Mazhab E Ishq............Sahal.

by sahal on November 12, 2013, 05:02:36 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2569 times)
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
Reply with quote

       
        Mazhab E Ishq............"Sahal".

Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota ,
Dil toot jane ka koi sabab nahi hota.

Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar,
ankhon ko unka intezaar kab nahi hota.

Dil todhkar hanste hai khil khilakar,
Bewafaon mein kya adab nahi hota.

Roker kya haasil zakhmon ke haal per,
Hota tha dard bhi magar ab nahi hota.

Azal se hi tha woh abad tak rahega woh,
Hojaye jis kisi ki wafaat wo'Rab'nahi hota.

Awaara ,deewana, parwana kehte hain “Sahal”,
Kya aashiqon ka aur koi laqab nahi hota.
Logged
laaiba
Guest
«Reply #1 on: November 12, 2013, 05:34:18 PM »
Reply with quote
bohat hee khoobsoorat kalaam sahal jee,..........
sab hee ashaar  kamal ke hain ,........
bohat bohat bohat c daad,................
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #2 on: November 12, 2013, 05:36:00 PM »
Reply with quote
bohat hee khoobsoorat kalaam sahal jee,..........
sab hee ashaar  kamal ke hain ,........
bohat bohat bohat c daad,................
bohut bohut bohut shukriya Laaiba ji
waqt nikal ker padhne aur sarahne ka shukriya .
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #3 on: November 12, 2013, 05:39:10 PM »
Reply with quote
wwaaaahhhhh....bahut khoobsurat Ghazal rahi Sahal ji..
Dheron daad kabool karein....
bahut khoob..
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 12, 2013, 05:40:47 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: November 12, 2013, 06:15:12 PM »
Reply with quote
wwaaaahhhhh....bahut khoobsurat Ghazal rahi Sahal ji..
Dheron daad kabool karein....
bahut khoob..
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bohut bohut shukriya musahib ji .
pasand karne ka shukriya
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: November 12, 2013, 06:18:19 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Waah waah waah waah
Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota , Dil toot jane ka koi sabab nahi hota. Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar, ankhon ko unka intezaar kab nahi hota. Jayse ki apne dil may chupe har gam ko biyaan kiya ho in alfaazo ne
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #7 on: November 12, 2013, 06:29:43 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Waah waah waah waah
Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota , Dil toot jane ka koi sabab nahi hota. Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar, ankhon ko unka intezaar kab nahi hota. Jayse ki apne dil may chupe har gam ko biyaan kiya ho in alfaazo ne

bohut bohut shukriya jeet jee
waqt dene aur smajhker padhne ka bohut shukriya
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #8 on: November 12, 2013, 06:30:38 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bohut shukriya Dr. sahab
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #9 on: November 12, 2013, 06:37:39 PM »
Reply with quote
Sahal ji mera to yahi Manana hai ki,
Ager tarif karo kisi ki to itni shidat se or dil ki gehrayi. Se karo ki,ager woh udaas hai to bhi uske chahre par muskaan jaroor aayegi
Logged
khujli
Guest
«Reply #10 on: November 12, 2013, 07:42:15 PM »
Reply with quote

       
        Mazhab E Ishq............"Sahal".

Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota ,
Dil toot jane ka koi sabab nahi hota.

Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar,
ankhon ko unka intezaar kab nahi hota.

Dil todhkar hanste hai khil khilakar,
Bewafaon mein kya adab nahi hota.

Roker kya haasil zakhmon ke haal per,
Hota tha dard bhi magar ab nahi hota.

Azal se hi tha woh abad tak rahega woh,
Hojaye jis kisi ki wafaat wo'Rab'nahi hota.

Awaara ,deewana, parwana kehte hain “Sahal”,
Kya aashiqon ka aur koi laqab nahi hota.


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #11 on: November 12, 2013, 07:52:41 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #12 on: November 12, 2013, 07:59:13 PM »
Reply with quote

       
        Mazhab E Ishq............"Sahal".

Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota ,
Dil toot jane ka koi sabab nahi hota.

Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar,
ankhon ko unka intezaar kab nahi hota.

Dil todhkar hanste hai khil khilakar,
Bewafaon mein kya adab nahi hota.

Roker kya haasil zakhmon ke haal per,
Hota tha dard bhi magar ab nahi hota.

Azal se hi tha woh abad tak rahega woh,
Hojaye jis kisi ki wafaat wo'Rab'nahi hota.

Awaara ,deewana, parwana kehte hain “Sahal”,
Kya aashiqon ka aur koi laqab nahi hota.


good,sir
Logged
aqsh
Guest
«Reply #13 on: November 12, 2013, 08:11:53 PM »
Reply with quote

       
        Mazhab E Ishq............"Sahal".

Ishq ka kabhi koi mazhab nahi hota ,
Dil toot jane ka koi sabab nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Badhti hi gai hai roz hasrat E deedar,
ankhon ko unka intezaar kab nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Dil todhkar hanste hai khil khilakar,
Bewafaon mein kya adab nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Roker kya haasil zakhmon ke haal per,
Hota tha dard bhi magar ab nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Azal se hi tha woh abad tak rahega woh,
Hojaye jis kisi ki wafaat wo'Rab'nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Awaara ,deewana, parwana kehte hain “Sahal”,
Kya aashiqon ka aur koi laqab nahi hota.

 Applause Applause Applause Applause Applause

Waaaaaaaaah sahal behtareen peshkash... sabhi ashaar dil ko choo gaye.. dheron dheron daaaaaaaaaaad...
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #14 on: November 12, 2013, 08:45:59 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
shukriya Qalb sahab
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 01:22:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer