meri jaan ban gayee

by saahill on January 19, 2011, 07:13:10 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1080 times)
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
Reply with quote
dil lagakar unse kya aisa ho gaya meri jaan ban gayee woh main uska ban gaya
chahton ka silsila aisa chala woh meri manjil main uska humsafar ban gaya

sochtey they kabhi hum har pal ke milenge humein bhi
sochtey they kabhi hum har pal ke milenge humein bhi
aaj woh saamne hain khayaal haqeeqat mein badal gaya

dil lagakar unse kya aisa ho gaya .........................

hai mohabbat mein asar aisa ke hum hosh mein nahin   
hai mohabbat mein asar aisa ke hum hosh mein nahin
hosh bhi dekha tumein to woh bhi kho hi gaya

dil lagakar unse kya aisa ho gaya meri jaan ban gaye woh main uska ban gaya
................................................. .........

jindagi ek pal mein hi jaise is kadar badal  gaye meri
jindagi ek pal mein hi jaise is kadar badal  gaye meri
sadyinon se tha jo khatam woh  mera intzaar ho gaya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye meri zindagi ki daastaa ban gayee by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Meri Aarzoo bhi Mar gayee.. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
>><< Bhar Gayee Aankhen Meri <<>> by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Chaand se meri dushmani ho gayee by sarfaraz_sagar in Ghazals
Mujhe jaise meri jan de gayee by nandbahu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: January 19, 2011, 02:47:43 PM »
Reply with quote
dil lagakar unse kya aisa ho gaya meri jaan ban gayee woh main uska ban gaya
chahton ka silsila aisa chala woh meri manjil main uska humsafar ban gaya

sochtey they kabhi hum har pal ke milenge humein bhi
sochtey they kabhi hum har pal ke milenge humein bhi
aaj woh saamne hain khayaal haqeeqat mein badal gaya

dil lagakar unse kya aisa ho gaya .........................

hai mohabbat mein asar aisa ke hum hosh mein nahin   
hai mohabbat mein asar aisa ke hum hosh mein nahin
hosh bhi dekha tumein to woh bhi kho hi gaya

dil lagakar unse kya aisa ho gaya meri jaan ban gaye woh main uska ban gaya
................................................. .........

jindagi ek pal mein hi jaise is kadar badal  gaye meri
jindagi ek pal mein hi jaise is kadar badal  gaye meri
sadyinon se tha jo khatam woh  mera intzaar ho gaya

Very Nice Poetry .... Saahiil Ji !

Very Impressive ....... tahe dil se daad hazir hai ... !

aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:18:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer