Mere yaadon ke samandar se.....................................Aqsh.

by aqsh on February 03, 2014, 07:26:39 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2457 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

            Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yahan mere ashqo'n ke samandar ka kinaara naa raha by jianrangrej in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
samandar by royal_jeet in Shairy-E-Watan
Tum mere saath ho...........................................Aqsh by aqsh in Ghazals « 1 2  All »
Samandar by admani in Shayri-E-Dard
Mere hi dil ka, mere haathoN se fisalna hua................................Aqsh by aqsh in Ghazals « 1 2 3  All »
mkv
Guest
«Reply #1 on: February 03, 2014, 07:45:18 PM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

           Akbar Allahabadi.. Applause Applause

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge
[/color]
Bahut badhiya
lajavaab ehsaasoN se sajee is kalaam ke kya kahne
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: February 03, 2014, 08:11:36 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2014, 08:11:45 PM »
Reply with quote
waah...waah...bahut khub....
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Aarish
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2014, 08:11:57 PM »
Reply with quote
Kya baat he aqsh jee bohut khoob kalaam raha dherron dad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #5 on: February 03, 2014, 09:40:38 PM »
Reply with quote
Waah waah , Aqsh ji . Bahut khubsurat ashaar kahe hain .
Pyari ghazal hai . Dheron daad qubool kijye.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: February 03, 2014, 09:48:03 PM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

            Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

Bahut Bahut Khooooooob Aqsh jee...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

marhoom bahayaat
Guest
«Reply #7 on: February 03, 2014, 10:01:28 PM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

           Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

nice kalaam,ma'am
Logged
admani
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 1 hours and 45 minutes.
Posts: 213
Member Since: Oct 2006

View Profile
«Reply #8 on: February 03, 2014, 11:29:46 PM »
Reply with quote
Ohohohohoo....kiya likh diya Aqsh jee..ohohoho..behadd khoobsoorat kalaam..bohat maza aaya parh ke...share karne ka bohat shukriya!!! Yeh ashaar tou ghazab hain:

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 27 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #9 on: February 04, 2014, 12:33:19 AM »
Reply with quote
Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaah Aqsh ji,Bahut hi romanee aur khoobsurat ghazal kahi hai.Such me,aapke muhabbat se bhare is nagme se main griftaar ho gaya hun.Dili daad qabool kijiye.
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #10 on: February 04, 2014, 01:09:56 AM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

            Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

aqsh sahiba,
        bahut umda kalaam hai, waaaaaaaaaah
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #11 on: February 04, 2014, 03:58:05 AM »
Reply with quote

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Bahut Bahut Khub Aqsh Sis Applause

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #12 on: February 04, 2014, 04:03:24 AM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

            Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

Really so nice.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #13 on: February 04, 2014, 04:27:59 AM »
Reply with quote
Kuch tarz e sitam bhi hai, kuch andaaz e wafa bhi
Khultaa nahiN hai haal unki tabiyat ka zara bhi

           Akbar Allahabadi..

Meri yaadoN ke samandar se, kaise nikal kar jaaoge
Kinaare par paaoN rakhte hi, fisal kar bikhar jaaoge

Beete lamhoN ki yaadeiN, deewaar bankar khadi hongi
In se bachne ke liye batao, phir tum kidhar jaaoge

Mujhse bichadkar tanha, yeh safar nahiN katega
Mai aawaaz doongi, tum khud ba khud thehar jaaoge

Rukh apna pher kar, chaahe tum kitni door chale jaao
Mere hone ke ehsaas se hi, dekhna tum sanwar jaaoge

Raat ke sannaate meiN, mehsoos karoge jab koi aahat
“Aqsh” ke deedar ki tadap liye, idhar se udhar jaaoge

wah wah wah bahut khoob icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #14 on: February 04, 2014, 06:00:27 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:48:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer