Milte Hue Tum Se ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on June 21, 2011, 06:26:06 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2054 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Tumse Shuroo KahaaNii Ho Jaaye
Mohabbat Zaraa SayaaNii Ho Jaaye ...

Dekh Lungaa Chupke Se Aaiine MeN
Be-Shaq Baad MeN HairaaNii Ho Jaaye ...

Intezaar Iss Ummeed MeN Karte HaiN
Ke Diidaar Kii MeharbaaNii Ho Jaaye ...

Milte Hue Tum Se Da'r Lagtaa Hai
KahiN Naa Miiraa Sii DiiwaaNii Ho Jaaye ...

Tanahaaii MeN Jalaa Bahut HooN
Bhale Dil Kii Aagh PuraaNii Ho Jaaye ...

TooTegaa Silsilaa Shab-E-Ghum Kaa
KahiN Aansoo Naa Phir PaaNii Ho Jaaye ...

Badlegaa Naa Dastoor Mausam "Naresh"
Chaahe BaaghoN MeN ViraaNii Ho Jaaye ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kis HuQ Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kal Kaa Bhuulaa .. ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2 3  All »
Aur Tum ... !! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Ek Sadme Se ... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
Ulfat Ke Gur .. ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals « 1 2  All »
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #1 on: June 21, 2011, 07:56:12 AM »
Reply with quote
bahut badhiya naresh ji...

dher saari daad!~
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: June 21, 2011, 08:01:15 AM »
Reply with quote
Tumse Shuroo KahaaNii Ho Jaaye
Mohabbat Zaraa SayaaNii Ho Jaaye ...

Dekh Lungaa Chupke Se Aaiine MeN
Be-Shaq Baad MeN HairaaNii Ho Jaaye ...

Intezaar Iss Ummeed MeN Karte HaiN
Ke Diidaar Kii MeharbaaNii Ho Jaaye ...

Milte Hue Tum Se Da'r Lagtaa Hai
KahiN Naa Miiraa Sii DiiwaaNii Ho Jaaye ...

Tanahaaii MeN Jalaa Bahut HooN
Bhale Dil Kii Aagh PuraaNii Ho Jaaye ...

TooTegaa Silsilaa Shab-E-Ghum Kaa
KahiN Aansoo Naa Phir PaaNii Ho Jaaye ...

Badlegaa Naa Dastoor Mausam "Naresh"
Chaahe BaaghoN MeN ViraaNii Ho Jaaye ...

GUD ONE AM
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: June 21, 2011, 09:01:25 AM »
Reply with quote
bhot khub naresh ji…
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #4 on: June 21, 2011, 12:02:22 PM »
Reply with quote
bahut badhiya naresh ji...

dher saari daad!~

Behad ShukriyaaH ... Abhi Ji !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 21, 2011, 12:40:41 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Nareshji..

Lajawab!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #6 on: June 21, 2011, 01:14:25 PM »
Reply with quote
bht khoob naresh ji...
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #7 on: June 21, 2011, 06:23:41 PM »
Reply with quote
Tumse Shuroo KahaaNii Ho Jaaye
Mohabbat Zaraa SayaaNii Ho Jaaye ...

Dekh Lungaa Chupke Se Aaiine MeN
Be-Shaq Baad MeN HairaaNii Ho Jaaye ...

Intezaar Iss Ummeed MeN Karte HaiN
Ke Diidaar Kii MeharbaaNii Ho Jaaye ...

Milte Hue Tum Se Da'r Lagtaa Hai
KahiN Naa Miiraa Sii DiiwaaNii Ho Jaaye ...

Tanahaaii MeN Jalaa Bahut HooN
Bhale Dil Kii Aagh PuraaNii Ho Jaaye ...

TooTegaa Silsilaa Shab-E-Ghum Kaa
KahiN Aansoo Naa Phir PaaNii Ho Jaaye ...

Badlegaa Naa Dastoor Mausam "Naresh"
Chaahe BaaghoN MeN ViraaNii Ho Jaaye ...

bahut bahut sundar ehsaasaat .. naresh Ji !
tahe dil se daad hazir hai .... Applause Applause Applause Applause
Logged
Raja Jain
Guest
«Reply #8 on: June 21, 2011, 08:44:53 PM »
Reply with quote
WAH WAH BAHUT HI LAJAWAB HAI ......
Logged
Lokesh Saini
Guest
«Reply #9 on: June 22, 2011, 02:54:17 AM »
Reply with quote
Tumse Shuroo KahaaNii Ho Jaaye
Mohabbat Zaraa SayaaNii Ho Jaaye ...

Dekh Lungaa Chupke Se Aaiine MeN
Be-Shaq Baad MeN HairaaNii Ho Jaaye ...

Intezaar Iss Ummeed MeN Karte HaiN
Ke Diidaar Kii MeharbaaNii Ho Jaaye ...

Milte Hue Tum Se Da'r Lagtaa Hai
KahiN Naa Miiraa Sii DiiwaaNii Ho Jaaye ...

Tanahaaii MeN Jalaa Bahut HooN
Bhale Dil Kii Aagh PuraaNii Ho Jaaye ...

TooTegaa Silsilaa Shab-E-Ghum Kaa
KahiN Aansoo Naa Phir PaaNii Ho Jaaye ...

Badlegaa Naa Dastoor Mausam "Naresh"
Chaahe BaaghoN MeN ViraaNii Ho Jaaye ...

vry nice  Applause Applause Applause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #10 on: June 22, 2011, 03:32:55 AM »
Reply with quote
boht khoob naresh ji
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #11 on: June 22, 2011, 05:26:41 AM »
Reply with quote
Milte Hue Tum Se Da'r Lagtaa Hai
KahiN Naa Miiraa Sii DiiwaaNii Ho Jaaye ...

TooTegaa Silsilaa Shab-E-Ghum Kaa
KahiN Aansoo Naa Phir PaaNii Ho Jaaye ...


Ji bahut sundar ...  Applause Applause Applause
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #12 on: June 22, 2011, 11:46:23 AM »
Reply with quote
GUD ONE AM

Behad ShukriyaaH ... Khamosh Aawaaz Ji ! aise hi milte raheN aage bhi ... khush rahen ... !

DuaaoN ke saath ... !
Logged
Jai Kaur
Guest
«Reply #13 on: June 22, 2011, 02:33:37 PM »
Reply with quote
Beautiful .......  Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: June 22, 2011, 10:19:36 PM »
Reply with quote
Kya baat hai Naresh bhai..
bahaut bahaut khoob..
Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:50:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer