F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
|
Mohabbat . ki . khata . karne . laga . hai Woh . Dil . Gham - aashna . karne . laga . hai . Shuru . Tark - e - Jafa . karne . laga . hai Wafa . ek . Be - wafa . karne . laga . hai . Haq - e - Ulfat . ada . karne . laga . hai Sitam . Baa-Qaayeda . karne . laga . hai . Tha . aadi . pahle . bhi . woh . Maikashi . ka Par . ab . Be - intiha . karne . laga . hai . Mila . ooncha . koi . Rutba . hai . Shayed Woh . Hum . se . Faasla . karne . laga . hai . The . jo . Mansoob . pahle . Rah-zano'n . se Wo . Kaam . ab . Rah-numa . karne . laga . hai . ' Hasan '. ab . dooriyaa'n . kam . ho . rahi . hai'n Woh . aksar . Raabta . karne . laga . hai . - Hasan . Shamsi -
................................................. .....................
मुहब्बत .. की . ख़ता .. करने .. लगा . है वह .दिल .ग़म - आश्ना . करने .लगा . है . शुरू ... तर्के - जफ़ा ... करने ... लगा .. है वफ़ा ... एक ... बेवफ़ा .. करने . लगा . है . हक़े - उल्फ़त .. अदा .. करने .. लगा .. है सितम ... बाक़ायदा ... करने ... लगा . है . था . आदी . पहले . भी . वह . मैकशी . का मगर .अब . बे - इन्तिहा . करने . लगा .है . मिला .. ऊंचा .. कोई . रुतबा .. है . शायद वह . हम . से . फ़ासला .. करने . लगा . है . थे .. जो ... मन्सूब .. पहले ... रहज़नों .. से वह . काम . अब .रहनुमा . करने . लगा . है . ' हसन '. अब . दूरियां . कम . हो . रही . हैं वह .. अक्सर .. राब्ता .. करने .. लगा .. है . - हसन शम्सी -
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #2 on: February 02, 2016, 08:30:34 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 02, 2016, 09:45:31 AM » |
|
Shukria , Nawazish janab . Tah-e-dil se duaaein .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #4 on: February 02, 2016, 09:54:19 AM » |
|
laajawaab bhai jaan kyaa karoon bhai saheb jab se director banaa hoon masroofiyat badh gai hai chaah kar bhee naheen aa paataa kahir aap sunaaiye jaldee hee phir baaten hongee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mast Khalander
Maqbool Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:2 days, 11 hours and 42 minutes.
PhoolNahiMeraDilHai
Posts: 902 Member Since: Jul 2013
|
|
«Reply #5 on: February 02, 2016, 12:39:47 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 03, 2016, 03:51:11 AM » |
|
waah waaah bahoot umda
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajigujral
Khususi Shayar
Rau: 17
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:4 days, 59 minutes.
Posts: 1703 Member Since: Apr 2014
|
|
«Reply #8 on: February 03, 2016, 12:49:09 PM » |
|
Bahut umda gazal hai. dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 03, 2016, 04:14:58 PM » |
|
Bahut bahut shukria janab adil bechain saheb , bahut nawaazish . Salamat rahye .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 03, 2016, 06:18:50 PM » |
|
Siddiqui Sahab Aadaab ....!
WaaH Mashaa Allaah janab kia kahne behad khoob aur behad naayab sher kahe haiN ... aik aik sher waqai beintehaaN khoob aur umdaa gehrai liye hai ...
Amuman matle se maqte tak ka safar behad laa jawaab huaa Hai ... is umdaa aur nayaab kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ...
Likhte rahiye ... Yo ki mehfil ko roshan karte rahiye ... Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 04, 2016, 10:33:02 AM » |
|
laajawaab bhai jaan kyaa karoon bhai saheb jab se director banaa hoon masroofiyat badh gai hai chaah kar bhee naheen aa paataa kahir aap sunaaiye jaldee hee phir baaten hongee
Bahut bahut shukria Saini saheb . Deegar zimmedariyon ke sath shayeri ka safar bhi jaari rakhye aur Bazm ki raunaq badhaate rahe-ye .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 04, 2016, 02:02:19 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 05, 2016, 07:19:11 AM » |
|
BAHUT BAHUT SHUKRIA SURINDARN JI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|