Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua................................Aqsh

by aqsh on November 25, 2013, 12:38:15 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2241 times)
aqsh
Guest
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahela sa is pyaar ko pahela salaam karte hain

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #1 on: November 25, 2013, 12:49:07 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahut khoob aqsh ji... Usual Smile Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: November 25, 2013, 01:06:59 PM »
Reply with quote
Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

waah waah kyaa baat kyaa baat dheron daad
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #3 on: November 25, 2013, 01:18:28 PM »
Reply with quote
kuch bhi kahna matlab aftaab ko roshnii dikhane jaise hoga , aap romantic ghazal likho or YO par halchal na ho aisa bhi ho sakta hai kya,,,,
Bahut bhaut khoob likha hai aapne,  aisa lag rha hai kisi ke jazbat alfaaz me dhal gaye or ghazal ban gayi..
Dheron daad...
Applause Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #4 on: November 25, 2013, 01:25:09 PM »
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahela sa is pyaar ko pahela salaam karte hain

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

waah waah waah waaah Aqsh ji  rom rom romantic
ye ghazal sarapa ishq hai , bohut hi umda jazbaat zahir kiye hain apne,, zabardast ,,, mubarakbaad.

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013

View Profile
«Reply #5 on: November 25, 2013, 02:12:15 PM »
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahela sa is pyaar ko pahela salaam karte hain

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

wooooooooooow hangama - ziyada kuch nahi kahonga bas itna ke...
tum husn ho aur tumhari ghazlen ishq hain // tum in may ho aur ye tum may hain...
ek Rau ke saath dheron dheron dheron daaaaad khubool kijiye Usual Smile
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #6 on: November 25, 2013, 02:19:49 PM »
Reply with quote

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Bahut Khub Behna Applause

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
khujli
Guest
«Reply #7 on: November 25, 2013, 02:27:33 PM »
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahela sa is pyaar ko pahela salaam karte hain

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Risk
Guest
«Reply #8 on: November 25, 2013, 04:13:49 PM »
Reply with quote
BOHAT BADIYA
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #9 on: November 25, 2013, 04:25:15 PM »
Reply with quote
Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaah Aqshji,
Bahut hi khoobsurat khyaalon se labrej romaani ghazal kahi hai aapne.Aapkee ye ghazal such me kahun to mere dil ko ghayal kar gayee.Is khoobsurat ghazal ki rachna ke liye aapko dili mubarakbaad dena chahta hun.
Logged
sarfira
Guest
«Reply #10 on: November 25, 2013, 04:30:39 PM »
Reply with quote
waaah kya kehne
ise kehte hain gazabbbbbbbb
wowwwwwwww
superbbbbbb
jhakashhhhhhhh
lajawaaabbbb
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #11 on: November 25, 2013, 05:12:17 PM »
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahela sa is pyaar ko pahela salaam karte hain

waah waah waah waah kyaa baat hai.........

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

bahuuut khoooob

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

oye hoye.... Nice jee nice

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

Mast hai jee

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

ha ha ha ha ha ha ha ha

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

Bajee bahuut khoob likhaa hai aapne

Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #12 on: November 25, 2013, 08:22:14 PM »
Reply with quote
Uffffff!!!!! How Romantic Aqsh Jii... Mera DIL aagya Iss Kalaam Pe.. Bss Kaatilaana Hai.. love4 love4 love9 love9
Logged
nashwani
Guest
«Reply #13 on: November 25, 2013, 10:11:21 PM »
Reply with quote

Dil meiN unke hum apna muqaam karte hain
Pahele se is pyaar ko pahela salaam karte hain

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut

Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

 icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Dheere dheere jitna, woh qareeb aate gaye
Dhadkane tez hui, rooh ka jaise nikalna hua

 Applause Applause Applause Applause Applause

Besaakhta laboN par, muskurahat si fail gayi
Barsaat meiN bhi, jismoN ka pighalna hua

 icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft

Rawaan saanseiN bhi ab, meri thamne lagi
Haya se chehre ki, rangat ka badalna hua

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

Us ek pal ka aalam, na poocho “Aqsh” se
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Waah waah waah aqsh jee ab aise hi thodi apka naam Romance Queen rakh diya..tongue3

Bahut hi khoob..happy9
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: November 25, 2013, 11:01:55 PM »
Reply with quote
Zara sa jo mere, aanchal ka dhalna hua
Chhupe hue armanoN ka, machalna hua

Nihaarte rahe woh phir, kuch aise andaaz se
Jazbaat ka hamare phir na, sambhalna hua

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

waah waaah aqsh ji. wav wav wav wav icon_sunny icon_sunny
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:56:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer