Mujhe chaahne ki woh khata karta tha.............................Aqsh..

by aqsh on December 23, 2013, 12:54:40 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2215 times)
aqsh
Guest
«Reply #15 on: December 23, 2013, 02:51:37 PM »
Reply with quote
Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Wah,Wah,Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Aqshji.Bahut khoobsurat ghazal hai hai. Dili daad qabool kijiye.
thnxxxxxxxxxxxx a lotttttttttttttt Sudhir ji...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #16 on: December 23, 2013, 02:52:38 PM »
Reply with quote
Khubsurat khayalaat aur khubsurat andaz e bayan  ki is pyari si ghazal me liye tag edil se mubarakbad.
Hasan ji aapka bahut bahut shukriya...
Logged
admani
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 1 hours and 45 minutes.
Posts: 213
Member Since: Oct 2006

View Profile
«Reply #17 on: December 23, 2013, 03:34:20 PM »
Reply with quote
Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

Bohat hi pyaara likha hai Aqsh jee..behtareen peshkash..likhte rahiye
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #18 on: December 23, 2013, 04:47:07 PM »
Reply with quote
Beautiful....
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #19 on: December 23, 2013, 04:47:46 PM »
Reply with quote
bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #20 on: December 23, 2013, 05:51:13 PM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar rahi hoon

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower laughing4 laughing4

Bahut hi khubsurat Gazal likhi hai Aqsh ji aapne. Dheron daad.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #21 on: December 23, 2013, 08:21:07 PM »
Reply with quote
badaa hee khoobsoorat bayaan dheron daad ek rau bhee
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #22 on: December 23, 2013, 09:36:55 PM »
Reply with quote
Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Ek rau haazir hai aqsh ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #23 on: December 23, 2013, 09:56:47 PM »
Reply with quote
Wah Kya Kehne Bahut Khub Aqsh Sis Clapping Smiley

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #24 on: December 23, 2013, 10:15:35 PM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar rahi hoon

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

achchcha likha hai Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #25 on: December 24, 2013, 03:20:50 AM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar rahi hoon

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))mere saath ek baar aisa hua tha phir nahin

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha
kaash mere saath bhi aisa hota. mujh pe ghazal to nahin joke zaroor kisi ne likha hai baad mein bataao.n gi Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!
Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

shaayad usne mujhe nahin dekha tha Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

wah wah wah icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #26 on: December 24, 2013, 10:38:43 AM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar rahi hoon

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

waah waah super one..........
Logged
ekta3
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 4
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 2 hours and 13 minutes.
Posts: 169
Member Since: Dec 2013

View Profile
«Reply #27 on: December 24, 2013, 01:18:30 PM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
laaiba
Guest
«Reply #28 on: December 24, 2013, 11:31:19 PM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar ra

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

waah lajawab ghazal aqsh jee,.......
Logged
nashwani
Guest
«Reply #29 on: December 25, 2013, 06:30:19 PM »
Reply with quote
Ek shaks ne mere dil par apna aisa asar chhod diya hai
Ghanton aaine ke saamne khade khud ko nihaar rahi hoon

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Jab bhi milta tha, bas mera chehra padha karta tha
Meri aankhoN ki jumbish par, ghazal likha karta tha

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khudara kabhi koi harf na aaye, meri zindagi par
Is khauf se woh chhup kar, mujhse wafa karta tha

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Kaisa pagal shaks tha ki, aksar chaandni raat meiN
Mere tasawwur ko saath liye, akela phira karta tha

 Applause Applause Applause Applause Applause

Tanhai meiN kuch lafzoN ke, phooloN ko chunkar
Us rabb se din raat, sirf mere liye hi dua karta tha

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Jab kabhi judaai ke ranj se, pareshaan ho jaata tha
Zamane se chhupkar, meri tasveer se tazkiraa karta tha

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Na jaane aisi kya baat thi, meri fitrat meiN “Aqsh”
Ke baar baar mujhe, chahne ki woh khata karta tha

 Giggle Giggle Giggle Giggle Giggle

Bechara na jaane kya kya karta tha..Laughing hard Laughing hard

Achha hai bahut achha likha hai aqsh jee..

Dhero dhero daad..happy9
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 10:27:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer