May mein, yeh kyaa milaa rahey hain aap?

by abdbundeli on August 31, 2012, 05:23:35 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1396 times)
abdbundeli
Guest
Reply with quote
Baarahaa muskuraa rahey hain aap!
Kyoun bhalaa zulm dhaa rahey hain aap?

Hosh jaataa hai, roo-b-roo hotey:
Jaam bhar-bhar pilaa rahey hain aap?

Deyr tak aks dey uyoonoun kaa;
May mein, yeh kyaa milaa rahey hain aap?

Ham ko waisey bhi kaheen chain naheen;
Aur us par, sataa rahey hain aap!

Hai jagah khoob, 'abd', pahloo mein:
Bulaa rahaa hun, jaa rahey hain aap!

                  - abd bundeli

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 31, 2012, 05:33:36 AM »
Reply with quote
bahut khuuo
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2012, 05:38:58 AM »
Reply with quote
nice.....
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2012, 05:48:56 AM »
Reply with quote
bahut khuuo

Shukriyah, Saini ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #4 on: August 31, 2012, 05:50:24 AM »
Reply with quote
nice.....

Thanks, Gayatri ji!
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2012, 05:56:03 AM »
Reply with quote
Baarahaa muskuraa rahey hain aap!
Kyoun bhalaa zulm dhaa rahey hain aap?

Hosh jaataa hai, roo-b-roo hotey:
Jaam bhar-bhar pilaa rahey hain aap?

Deyr tak aks dey uyoonoun kaa;
May mein, yeh kyaa milaa rahey hain aap?

Ham ko waisey bhi kaheen chain naheen;
Aur us par, sataa rahey hain aap!

Hai jagah khoob, 'abd' pahloo mein:
Bulaa rahaa hun, jaa rahey hain aap!

                  - abd bundeli


Waah waaah Kya khoob gazal likhte hain aap abd ji bahut behtrien gazal ek se badh kar ek ash'ar....Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Dheron daad qabool kijiye Maqta lajwaab raha..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: August 31, 2012, 06:11:19 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: August 31, 2012, 09:59:42 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut sundar, bahut khoob Abd ji... mazaa aa gaya padh ke....!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 31, 2012, 10:13:59 AM »
Reply with quote
Abd Sahaab Aadab!


WaaH jee waaH kia kahne kia umda kalaam pesh ki hai aapne
janab bahut bahut umdaa... huMari dheroN dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye...

bade gazabke ashaar kahe hai behad khoob ...

Aise hi umdaa kalaam kahte rahiye aate rahiye..
Shaad O aabad rahiye ...

Khuda Hafez.. Usual Smile





Baarahaa muskuraa rahey hain aap!
Kyoun bhalaa zulm dhaa rahey hain aap?

WaaH jee bada hi pyara matla hai daad daad daad... 

Hosh jaataa hai, roo-b-roo hotey:
Jaam bhar-bhar pilaa rahey hain aap?

Oye hoye kia baat hai jee " Hosh jata hai rooba roo hote"
Waah waaH bahut umdaa.. Usual Smile


Deyr tak aks dey uyoonoun kaa;
May mein, yeh kyaa milaa rahey hain aap?

Sani behad khoob hai janab par ulaa ulaa hi ho gaya humse.. ?

Ham ko waisey bhi kaheen chain naheen;
Aur us par, sataa rahey hain aap!

bahut khoob jee waaH dil ki baat kahi hai daad daad daad.. Usual Smile

Hai jagah khoob, 'abd' pahloo mein:
Bulaa rahaa hun, jaa rahey hain aap!

Waah Jee Abd Sahaab bada umdaa maqta raha daad.. 

                  - abd bundeli


Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #9 on: August 31, 2012, 11:51:17 AM »
Reply with quote
Waah waaah Kya khoob gazal likhte hain aap abd ji bahut behtrien gazal ek se badh kar ek ash'ar....Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Dheron daad qabool kijiye Maqta lajwaab raha..

Shukriyah! Bahut-bahut shukriyah, Pankaj ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #10 on: August 31, 2012, 11:52:32 AM »
Reply with quote
wah wah

Shukriyah 'nandbahu' ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: August 31, 2012, 11:53:49 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut sundar, bahut khoob Abd ji... mazaa aa gaya padh ke....!!!


 Bahut-bahut shukriyah, 'Hriday' ji!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #12 on: August 31, 2012, 12:01:28 PM »
Reply with quote
Abd Sahaab Aadab!

WaaH jee waaH kia kahne kia umda kalaam pesh ki hai aapne
janab bahut bahut umdaa... huMari dheroN dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye...

bade gazabke ashaar kahe hai behad khoob ...

Aise hi umdaa kalaam kahte rahiye aate rahiye..
Shaad O aabad rahiye ...

Khuda Hafez.. Usual Smile


Namaskaar 'ParwaaZ' ji!
Shukriyah! Bahut-bahut shukriyah!
WOH aapko khush wa tandurust rakhey!
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #13 on: August 31, 2012, 02:21:53 PM »
Reply with quote
bahut achhe Abd ji.. bahut khoob.. Usual Smile
Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #14 on: August 31, 2012, 02:43:44 PM »
Reply with quote
Baarahaa muskuraa rahey hain aap!
Kyoun bhalaa zulm dhaa rahey hain aap? Javaab naheeN..wah wah wah

Hosh jaataa hai, roo-b-roo hotey:
Jaam bhar-bhar pilaa rahey hain aap? Wah nasha aa gaya...bahut umda

Deyr tak aks dey uyoonoun kaa;
May mein, yeh kyaa milaa rahey hain aap? Ab to nasha shavaab par hai..kya baat hai

Ham ko waisey bhi kaheen chain naheen;
Aur us par, sataa rahey hain aap! Maar daala...wah wah wah

Hai jagah khoob, 'abd', pahloo mein:
Bulaa rahaa hun, jaa rahey hain aap! Ab aa bhi jaao, kyo ghazab dha rahe hai aap

                  - abd bundeli


BAhut bahut damdaar peshkash
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:01:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer