
Guest
«Reply #1 on: August 28, 2011, 11:30:19 AM »
Reply with quote
Hum ne chaha tumhe armaano ki tarah
tum thhe ki badalte rahe zamaano ki tarah

na seh saka ye dard teri bewafaaii ka
aakhir toot hi gaya dil paimaano ki tarah

haaye re tere ishq me meri babasi aisi
maiN lut ta raha rafta rafta khazano ki tarah

bin tere mujh ko hota hai ye ehsaas
kat rahi ho zindagi jaise viraanoN ki tarah

kabhi khamoshiyon ko tum samjh na sake "irshad"
aur maiN ne ki mohabbat be-zubanoN ki tarah

BAHUT KHOOB IRSHAD JI
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #2 on: August 28, 2011, 01:39:54 PM »
Reply with quote

 Wah!
 
 Kya baat hai!!!
 
 Bahut Khoob! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SkykiTears
Guest
«Reply #3 on: August 28, 2011, 01:45:26 PM »
Reply with quote
Hum ne chaha tumhe armaano ki tarah
tum thhe ki badalte rahe zamaano ki tarah

na seh saka ye dard teri bewafaaii ka
aakhir toot hi gaya dil paimaano ki tarah

haaye re tere ishq me meri babasi aisi
maiN lut ta raha rafta rafta khazano ki tarah

bin tere mujh ko hota hai ye ehsaas
kat rahi ho zindagi jaise viraanoN ki tarah

kabhi khamoshiyon ko tum samjh na sake "irshad"
aur maiN ne ki mohabbat be-zubanoN ki tarah

wah kya baat hai.. bht khoob..  Clapping Smiley Clapping Smiley

-SKY-
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 28, 2011, 02:43:06 PM »
Reply with quote
Irshad Sahaab Aadaab!

Bahut khoob janab achche ahsaas O khayaal kahe hai aapne Usual Smile
Sabhi ashaar khoob rahe.. Usual Smile

Humari daad O mubarakbad kabul kijiye Usual Smile
Likhate rahiye.. Aate rahiye.. Usual Smile

Khush O aabaad rahiye..
Khuda hafez Usual Smile         

Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #5 on: August 28, 2011, 04:59:12 PM »
Reply with quote
Mohtaram Janaab PARWAAZ SAHEB Assalam-o-alekum,
Ek baar fir se aap ki nawajisho ke liye bahut bahut shukriya..
Allah aap ko khairiyat se rakhe AMEEN....
....
Janaab Sanjeev ji. usha ji and Skykitears aap sabhi logo ka bahut bahut sukriya...khush rahiye, shad-o-abbad rahiye....
Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: August 28, 2011, 06:55:49 PM »
Reply with quote
Hum ne chaha tumhe armaano ki tarah
tum thhe ki badalte rahe zamaano ki tarah

na seh saka ye dard teri bewafaaii ka
aakhir toot hi gaya dil paimaano ki tarah

haaye re tere ishq me meri babasi aisi
maiN lut ta raha rafta rafta khazano ki tarah

bin tere mujh ko hota hai ye ehsaas
kat rahi ho zindagi jaise viraanoN ki tarah

kabhi khamoshiyon ko tum samjh na sake "irshad"
aur maiN ne ki mohabbat be-zubanoN ki tarah

bahut bahut khoob irshad sahab
Logged
irshad ahmed siddiqui
Guest
«Reply #7 on: September 10, 2011, 06:18:27 PM »
Reply with quote
SHEBA ji Nawajish ke liye aap ka bahut bahut shukriya....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:07:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer