mohabbat na samjah hai

by aaina on February 12, 2009, 08:48:45 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2756 times)
salma786
Guest
«Reply #30 on: February 16, 2009, 01:29:44 PM »
Reply with quote

In Bekasoor Chiragon ki tapish se kya darein,
Veerane ab to jalte hia chaand ki chaandni se,
haqeeqat mohabbat ki bas hai ye tanhaiyaan,
pighal jaate hai pattar bhi aqsar aansuon ki baarish se...

Mohabbat me jo milti sirf tanhaiyaa,
Phir Khuda ko mohabbat manzoor na hota,
Kisi ke Ishq me koi barbaad na hota,
To koi kissa jawani ka mashoor na hota!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum hi Mohabbat ho...!!! by sharmaarunkumar in Ghazals
Mohabbat by amit_is_always_cool in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 9 10 »
Mohabbat by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
angel4u
Guest
«Reply #31 on: February 16, 2009, 04:25:10 PM »
Reply with quote
bhut khoob angel very nice..........keep it up

Muhabbat naam hai mera
mujhay tum soch kar daikho

Agar chahogay tum mujh ko
Tumhari saans se pehly
Tumhari jaan ban jaon

Agar dekhogay tum mujh ko
Tumhari aankh se pehly
Tumhry Khawab ban jaon

Agar sochogay tum mujh ko
Tumhry paon se pehly
Tumhari raah ban jaon

Muhabbat naam hai mera
Mujhe Tum Soch K Dekho(NM)

Bahut khoobsurat...

Mohabbat Naam Hai Jiska Wo Aakhir har Shamma Jalati Hai,
Kabhi Banke Roshni, Kabhi Bijli Har Jagah Fail Jaati hai,
Chaah ke bhi rahein koi door kaise is masoom gunaah se,
Mohabbat Harek Ke dilki gehraiyon Mein Utar Aaati Hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #32 on: February 16, 2009, 04:27:48 PM »
Reply with quote
Mohabbat me jo milti sirf tanhaiyaa,
Phir Khuda ko mohabbat manzoor na hota,
Kisi ke Ishq me koi barbaad na hota,
To koi kissa jawani ka mashoor na hota!

Tanhaiyon ke Sheher Mein Bhi Ghar Basa Liya Maine,
Tujhe Itna Chaha Khud Ko Bhi Bhula Diya Maine,
Barbaadiyon ka Manzar isse khaufnaak kya hoga,
sajde mein sar jhukake, us khudako bhi rula diya maine...
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #33 on: February 16, 2009, 04:50:01 PM »
Reply with quote
Tanhaiyon ke Sheher Mein Bhi Ghar Basa Liya Maine,
Tujhe Itna Chaha Khud Ko Bhi Bhula Diya Maine,
Barbaadiyon ka Manzar isse khaufnaak kya hoga,
sajde mein sar jhukake, us khudako bhi rula diya maine...

Applause Applause Applause
Logged
angel4u
Guest
«Reply #34 on: February 16, 2009, 05:06:00 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Thanks..
Logged
salma786
Guest
«Reply #35 on: February 16, 2009, 05:16:12 PM »
Reply with quote
Tanhaiyon ke Sheher Mein Bhi Ghar Basa Liya Maine,
Tujhe Itna Chaha Khud Ko Bhi Bhula Diya Maine,
Barbaadiyon ka Manzar isse khaufnaak kya hoga,
sajde mein sar jhukake, us khudako bhi rula diya maine...

Very nice Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
angel4u
Guest
«Reply #36 on: February 17, 2009, 02:54:48 AM »
Reply with quote

Very nice Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks Dearo...  love4
Logged
aaina
Guest
«Reply #37 on: February 18, 2009, 07:01:48 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat...

Mohabbat Naam Hai Jiska Wo Aakhir har Shamma Jalati Hai,
Kabhi Banke Roshni, Kabhi Bijli Har Jagah Fail Jaati hai,
Chaah ke bhi rahein koi door kaise is masoom gunaah se,
Mohabbat Harek Ke dilki gehraiyon Mein Utar Aaati Hai...

bhut khoob angel ji kia baat hai...............

Tune ehsaan kia mujhko bikharne na dia
mere ehsaas meri fikr ko marne na dia
teri batoN se mere din ke ujaale chamke
teri yadoN se meri raat ki tanhai saji
teri awaaz ka jadoo mere sar charhne laga
dil ke aiwaN mai tere haNse se shahnai baji
tune ehsaan kia mujhko bikharne na dia
mere ehsaas meri fikr ko marne na dia
jane wo kaonsa lamha tha ke to aai nazar
shahr e net per tera pahla mujhe email mila
tere bebaak takhatub ka wo andaaze haseeN
tune sheroN ki isha,at pe mubarak jo kaha
tune ehsaan kia mujhko bikharne na dia
mere ehsaas meri fikr ko marne na dia
tere ghamkhaana e dil hai mohabbat meri
tu na mane bhi to ye baat ayaaN hai mujhpar
mai musafir houN magar saath huN tere janaaN
ajnabiat ka tasawwur bhi giraN hai mujhpar
tune ehsaan kia mujhko bikharne na dia
mere ehsaas meri fikr ko marne na dia
isqadar khoufzada kioN hai zamane se sanam
har taraf zulm hai duniya mai to hairaN kioN hai
apne ghar waloN se har baat tu kah sakti hai
ahle gulshan se bhala gul ye pareshaN kioN hai
tune ehsaan kia mujhko bikharne na dia
mere ehsaas meri fikr ko marne na dia
zindagi jahde musalsal ka hai ek naam nadeem
nahr wo nahr nahi jis mai na ho aab e rawaN
fikr ki maut se marta to nahi koi magar
jis mai ehsaas ka fuqdaan ho wo zeest kahaN

HOSLA HO AGAR JEENE KA TO HIMMAT KARNA
KON KAHTA HAI KE AASAn HAI MOHABBAT KARNA
Logged
Roja
Guest
«Reply #38 on: February 18, 2009, 07:27:14 AM »

Bahut mast mast likha hai aapne aaina...Shabash  Applause  Thumbs UP
Logged
aaina
Guest
«Reply #39 on: February 18, 2009, 07:34:16 AM »
Reply with quote
sorry roja ji mai mention karna bhool gaya its not mine..........anyhow aapne pasnd ki thnx so much
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:14:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer