MOHABBAT KA SAMANDAR HAI....///..............................////IFTAKHAR

by Iftakhar Ahmad on June 10, 2013, 08:51:19 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2191 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #30 on: June 13, 2013, 11:42:33 PM »
Reply with quote
Mahutram Ghaliban aapko dusri baar parh raha hun ,,,Aur yaqeen jaaniye parhte rahene ko dil karta hai ...Apke yahan fikr ke saat alfazon ka mela laga hua hai jo qari ko apne hisar me rakhne ke liye kaafi hai .....Apke ashaar me bala ki romaniyat hai bala ka suroor hai Bala dard o karb bhi hai .....ghazal hai ke dil ki zameen per apne wajood ki thukm rezi kar rahi hai ...ghazal ka ik ik sher makhtaba-e-fikr ki hasiyat rakhta hai ...maine eak khat bhi apko bheja hai ..ghazal ki pazirai ke silsile me ...Allah mazeed nawaze ...

Dua go

Qadeertoopchi
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #31 on: June 14, 2013, 01:35:29 AM »
Reply with quote
Bahut badhiya Iftakhar jee
wah wah wah
kya khoobsurat fadakti hui ghazal kahee hai.
aur ye ashaar to...
jaajavaab
Adaawat se  mera   tum   baal   baaNka  kar  nahiN sakte
Magar  tum   loot    sakte    ho    wafa    ulfat   se dil mera

Dhadakta hai jo seene meiN mohabbat ka samandar hai
Zara tum   kholkar    dekho     kabhi    fursat   se dil mera
Mukesh bhai, tah-e-dil se shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #32 on: June 15, 2013, 02:13:46 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause
Shukriya Aadil saheb.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #33 on: June 18, 2013, 12:55:53 AM »
Reply with quote
Dhadakta hai jo seene meiN mohabbat ka
samandar hai
Zara tum kholkar dekho kabhi fursat se
dil mera

bahut khub saheb...


shad o aabaad rahiye

shihab
Bahut bahut shukriya janaab hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #34 on: June 18, 2013, 11:47:30 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
bahut hi khoobsurat ashaaron se saji hui pyaari ghazal kahi hai aapne iftakhar ji. mujhe bahut pasand aayi. hazaron dili daad qubool kare. aur ek rau bhi.
Aqsh jee, tah-e-dil se shukriya zarra nawaazi ka.
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #35 on: June 19, 2013, 12:03:49 AM »
Reply with quote
Waaah .... Behad hi khoobsurat ghazal kahi Iftakhar ji .... Is ka rang o jamaal dekhte hi banta hai ! Dheron daad aur mubaarakbaad !
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #36 on: June 29, 2013, 12:18:46 AM »
Reply with quote
wah wah
Shukriya Nandbahu jee.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #37 on: June 29, 2013, 12:19:33 AM »
Reply with quote
waaah ahmed ji bohut khub kaha aapne waaah
Shukriya Saahil bhai.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #38 on: June 29, 2013, 12:20:39 AM »
Reply with quote
Mahutram Ghaliban aapko dusri baar parh raha hun ,,,Aur yaqeen jaaniye parhte rahene ko dil karta hai ...Apke yahan fikr ke saat alfazon ka mela laga hua hai jo qari ko apne hisar me rakhne ke liye kaafi hai .....Apke ashaar me bala ki romaniyat hai bala ka suroor hai Bala dard o karb bhi hai .....ghazal hai ke dil ki zameen per apne wajood ki thukm rezi kar rahi hai ...ghazal ka ik ik sher makhtaba-e-fikr ki hasiyat rakhta hai ...maine eak khat bhi apko bheja hai ..ghazal ki pazirai ke silsile me ...Allah mazeed nawaze ...

Dua go

Qadeertoopchi

Qadeer saheb, tah-e-dil se shukriya iss zarra nawaazi ke liye.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #39 on: June 29, 2013, 12:21:20 AM »
Reply with quote
Waaah .... Behad hi khoobsurat ghazal kahi Iftakhar ji .... Is ka rang o jamaal dekhte hi banta hai ! Dheron daad aur mubaarakbaad !
Zarra jee, bahut bahut shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:38:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer