Mujhe Teri kami Mehsoos Hoti Hai "Khwaish"

by khwaish on June 14, 2010, 01:26:33 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 9110 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
baadal102
Guest
«Reply #1 on: June 14, 2010, 01:59:16 PM »
Reply with quote
Bahut khub khwaish ji wah maza aa gaya padh ke inn lines ko.
 Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: June 14, 2010, 04:37:29 PM »
Reply with quote
WOW MARVELLOUS EXCELLENT KHWAISHJI.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kare koi baaten jab tere baare mein
tau mujhe dilkash ghazal mehsoos hoti hai.

main guzroon jis gali se,jis raste se
samne se aati teri hasti mehsoos hoti hai.

jab dil gaane lage khushiyan manane lage.
teri hansti hui soorat mehsoos hoti hai.

jab aasmaan se barsate hain baadal.
mujhe tere geeton ki dhun mehsoos hoti hai,

jab aa jaye teri yaad dil jhoom jaye
khoobsurat khwabon ki doonia mehsoos hoti hai.



Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
p1dhillon
Guest
«Reply #3 on: June 14, 2010, 04:52:03 PM »
Reply with quote
Khwaish ji apne dil ki kalam se hi likhte rahiye, ham sab ke dilon tak khud raasta  aa jayega. P1.Dhillon
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #4 on: June 14, 2010, 06:20:48 PM »
Reply with quote
Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~



bahut khub

shakale sab insaano ki ek se hoti hai
kyu kisi ek ke liye jindgi rooti hai

nikalta to aankh se sirf paani hai mager
kisi ke liye aansu kisi ke liye mooti hai

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #5 on: June 15, 2010, 01:28:26 AM »
Reply with quote
kami jis ki hoti hai wo kya ye jaan paayega
paigam ye tera kabhi us tak pahunch paayega
bata koi or bhi hai raahon me badhawaas sa
kholega jab bhi palken bas usi ko paayega
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: June 15, 2010, 02:59:27 AM »
Reply with quote
kami jisi hoti hai wo kya ye jaan paayega
paigam ye tera kabhi us tak pahunch paayega
bata koi or bhi hai raahon me badhawaas sa
kholega jab bhi palken bas usi ko paayega
bahut khub
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 15, 2010, 10:47:54 AM »
Reply with quote
Bahut khub khwaish ji wah maza aa gaya padh ke inn lines ko.
 Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Baadal Ji.. icon_flower
Logged
raminder kaur
Guest
«Reply #8 on: June 15, 2010, 11:14:10 AM »
Reply with quote
Thumbs UP Thumbs UP :thumbup:KWAISH PR AAPNE ITNA ACHA LIKHA HAI
AANKHEN SACH ME NUM HONE LGTI HAN.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 15, 2010, 02:46:13 PM »
Reply with quote
WOW MARVELLOUS EXCELLENT KHWAISHJI.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kare koi baaten jab tere baare mein
tau mujhe dilkash ghazal mehsoos hoti hai.

main guzroon jis gali se,jis raste se
samne se aati teri hasti mehsoos hoti hai.

jab dil gaane lage khushiyan manane lage.
teri hansti hui soorat mehsoos hoti hai.

jab aasmaan se barsate hain baadal.
mujhe tere geeton ki dhun mehsoos hoti hai,

jab aa jaye teri yaad dil jhoom jaye
khoobsurat khwabon ki doonia mehsoos hoti hai.





Bahut Bahut Shukriya Sureshji...

Thankyou Sooooooooooooo Much For Giving Your Precious Time..

Aur Sach Kehta Hoon, Aapne Bahuttttttttttttttt Hi khoob Likha..Too Good!!! Thumbs UP

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #10 on: June 15, 2010, 05:17:09 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji aur sabne bhi bahut acha sath diya hai khwaish ji ka..
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: June 15, 2010, 10:33:23 PM »
Reply with quote
bhut khoob...........achi takhleeq hai khwaish sahb keep writing


aslam
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #12 on: June 16, 2010, 12:45:29 AM »
Reply with quote
bahot khoob khwaish sahab..achha likha janab
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: June 16, 2010, 08:31:56 AM »
Reply with quote
tahe dil se shukriya khwaishji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Bahut Bahut Shukriya Sureshji...

Thankyou Sooooooooooooo Much For Giving Your Precious Time..

Aur Sach Kehta Hoon, Aapne Bahuttttttttttttttt Hi khoob Likha..Too Good!!! Thumbs UP

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 16, 2010, 09:44:13 AM »
Reply with quote
Khwaish ji apne dil ki kalam se hi likhte rahiye, ham sab ke dilon tak khud raasta  aa jayega. P1.Dhillon

Pasand Farmane Ke Liye Teh Dil se Shukriya Dhillon Ji.. icon_flower
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 12:58:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer