sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Sab haseenoN se judaa lagtaa hai. Meraa mehboob bhee kyaa lagtaa hai.
Jo bashar khud meN buraa hotaa hai. Usko har shakhs buraa lagtaa hai.
Vo n pinghlaa hai mere ashkoN se. Yaar paththar kaa banaa lagtaa hai.
Baat jab maan meree letaa hai. Mujhko mehboob khudaa lagtaa hai.
Eb bas doosroN ke ginte haiN. Doodh kaa kaun dhulaa lagtaa hai.
KismeN shaitaan chhupaa baithaa hai. YooN to har shakhs bhalaa lagtaa hai.
Ishq meN chot milee phir usko. Uskaa chehraa bujhaa saa lagtaa hai.
Mujhko to bas hai zaroorat teree. Dil kahaaN tere binaa lagtaa hai.
Kuchh bhee uske suroN meN jaan naheeN. Aaj 'saini' thakaa saa lagtaa hai.
Dr. Surendra Saini
सब हसीनों से जुदा लगता है | "मेरा महबूब भी क्या लगता है ||"
जो बशर ख़ुद में बुरा होता है | उसको हर शख्स़ बुरा लगता है ||
वो न पिंघला है मेरे अश्कों से | यार पत्थर का बना लगता है ||
बात जब मान मेरी लेता है | मुझको महबूब ख़ुदा लगता है ||
एब सब दूसरों के गिनते हैं | दूध का कौन धुला लगता है ||
किसमें शैतान छुपा बैठा है | यूँ तो हर शख्स़ भला लगता है ||
इश्क़ में चोट मिली फिर उसको | उसका चेहरा बुझा सा लगता है ||
मुझको तो बस है ज़रुरत तेरी | दिल कहाँ तेरे बिना लगता है ||
कुछ भी उसके सुरों में जान नहीं | आज ' सैनी' थका सा लगता है ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
kumaar
Maqbool Shayar
Rau: 33
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:5 days, 5 hours and 59 minutes.
Posts: 674 Member Since: Aug 2014
|
|
«Reply #1 on: May 28, 2015, 01:22:54 PM » |
|
khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
Rau: 69
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:30 days, 21 hours and 9 minutes.
Posts: 4988 Member Since: Oct 2010
|
|
«Reply #2 on: May 28, 2015, 03:52:06 PM » |
|
वाह वाह बहुत खूब क्या बात है
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 28, 2015, 05:17:40 PM » |
|
Bahut Khoob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: May 29, 2015, 04:50:17 AM » |
|
Sab haseenoN se judaa lagtaa hai.
जो बशर ख़ुद में बुरा होता है | उसको हर शख्स़ बुरा लगता है ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
Waaaaaaah bahut khoob...hamari janib se bhi mubarakbaad qubool farmaayen.....Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #7 on: May 29, 2015, 04:55:24 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 29, 2015, 07:47:45 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 29, 2015, 01:54:36 PM » |
|
Sab haseenoN se judaa lagtaa hai. Meraa mehboob bhee kyaa lagtaa hai.
Jo bashar khud meN buraa hotaa hai. Usko har shakhs buraa lagtaa hai.
Vo n pinghlaa hai mere ashkoN se. Yaar paththar kaa banaa lagtaa hai.
Baat jab maan meree letaa hai. Mujhko mehboob khudaa lagtaa hai.
Eb bas doosroN ke ginte haiN. Doodh kaa kaun dhulaa lagtaa hai.
KismeN shaitaan chhupaa baithaa hai. YooN to har shakhs bhalaa lagtaa hai.
Ishq meN chot milee phir usko. Uskaa chehraa bujhaa saa lagtaa hai.
Mujhko to bas hai zaroorat teree. Dil kahaaN tere binaa lagtaa hai.
Kuchh bhee uske suroN meN jaan naheeN. Aaj 'saini' thakaa saa lagtaa hai.
Dr. Surendra Saini
सब हसीनों से जुदा लगता है | "मेरा महबूब भी क्या लगता है ||"
जो बशर ख़ुद में बुरा होता है | उसको हर शख्स़ बुरा लगता है ||
वो न पिंघला है मेरे अश्कों से | यार पत्थर का बना लगता है ||
बात जब मान मेरी लेता है | मुझको महबूब ख़ुदा लगता है ||
एब सब दूसरों के गिनते हैं | दूध का कौन धुला लगता है ||
किसमें शैतान छुपा बैठा है | यूँ तो हर शख्स़ भला लगता है ||
इश्क़ में चोट मिली फिर उसको | उसका चेहरा बुझा सा लगता है ||
मुझको तो बस है ज़रुरत तेरी | दिल कहाँ तेरे बिना लगता है ||
कुछ भी उसके सुरों में जान नहीं | आज ' सैनी' थका सा लगता है ||
डा०सुरेन्द्र सैनी
veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii-naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice -SKS rau baad mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #10 on: May 29, 2015, 02:42:44 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: May 30, 2015, 01:00:21 AM » |
|
shukriya kumar saheb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #12 on: May 30, 2015, 09:35:54 AM » |
|
shukriya rastogi ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jeet jainam
Khaas Shayar
Rau: 237
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:60 days, 12 hours and 13 minutes.
my rule no type no life and ,i m happy single
Posts: 10150 Member Since: Dec 2012
|
|
«Reply #13 on: May 30, 2015, 12:42:43 PM » |
|
behad khubsurat peshkash waaaaaaaahhhhhhhhhhhhh daaaaaaaaaaaddddddddddd
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: May 31, 2015, 12:50:00 AM » |
|
shukriya ravinder ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|