Merii Laash Pe Do Aansu Bahaa Jaa......masoom

by Masoom Shahzada on October 31, 2012, 08:25:05 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1312 times)
Masoom Shahzada
Guest
Reply with quote

Phoolo.n se kaa.nte judaa kartii rahnaa.
Mere waaste ab duaa kartii rahnaa.
.
Waade nibhaane ko kisne kahaa hai.
Jo mah.ngaa pare, faaslaa kartii rahnaa.
.
Teri galtiyaa.n to farishte ginege.
Mai.n tutu.n to patte jamaa kartii rahnaa.
.
Mujhko to hai bas muhabbat se matlab.
Tu sachchaa aur jhutaa kartii rahnaa.
.
Kahee.n Koi baat mai.n bhool na jaao.n.
Yu.n hii har dafaa dagaa kartii rahnaa.
.
Merii laash pe do aa.nsu bahaa ja.
Chaahe fir sabse mazaa kartii rahnaa.
.
Mai.n khud ko tere haath me chodd aaya.
Merii diary paraa kartii rahnaa.
Logged
Masoom Shahzada
Guest
«Reply #1 on: October 31, 2012, 08:25:24 AM »
Reply with quote

Phoolo.n se kaa.nte judaa kartii rahnaa.
Mere waaste ab duaa kartii rahnaa.
.
Waade nibhaane ko kisne kahaa hai.
Jo mah.ngaa pare, faaslaa kartii rahnaa.
.
Teri galtiyaa.n to farishte ginege.
Mai.n tutu.n to patte jamaa kartii rahnaa.
.
Mujhko to hai bas muhabbat se matlab.
Tu sachchaa aur jhutaa kartii rahnaa.
.
Kahee.n Koi baat mai.n bhool na jaao.n.
Yu.n hii har dafaa dagaa kartii rahnaa.
.
Merii laash pe do aa.nsu bahaa ja.
Chaahe fir sabse mazaa kartii rahnaa.
.
Mai.n khud ko tere haath me chodd aaya.
Merii diary paraa kartii rahnaa.
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: October 31, 2012, 08:43:41 AM »
Reply with quote

Phoolo.n se kaa.nte judaa kartii rahnaa.
Mere waaste ab duaa kartii rahnaa.
.
Waade nibhaane ko kisne kahaa hai.
Jo mah.ngaa pare, faaslaa kartii rahnaa.
.
Teri galtiyaa.n to farishte ginege.
Mai.n tutu.n to patte jamaa kartii rahnaa. icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch
.
Mujhko to hai bas muhabbat se matlab.
Tu sachchaa aur jhutaa kartii rahnaa.
.
Koi baat mai.n bhool na jaao.n.
Yu.n hii har dafaa dagaa kartii rahnaa.
.
Merii laash pe do aa.nsu bahaa ja.
Chaahe fir sabse mazaa kartii rahnaa.
.
Mai.n khud ko tere haath me chodd aaya.
Merii diary paraa kartii rahnaa.


 Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: October 31, 2012, 09:01:18 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
aqsh
Guest
«Reply #4 on: October 31, 2012, 09:03:40 AM »
Reply with quote
kitne gehre ehsaas lajawab peshkash

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: October 31, 2012, 09:34:49 AM »
Reply with quote


Mujhko to hai bas muhabbat se matlab.
Tu sachchaa aur jhutaa kartii rahnaa.
.


very nice masoom ji
Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #6 on: October 31, 2012, 11:18:24 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

masoomji.... ek ek lafz dil main utar gaya... waaah kya baat hai....
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #7 on: October 31, 2012, 11:48:45 AM »
Reply with quote
bahut umda.... Applause Applause Applause
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #8 on: October 31, 2012, 01:07:41 PM »
Reply with quote

Wah Wah Wah Wah Wah Wah Wah Wah Waah Wah Wah Wah Wah Wah Wah Wah
Zabardast ghazal dil ko chhoo gaye apke khaylat .....

Ek Rau meri taraf se kabol kijiye Masoom sahab ....
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: October 31, 2012, 03:35:47 PM »
Reply with quote

Phoolo.n se kaa.nte judaa kartii rahnaa.
Mere waaste ab duaa kartii rahnaa.
.
Waade nibhaane ko kisne kahaa hai.
Jo mah.ngaa pare, faaslaa kartii rahnaa.
.
Teri galtiyaa.n to farishte ginege.
Mai.n tutu.n to patte jamaa kartii rahnaa.
.
Mujhko to hai bas muhabbat se matlab.
Tu sachchaa aur jhutaa kartii rahnaa.
.
Kahee.n Koi baat mai.n bhool na jaao.n.
Yu.n hii har dafaa dagaa kartii rahnaa.
.
Merii laash pe do aa.nsu bahaa ja.
Chaahe fir sabse mazaa kartii rahnaa.
.
Mai.n khud ko tere haath me chodd aaya.
Merii diary paraa kartii rahnaa.

waah... bahut acha laga padkar. bahut khoob beta
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: October 31, 2012, 06:56:36 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: October 31, 2012, 07:00:50 PM »
Reply with quote
tum itna achha likhte ho...... gazabbbbbbbbbb hai masoom ji..... last stanza to bas......  love4 love4 love4
Logged
Intezar
Guest
«Reply #12 on: October 31, 2012, 07:06:48 PM »
Reply with quote
nice one... bahut khubsurat peshkash maasoom ji...

Intezar !
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #13 on: November 01, 2012, 12:47:35 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #14 on: November 03, 2012, 06:07:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob mere bhai Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:18:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer