Manzile'n bhi gaai'n aur safar dar ba dar ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on May 09, 2012, 04:19:50 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 861 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Ek tazah ghazal ap hazraat ki nazr ,,


Manzile.N bhi gaai’n aur safar dar ba dar
Ho gaaye hum tumhe choorkar dar badar

Eak mai hi nahi hun idhar dar ba dar
Shahr me hain bahut mautbar dar ba dar

Ho gaai chandni kya khafa chand se
Chand phirta hai kyun raat bhar dar ba dar

Milna paaye kabhi khud se khud hi miyan
Jab ke khud me rahe umr bhar dar ba dar

Ghar ke aa'ngan ka budha shajar kya gira
Ho gaya pal me dekho ye ghar dar ba dar

Kya kahen ab ghazal hum yahan par qadeer
Fun ki nagri me hai ab hunar dar ba dar

Qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
manzile by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
manzile by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Manzile Hoti Nahi Dur by Shayaries_King in Share:Miscellaneous Shayari
ho gaai he chahaat ki ulfat ki ab to inthaa ab to.. by hameeda in Share: Poetry of Pain
Manzile Bahut Hai .... (Jasbir Singh) by jasbirsingh in Miscellaneous Shayri
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2012, 04:32:22 PM »
Reply with quote
Ek tazah ghazal ap hazraat ki nazr ,,


Manzile.N bhi gaai’n aur safar dar ba dar
Ho gaaye hum tumhe choorkar dar badar

Eak mai hi nahi hun idhar dar ba dar
Shahr me hain bahut mautbar dar ba dar

Ho gaai chandni kya khafa chand se
Chand phirta hai kyun raat bhar dar ba dar

Milna paaye kabhi khud se khud hi miyan
Jab ke khud me rahe umr bhar dar ba dar      Applause Applause Applause Applause

Ghar ke aa'ngan ka budha shajar kya gira
Ho gaya pal me dekho ye ghar dar ba dar     Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kya kahen ab ghazal hum yahan par qadeer
Fun ki nagri me hai ab hunar dar ba dar

Qadeertoopchi


Bahut Khoob Quadeer Saheb
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2012, 05:57:56 PM »
Reply with quote
Ek tazah ghazal ap hazraat ki nazr ,,


Manzile.N bhi gaai’n aur safar dar ba dar
Ho gaaye hum tumhe choorkar dar badar

Eak mai hi nahi hun idhar dar ba dar
Shahr me hain bahut mautbar dar ba dar

Ho gaai chandni kya khafa chand se
Chand phirta hai kyun raat bhar dar ba dar

Milna paaye kabhi khud se khud hi miyan
Jab ke khud me rahe umr bhar dar ba dar

Ghar ke aa'ngan ka budha shajar kya gira
Ho gaya pal me dekho ye ghar dar ba dar

Kya kahen ab ghazal hum yahan par qadeer
Fun ki nagri me hai ab hunar dar ba dar

Qadeertoopchi

nihayat khoobsoorat andaaz shikaayat ka...........!
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #3 on: May 09, 2012, 09:51:26 PM »
Reply with quote
Bahot khoob soorat peshkash Qadeer sahab! Mubarakbad ! Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: May 10, 2012, 04:11:53 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: May 10, 2012, 05:34:51 AM »
Reply with quote
Iss Khuburat  ghazal  per  tah e dil 
se  mubarakbaad  pesh  hai . Hasan
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: May 10, 2012, 05:51:57 AM »
Reply with quote
waaahhhhh
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:12:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer