Mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

by deepika_divya on August 06, 2009, 04:28:29 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2181 times)
deepika_divya
Guest
Reply with quote
Tanhaa Zindagi k raah pe chalte hue hum Begane se ho gaye
Shub-o-shaam teri Tamanna karte hue hum Anjane se ho gaye

Kasam-e-waada jo tumse kiya tha maine , Dil dete hue tumko
Woh madmast mausam-e-khumaar ab tehre hue Fasane se ho gaye

Maangi thi Duaye Khuda se, Apne Jaan-e-jigar k sajde k liye
Bhool hue ak humse aur hum zinda Laash ,tere Jaane se ho gaye

Umeed tab bhi banai rakhi thi humne apne Dil- o zehan mea ak
Jab nikli Baraat teri kisi aur k orr ,hum tute Paimaane se ho gaye

Ab tho "Divya" ki nafas-e-beAsar ho chai hai dhiree dhiree yaar
sar-e-rehguzar mea kade apno ki mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

!!DIVYA!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabaat-e-Dard by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard
MERE MOHABAAT KI TAQAAT by manoj12021989 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabaat zindagi ban jaati hai.... by diya786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabaat Karne Kee Tips......Koyal by KOYAL46 in Shayri for Khumar -e- Ishq
saza mohabaat ki by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: August 06, 2009, 04:44:27 PM »
Reply with quote
Tanhaa Zindagi k raah pe chalte hue hum Begane se ho gaye
Shub-o-shaam teri Tamanna karte hue hum Anjane se ho gaye

Kasam-e-waada jo tumse kiya tha maine , Dil dete hue tumko
Woh madmast mausam-e-khumaar ab tehre hue Fasane se ho gaye

Maangi thi Duaye Khuda se, Apne Jaan-e-jigar k sajde k liye
Bhool hue ak humse aur hum zinda Laash ,tere Jaane se ho gaye

Umeed tab bhi banai rakhi thi humne apne Dil- o zehan mea ak
Jab nikli Baraat teri kisi aur k orr ,hum tute Paimaane se ho gaye

Ab tho "Divya" ki nafas-e-beAsar ho chai hai dhiree dhiree yaar
sar-e-rehguzar mea kade apno ki mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

!!DIVYA!!

Bahut Bahut Khooob Sophi.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Hi khoobsurat Ghazal Likhi hai Aapne...bahut Ache Thumbs UP
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2009, 04:48:53 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai good work Sophi!!!
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: August 07, 2009, 06:50:58 AM »
Reply with quote

Tanhaa Zindagi k raah pe chalte hue hum Begane se ho gaye
Shub-o-shaam teri Tamanna karte hue hum Anjane se ho gaye

Kasam-e-waada jo tumse kiya tha maine , Dil dete hue tumko
Woh madmast mausam-e-khumaar ab tehre hue Fasane se ho gaye

Maangi thi Duaye Khuda se, Apne Jaan-e-jigar k sajde k liye
Bhool hue ak humse aur hum zinda Laash ,tere Jaane se ho gaye

Umeed tab bhi banai rakhi thi humne apne Dil- o zehan mea ak
Jab nikli Baraat teri kisi aur k orr ,hum tute Paimaane se ho gaye

Ab tho "Divya" ki nafas-e-beAsar ho chai hai dhiree dhiree yaar
sar-e-rehguzar mea kade apno ki mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

!!DIVYA!!

KYA BAAT HAI SOPHI JI......

SAATH CHALTE ZINDAGI KI RAHA MAIN,HAME TANHAA CHOD GAYE,
RAAT-DIN MERI TAMANAA KARTE THEY,MUJHSE ANJAANE HOGAYE.

JAAN TAK DENE KI KASME KHAAYI THI  HAMSEY,
BADALTE MAUSAM KI TARHA ,WO BHI BADAL GAYE.

KHUDA SE DUA MAANGI THI,KI WOH KABHI JUDA NA HO HAMSEY,
CHOD KAR HUMKO,NA JAANE,KISI AUR KE SAATH KYUN CHALE GAYE.

EK UMEED THI ,KI SHAYAD FIR LOUT AAYEGEN KABHI,
JAB DEKHI KISI OUR KE GHAR JAATI USKI BARAAT,ZINDAGI BARBAAD HOGAYI.

AB TOH MUJHE MOHABBAT KE NAAM SE NAFRAT HONE LAGI HAI,
MERI DHARKAN MOHABBAT KA NAAM SUNTE HI ,BAND HONE LAGTI HAI.

Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: August 07, 2009, 11:43:42 AM »

Bohot Khoob Divs  Applause Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: August 07, 2009, 11:44:04 AM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI SOPHI JI......

SAATH CHALTE ZINDAGI KI RAHA MAIN,HAME TANHAA CHOD GAYE,
RAAT-DIN MERI TAMANAA KARTE THEY,MUJHSE ANJAANE HOGAYE.

JAAN TAK DENE KI KASME KHAAYI THI  HAMSEY,
BADALTE MAUSAM KI TARHA ,WO BHI BADAL GAYE.

KHUDA SE DUA MAANGI THI,KI WOH KABHI JUDA NA HO HAMSEY,
CHOD KAR HUMKO,NA JAANE,KISI AUR KE SAATH KYUN CHALE GAYE.

EK UMEED THI ,KI SHAYAD FIR LOUT AAYEGEN KABHI,
JAB DEKHI KISI OUR KE GHAR JAATI USKI BARAAT,ZINDAGI BARBAAD HOGAYI.

AB TOH MUJHE MOHABBAT KE NAAM SE NAFRAT HONE LAGI HAI,
MERI DHARKAN MOHABBAT KA NAAM SUNTE HI ,BAND HONE LAGTI HAI.

Nice one Cara Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: August 07, 2009, 11:54:01 AM »
Reply with quote
Tanhaa Zindagi k raah pe chalte hue hum Begane se ho gaye
Shub-o-shaam teri Tamanna karte hue hum Anjane se ho gaye

Kasam-e-waada jo tumse kiya tha maine , Dil dete hue tumko
Woh madmast mausam-e-khumaar ab tehre hue Fasane se ho gaye

Maangi thi Duaye Khuda se, Apne Jaan-e-jigar k sajde k liye
Bhool hue ak humse aur hum zinda Laash ,tere Jaane se ho gaye

Umeed tab bhi banai rakhi thi humne apne Dil- o zehan mea ak
Jab nikli Baraat teri kisi aur k orr ,hum tute Paimaane se ho gaye

Ab tho "Divya" ki nafas-e-beAsar ho chai hai dhiree dhiree yaar
sar-e-rehguzar mea kade apno ki mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

!!DIVYA!!

Bahut khoob Divya Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: August 07, 2009, 11:55:05 AM »
Reply with quote
WAH WAH WAH ... SOPHI JI & CARA JI... WAH WAH ... BAHUT HI KHOOB

JASBIR SINGH
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: August 07, 2009, 01:12:24 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Likha hai Sophi Ji .... Daad Qabuul KareN.

Regards,

HT
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #9 on: August 07, 2009, 02:32:13 PM »
Reply with quote
Wah Sophi Ji
Bahut khoob wah wah
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: August 07, 2009, 04:54:31 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob Sophi.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Hi khoobsurat Ghazal Likhi hai Aapne...bahut Ache Thumbs UP

Bahoot bahoot Shukriyaa Khwaish ji.. Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #11 on: August 07, 2009, 04:55:19 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai good work Sophi!!!

Thank you so Much Pooja DI
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #12 on: August 07, 2009, 04:56:09 PM »
Reply with quote
KYA BAAT HAI SOPHI JI......

SAATH CHALTE ZINDAGI KI RAHA MAIN,HAME TANHAA CHOD GAYE,
RAAT-DIN MERI TAMANAA KARTE THEY,MUJHSE ANJAANE HOGAYE.

JAAN TAK DENE KI KASME KHAAYI THI  HAMSEY,
BADALTE MAUSAM KI TARHA ,WO BHI BADAL GAYE.

KHUDA SE DUA MAANGI THI,KI WOH KABHI JUDA NA HO HAMSEY,
CHOD KAR HUMKO,NA JAANE,KISI AUR KE SAATH KYUN CHALE GAYE.

EK UMEED THI ,KI SHAYAD FIR LOUT AAYEGEN KABHI,
JAB DEKHI KISI OUR KE GHAR JAATI USKI BARAAT,ZINDAGI BARBAAD HOGAYI.

AB TOH MUJHE MOHABBAT KE NAAM SE NAFRAT HONE LAGI HAI,
MERI DHARKAN MOHABBAT KA NAAM SUNTE HI ,BAND HONE LAGTI HAI.

Thank you so much Cara ji..

Waah Waah Kya khoob likha hai Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: August 08, 2009, 10:02:11 PM »
Reply with quote
Tanhaa Zindagi k raah pe chalte hue hum Begane se ho gaye
Shub-o-shaam teri Tamanna karte hue hum Anjane se ho gaye

Kasam-e-waada jo tumse kiya tha maine , Dil dete hue tumko
Woh madmast mausam-e-khumaar ab tehre hue Fasane se ho gaye

Maangi thi Duaye Khuda se, Apne Jaan-e-jigar k sajde k liye
Bhool hue ak humse aur hum zinda Laash ,tere Jaane se ho gaye

Umeed tab bhi banai rakhi thi humne apne Dil- o zehan mea ak
Jab nikli Baraat teri kisi aur k orr ,hum tute Paimaane se ho gaye

Ab tho "Divya" ki nafas-e-beAsar ho chai hai dhiree dhiree yaar
sar-e-rehguzar mea kade apno ki mohabaat b Dil k Nisaane se ho gaye

!!DIVYA!!

very nice sophi ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #14 on: August 09, 2009, 01:53:40 AM »
Reply with quote
Beautiful gazal Sophi ji,very nice and mindblowing creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:27:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer