"meri zindagi mein aaye"

by aaina on August 08, 2009, 07:40:58 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2535 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Meri Zindagi Main Aaye, Inayat Karam Meherbaani,
Kar Doon Nisaar Tujh Par Main Apni Zindagani

Har Manzar Khil Utha Hai Teri Aamad Ke Aage,
Wo Hawaaon Ka Behekna, Wo Baadalon Ka Paani

Tere Mehekte Gesuon Ke, Subho Shaam Ke Fasane.
Huawy Hain Mujhpe Zaahir, Hawaaon Ki Zubaani

Chuaa Tha Jis Ghadi Tujhe Khwaab Ke Sahare,
Jala Tanbadan Bhi Mera, Hui Tishnagi Deewani

Unhi Raaston Pe Chal Ke Jahan Zakhmi Main Hua Tha,
Thaama Hai Tune Mujh Ko, Di Pyaar Ki Nishaani

Hua Hai Tujhme Mujhme Jaane Kaisa Ye Lagaao,
Kabhi Muskuraya Hai Tu, Kabhi Baat Maine Maani
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: August 08, 2009, 07:44:44 PM »
Reply with quote
wah wah wah..... aaina ji... bahut hi khoob, wah wah

jasbir singh
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #2 on: August 08, 2009, 10:34:09 PM »
Reply with quote
Wah ji its very nice bohat acha likha hai aap ne really nice Applause Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: August 09, 2009, 03:55:11 AM »
Reply with quote
Quote
Meri Zindagi Main Aaye, Inayat Karam Meherbaani,
Kar Doon Nisaar Tujh Par Main Apni Zindagani

Har Manzar Khil Utha Hai Teri Aamad Ke Aage,
Wo Hawaaon Ka Behekna, Wo Baadalon Ka Paani

Bahut umda likha hai.... wah wah... Clapping Smiley Clapping Smiley
(Kispe itni meherbani?  tongue3 )
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: August 09, 2009, 07:04:33 AM »
Reply with quote
Meri Zindagi Main Aaye, Inayat Karam Meherbaani,
Kar Doon Nisaar Tujh Par Main Apni Zindagani

Har Manzar Khil Utha Hai Teri Aamad Ke Aage,
Wo Hawaaon Ka Behekna, Wo Baadalon Ka Paani

Tere Mehekte Gesuon Ke, Subho Shaam Ke Fasane.
Huawy Hain Mujhpe Zaahir, Hawaaon Ki Zubaani

Chuaa Tha Jis Ghadi Tujhe Khwaab Ke Sahare,
Jala Tanbadan Bhi Mera, Hui Tishnagi Deewani

Unhi Raaston Pe Chal Ke Jahan Zakhmi Main Hua Tha,
Thaama Hai Tune Mujh Ko, Di Pyaar Ki Nishaani

Hua Hai Tujhme Mujhme Jaane Kaisa Ye Lagaao,
Kabhi Muskuraya Hai Tu, Kabhi Baat Maine Maani


Bahut khoobsurti se likha hai aapne Aslam Ji.. Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: August 09, 2009, 07:09:18 AM »
Reply with quote
Beautiful gazal Aslam ji,bahut khoob mindblowing creation icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: August 09, 2009, 04:23:08 PM »
Reply with quote
Waah Aslam ji.. Kya kahiye.. kya kamaal ka likha hai .. bahoot Khoob!
Logged
shayara
Guest
«Reply #7 on: August 09, 2009, 05:32:33 PM »
Reply with quote
Meri Zindagi Main Aaye, Inayat Karam Meherbaani,
Kar Doon Nisaar Tujh Par Main Apni Zindagani

Har Manzar Khil Utha Hai Teri Aamad Ke Aage,
Wo Hawaaon Ka Behekna, Wo Baadalon Ka Paani

Tere Mehekte Gesuon Ke, Subho Shaam Ke Fasane.
Huawy Hain Mujhpe Zaahir, Hawaaon Ki Zubaani

Chuaa Tha Jis Ghadi Tujhe Khwaab Ke Sahare,
Jala Tanbadan Bhi Mera, Hui Tishnagi Deewani

Unhi Raaston Pe Chal Ke Jahan Zakhmi Main Hua Tha,
Thaama Hai Tune Mujh Ko, Di Pyaar Ki Nishaani

Hua Hai Tujhme Mujhme Jaane Kaisa Ye Lagaao,
Kabhi Muskuraya Hai Tu, Kabhi Baat Maine Maani


Behad khoobsurat alfaaz aur ehsasat se bhari ghazal.

Bohot Khoob Aaina Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: August 10, 2009, 11:30:36 AM »
Reply with quote
Meri Zindagi Main Aaye, Inayat Karam Meherbaani,
Kar Doon Nisaar Tujh Par Main Apni Zindagani

Har Manzar Khil Utha Hai Teri Aamad Ke Aage,
Wo Hawaaon Ka Behekna, Wo Baadalon Ka Paani

Tere Mehekte Gesuon Ke, Subho Shaam Ke Fasane.
Huawy Hain Mujhpe Zaahir, Hawaaon Ki Zubaani

Chuaa Tha Jis Ghadi Tujhe Khwaab Ke Sahare,
Jala Tanbadan Bhi Mera, Hui Tishnagi Deewani

Unhi Raaston Pe Chal Ke Jahan Zakhmi Main Hua Tha,
Thaama Hai Tune Mujh Ko, Di Pyaar Ki Nishaani

Hua Hai Tujhme Mujhme Jaane Kaisa Ye Lagaao,
Kabhi Muskuraya Hai Tu, Kabhi Baat Maine Maani


Bohot Khoobsurat ghazal Aslam Ji  Applause Applause Applause

Hum to yahi kahenge aap ki zindagi main aane waala sada hi aap ki zindagi main rahe. Allah humesha aap ko khush rakhe, ameen  Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #9 on: August 11, 2009, 04:25:22 PM »
Reply with quote
wah wah wah..... aaina ji... bahut hi khoob, wah wah

jasbir singh

shukriya sir ji aapne pasnd ki ji khush hua
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: August 11, 2009, 04:26:04 PM »
Reply with quote
Wah ji its very nice bohat acha likha hai aap ne really nice Applause Applause Applause Applause

thnxxxxx so much pari thnxxx for ur appriciation
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: August 11, 2009, 04:28:09 PM »
Reply with quote
Bahut umda likha hai.... wah wah... Clapping Smiley Clapping Smiley
(Kispe itni meherbani?  tongue3 )


shukriya dear bhut bhut shukriya, aree dear kisi par nhi apne aap par hi bas.......
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: August 11, 2009, 04:28:43 PM »
Reply with quote
Bahut khoobsurti se likha hai aapne Aslam Ji.. Applause


thnxxxxxx angel
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: August 11, 2009, 04:29:25 PM »
Reply with quote
Beautiful gazal Aslam ji,bahut khoob mindblowing creation icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent.



thnxxxxx so much madhu ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #14 on: August 11, 2009, 04:30:31 PM »
Reply with quote
Waah Aslam ji.. Kya kahiye.. kya kamaal ka likha hai .. bahoot Khoob!


shukria sophi ji bhut bhut skhukriya aapko pasnd aayi mehnat wasool
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:00:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer