Mohabbat Ho Agar Paida / मोहब्बत हो अगर पैदा...Satish Shukla 'Raqeeb'

by Satish Shukla on April 25, 2012, 12:26:33 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1936 times)
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #15 on: April 28, 2012, 04:49:38 AM »
Reply with quote

Bhut umda.
Nhi umda kahna to kam h jabardast kahna chahiye.
Har baar ki tarah aapki ye bhi la zawab h.
Daad kabool kare hamari.

Jawab dene aur Nazm pasand karne ka
bahut bahut shukriya.....Raqeeb
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qareeb Apne Jo Aayega, Woh Chaahe Ho 'Raqeeb' Apna....Satish Shukla 'Raqeeb' by Satish Shukla in Ghazals
Mohabbat Kee Qasam Kuchh Kuchh*****Satish Shukla 'Raqeeb' by Satish Shukla in Ghazals « 1 2  All »
Sabhee Ke Haq Ke Liye...Satish Shukla 'Raqeeb' / सभी के हक़ के लिए...सतीश शुक्ला 'रक़ीब' by Satish Shukla in Ghazals
Rukhsaar Kee Tarah...Satish Shukla 'Raqeeb' / रुख़सार की तरह...सतीश शुक्ला 'रक़ीब' by Satish Shukla in Ghazals « 1 2 3  All »
Tum Se Too, Kahne Lage...Satish Shukla 'Raqeeb' / तुम से तू, कहने लगे...सतीश शुक्ला 'रक़ीब' by Satish Shukla in Ghazals « 1 2  All »
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #16 on: April 28, 2012, 09:56:19 AM »
Reply with quote
Shuklaa saahab
bahut Khoob
 Applause
umdaa shaayaree ke liye mubarakbaad.


Nazm pasand karne aur hausala afzai
ka bahut bahut shukriya......Raqeeb

Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #17 on: April 28, 2012, 10:06:18 AM »
Reply with quote
bahut khoob kaha Shukla Ji, daad kubool kijiye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #18 on: April 28, 2012, 10:44:59 AM »
Reply with quote
boht khub shukla ji


Hausala afzai ka shukriya Saahill Ji........Raqeeb
Logged
sbechain
Guest
«Reply #19 on: April 28, 2012, 11:28:52 AM »
Reply with quote

दिलों में फिर वो पहले सी, मोहब्बत हो अगर पैदा
यक़ीनन हो नहीं सकता, जहाँ में कोई शर (फ़साद) पैदा Applause Applause Applause Applause
taarikh gawaah hai. bawajood mohabbat ke hamesha hi fasaadat hote rahe. kayi wajoohat hain iski.
फ़जाओं में जो तल्ख़ी (कड़वाहट) है जला कर ख़ाक कर डालो
बुझाओ फिर उसे ऐसे न हो कोई शरर (चिनगारी) पैदा  Applause Applause Applause Applause
ye aisi aag hai jo taa qayaamat rhe gi
कहो वो बात जो कानो से, सीने में उतर जाए
असर दिल पे जो कर जाए, करो ऐसी नज़र पैदा  Applause Applause Applause Applause Applause
aaj zayaadatar nazrein devil eyes ban gayi hain.
सिवाए ख़ार के हासिल न होगा कुछ मुग़ीलाँ (बबूल का पेड़) से
शजर (वृक्ष) ऐसे लगाओ जिनपे हों मीठे समर (फल) पैदा Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
meri nazar mein qudrat ka her shajr apna ek mokaam rakhta hai.aur aaj kal phaldaar darahto.n mein bhi zayqe ki kami si lagti hai.
इलाजे रंजो-ग़म वो ही, करेगा अब मुसीबत में
दिया है दर्दे दिल जिसने, किया दर्दे जिगर पैदा Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahar kaif, her cheez pe ALLAH qadir hai phir bhi hamein afzal makhlooq banayaa hai to hamein khud bhi kuch akhteyaar hai dukh aur dard ki wajah talaashne ki aur use door karne ki
तेरे भटके हुए बन्दों को, जो रस्ता दिखा जायें
कुछ ऐसे लोग दुनिया में, ख़ुदाया फिर से कर पैदा  Applause Applause Applause Applause Applause
aisa khuda gaahe bagaahe karta hai jab jab duniya mein buraiyaa aur zulm ka ghabaa hota hai
अगर तन्हाई में कह दे कोई, 'मैं मौत हूँ तेरी'
'रक़ीब' उस शख्स के दिल में, सरासर होगा डर पैदा Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

zaahir hai jo wazni shakhsiyat ka maalik hai uske roaab bhi kuch kam nahin hote.
 
                         ---- सतीश शुक्ला 'रक़ीब'

diloN meN fir wo pahle see, mohabbat ho agar paida
yaqeenan ho naheeN sakta jahaaN meN koyee shar (fasad) paida

fazaaoN meN jo talkhee (kadwaahat) hai jala kar khaak kar daalo
bujhaao fir use aise na ho koyee sharar (chingaari) paida

kaho wo baat jo kaanoN se seene meN utar jaaye
asar dil pe jo kar jaaye karo aisee nazar paida

siwaaye khaar ke haasil na hoga kuchh mugeelaN se
shazar (ped) aise lagaao jinpe hoN meethe samar (fal) paida

ilaaje rajo-gam wo hee karega ab museebat meN
diya hai darde-dil jisne, kiya darde-jigar paida

tere bhatke huye bandoN ko jo rasta dikha jaayeN
kuchh aise log duniyaa meN, khudaaya fir se kar paida

agar tanhaaee meN kah de koyee, 'maiN maut hooN teree'
'Raqeeb' us shakhs ke dil meN saraasar hoga dar paida

                          --- Satish Shukla 'Raqeeb'



bahut hi khoobsurat ghazal satish ji. mujhe shikayat hai aap se aap bahut kam likhte ho
............!
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #20 on: April 29, 2012, 08:09:14 AM »
Reply with quote


Hausala afzai ka bahut bahut shukriya...Khwaish ji...Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #21 on: April 30, 2012, 05:37:15 AM »
Reply with quote


Neeraj Sahab
Behtariin...Kis sher ki tariif karun aur kise chhodun...ek se badh kar ek sher kahen hain aapne...subhan allah..dili daad kabool karen satish bhai...zindabaad... icon_salut icon_salut hello2 Applause Applause Applause

Hausal afzai ka bahut bahut shukriya.....Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #22 on: April 30, 2012, 07:24:11 AM »
Reply with quote

Waah  bhai  Satish ji . Maza  aa  gaya .
Kya   khubsurat   ghazal   kahi   hai .
Her   she'r   qaabil  e  daad   hai .
bahut   bahut   mubarakbaad  .  Hasan

Hausala afzai ka bahut bahut shukriya Hasan Sahab.....Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #23 on: April 30, 2012, 12:18:23 PM »
Reply with quote
Bahut Pyaari Peshkash Hai Satish Ji
Bahut Aur Bahut Hi Khub Janaab

Applause Applause Applause Applause Applause


Hausala afzai ka bahut shukriya...Sahihab ji.......Raqeeb

Shad o aabaad rahiye...

Shihab
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #24 on: May 01, 2012, 05:07:56 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaahhhhhh satishjii....wonderful thoughts....bahut khoob...Usual SmileClapping SmileyClapping Smiley

Jawab dene aur hausala afzai ka bahut bahut
shukriya......Dolly Ji......Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #25 on: May 03, 2012, 06:23:39 PM »
Reply with quote

Nazm padhne aur pasand karne ka bahut bahut shukriya mann.mann ji.....Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #26 on: May 04, 2012, 01:25:27 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaahhhhhh satishjii....wonderful thoughts....bahut khoob...Usual SmileClapping SmileyClapping Smiley

Hausala afzai ka bahut bahut shukriya..Saini Sahab...Raqeeb
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #27 on: May 04, 2012, 04:46:47 PM »
Reply with quote
brilliant, very good
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #28 on: May 05, 2012, 05:07:21 AM »
Reply with quote
Muhatram Satish Shukla - Raqeeb Saheb aadab ,aapki Ye shehr angez ghazal  aapki purwaqar shakhsiyet pe dalalat kar rahi hai ,, ,, Kabhi kabhi aisa waqt bhi aata hai ke ghazal ki pazirai me qaari ko apna har lafz kamtar lagne lagta hai yahi surate haal hai idhar ,,  Ap is nachiz ki jaanib se dad o mubarak baad khubool kare.N, Apki ghazal ne khoob lutf diya ,, Allah apko khoob nawaze …

Khadim

Qadeertoopchi



Hausala afzai ka bahut bahut shukriya Qadeer Sahab....Raqeeb
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #29 on: May 05, 2012, 06:44:44 AM »
Reply with quote


Hausala afzai ka bahut bahut shukriya qalb sahab....Raqeeb
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 04, 2024, 07:25:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer