Mujhe tumne kya se kya bana diya..................................Aqsh..

by aqsh on September 23, 2013, 01:26:41 PM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3948 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Aaj ki yeh ghazal mai apne dono bachchon ko dedicate karti hoon...Meri sweet beti Safa aur cute little Hashir......

Meri har saans qarzdaar rahegi us rabb ki
“Aqsh” ki zaat ko usne maa ka darja diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchoN mujhe tum ne, kya se kya bana diya

Na hi tumhe chaand kahooN, na hi suraj samjhooN
Zindagi ki tasveer ko tumne, apne rang se saja diya

Mere shikam mein rahe, tum mera hi hissa bankar
Mere andar mere zinda hone ka, ehsaas jaga diya

Us ek pal pe sadke jaaoN, qurbaan apni jaan karooN
Jab bhi meri baanhoN mein, tumne khud ko sama diya

Kitni suni aur tanha thi, meri zindagi tumhare bagair
Apni meethi aawaaz se, tumne maa lafz suna diya

Tumhare laboN par khilti hansi, yuNhi barkarar rahe
Tumhare hisse ke har gam ko, maine apna bana diya

Kabhi koi mushkil na aaye, tumhari zindagi mein
Ladh jaaongi har toofan se, tumko maine yeh wada diya

Mere bachchon mujhe tumne, kya se kya bana diya..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh Kya Kar Diya Tumne by Jiya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumne Diya.... by mera_waqt in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Pathar bana diya mujhe rone nahin diya ... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
tumne diya hai jo dard by chand.pcpl in Shayeri for Dard -e- Bewafai
<>*Jabse tumne mujhse duuri bana li*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri for Dard -e- Judai
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #1 on: September 23, 2013, 02:00:24 PM »
Reply with quote
waah waah waah bahut khoob, Ghar ki yaad dila di aapne...bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: September 23, 2013, 02:09:17 PM »
Reply with quote
Beautiful! beautiful!!  beautiful!!! Kya khubsurat takhleeq hai . Maa par bahut kalaam padhe hain . Lekin yeh kalaam eik maa ki aankh se ek maa ke wujood bayan karta hai . Jitni tareef karoon kum hai. Eik Rau bhi qubool kijye.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #3 on: September 23, 2013, 02:12:36 PM »
Reply with quote
Aaj ki yeh ghazal mai apne dono bachchon ko dedicate karti hoon...Meri sweet beti Safa aur cute little Hashir......

Meri har saans qarzdaar rahegi us rabb ki
“Aqsh” ki zaat ko usne maa ka darja diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchoN mujhe tum ne, kya se kya bana diya

Na hi tumhe chaand kahooN, na hi suraj samjhooN
Zindagi ki tasveer ko tumne, apne rang se saja diya

Mere shikam mein rahe, tum mera hi hissa bankar
Mere andar mere zinda hone ka, ehsaas jaga diya

Us ek pal pe sadke jaaoN, qurbaan apni jaan karooN
Jab bhi meri baanhoN mein, tumne khud ko sama diya

Kitni suni aur tanha thi, meri zindagi tumhare bagair
Apni meethi aawaaz se, tumne maa lafz suna diya

Tumhare laboN par khilti hansi, yuNhi barkarar rahe
Tumhare hisse ke har gam ko, maine apna bana diya

Kabhi koi mushkil na aaye, tumhari zindagi mein
Ladh jaaongi har toofan se, tumko maine yeh wada diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchon mujhe tumne, kya se kya bana diya..

congratulations dear SAFA N HASHIR
pehli do lines padhte hi mere romte khade hogaye literally,

AQSH ji isse zyada kuch ni keh saka ,MAA ki azamat bayaan karna
mumkin nahi hai ,is ghazal se apne Mamta ki misaal di hain,
RAU bhi kam lage ,phir bhi dunga.
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #4 on: September 23, 2013, 02:20:32 PM »
Reply with quote
बहुत बहुत खूब अक्श जी....

ये जो माँ और बच्चे का रिश्ता है इससे ऊपर कुछ नहीं
और आपकी इस बेहतरीन पेशकश से भी ऊपर कुछ नहीं

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: September 23, 2013, 02:25:18 PM »
Reply with quote
Maa..
koi itna bhi likh de..to kaafi hai mere liye. uske baad technicality ke koi maayne naheen.

maa bacchon par fakhra karen aur..bacche maa par.
duaayen

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #6 on: September 23, 2013, 02:44:17 PM »
Reply with quote
speechless ek mother kaa wonderful and true dedication I salute u
bravo
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #7 on: September 23, 2013, 03:37:58 PM »
Reply with quote
Waah Waah One Of The Best..... Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: September 23, 2013, 03:42:50 PM »
Reply with quote
Aaj ki yeh ghazal mai apne dono bachchon ko dedicate karti hoon...Meri sweet beti Safa aur cute little Hashir......

Meri har saans qarzdaar rahegi us rabb ki
“Aqsh” ki zaat ko usne maa ka darja diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchoN mujhe tum ne, kya se kya bana diya

Na hi tumhe chaand kahooN, na hi suraj samjhooN
Zindagi ki tasveer ko tumne, apne rang se saja diya

Mere shikam mein rahe, tum mera hi hissa bankar
Mere andar mere zinda hone ka, ehsaas jaga diya

Us ek pal pe sadke jaaoN, qurbaan apni jaan karooN
Jab bhi meri baanhoN mein, tumne khud ko sama diya

Kitni suni aur tanha thi, meri zindagi tumhare bagair
Apni meethi aawaaz se, tumne maa lafz suna diya

Tumhare laboN par khilti hansi, yuNhi barkarar rahe
Tumhare hisse ke har gam ko, maine apna bana diya

Kabhi koi mushkil na aaye, tumhari zindagi mein
Ladh jaaongi har toofan se, tumko maine yeh wada diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchon mujhe tumne, kya se kya bana diya..

"Maa" Yeh Lafz Hi Bahut Hai Kisi Bhi Kalaam Ko Chaar Chand Lagaane Ke Liye...Aur Phir Aap ne Jo Ehsaas Darshaaye Hai...Unn Ehsaaso Par Dil Se Duayen Aur Daad...

Har Lafz Mammta Ek Ehsaas Ko Jaagrit Karta Hua.Aqsh Ji One Of Your Best Creations Kyunki iss Kalaam mein Kuch Bhi Banawti Nahi tha..Dil Se Nikle Jazbaat, Sab ke Dil Tak Pahunche..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #9 on: September 23, 2013, 03:49:22 PM »
Reply with quote
Aaj ki yeh ghazal mai apne dono bachchon ko dedicate karti hoon...Meri sweet beti Safa aur cute little Hashir......

Meri har saans qarzdaar rahegi us rabb ki
“Aqsh” ki zaat ko usne maa ka darja diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchoN mujhe tum ne, kya se kya bana diya

Na hi tumhe chaand kahooN, na hi suraj samjhooN
Zindagi ki tasveer ko tumne, apne rang se saja diya

Mere shikam mein rahe, tum mera hi hissa bankar
Mere andar mere zinda hone ka, ehsaas jaga diya

Us ek pal pe sadke jaaoN, qurbaan apni jaan karooN
Jab bhi meri baanhoN mein, tumne khud ko sama diya

Kitni suni aur tanha thi, meri zindagi tumhare bagair
Apni meethi aawaaz se, tumne maa lafz suna diya

Tumhare laboN par khilti hansi, yuNhi barkarar rahe
Tumhare hisse ke har gam ko, maine apna bana diya

Kabhi koi mushkil na aaye, tumhari zindagi mein
Ladh jaaongi har toofan se, tumko maine yeh wada diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchon mujhe tumne, kya se kya bana diya..

Applause Applause Applause Applause bhut acha likha hai ap nay
Realy so loving poem
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #10 on: September 23, 2013, 05:02:13 PM »
Reply with quote
Aaj ki yeh ghazal mai apne dono bachchon ko dedicate karti hoon...Meri sweet beti Safa aur cute little Hashir......

Meri har saans qarzdaar rahegi us rabb ki
“Aqsh” ki zaat ko usne maa ka darja diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchoN mujhe tum ne, kya se kya bana diya

Na hi tumhe chaand kahooN, na hi suraj samjhooN
Zindagi ki tasveer ko tumne, apne rang se saja diya

Mere shikam mein rahe, tum mera hi hissa bankar
Mere andar mere zinda hone ka, ehsaas jaga diya

Us ek pal pe sadke jaaoN, qurbaan apni jaan karooN
Jab bhi meri baanhoN mein, tumne khud ko sama diya

Kitni suni aur tanha thi, meri zindagi tumhare bagair
Apni meethi aawaaz se, tumne maa lafz suna diya

Tumhare laboN par khilti hansi, yuNhi barkarar rahe
Tumhare hisse ke har gam ko, maine apna bana diya

Kabhi koi mushkil na aaye, tumhari zindagi mein
Ladh jaaongi har toofan se, tumko maine yeh wada diya

Mujhe maa kahkar, mere wajood ko mehka diya
Mere bachchon mujhe tumne, kya se kya bana diya..

salute to the feelings of a woman with rau,ma'am
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: September 23, 2013, 05:26:21 PM »
Reply with quote
INCREDIBLE..................................

 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #12 on: September 23, 2013, 06:32:06 PM »
Reply with quote
Baajee aapki es rachnaa ne ak ghatnaa yaad dila di...... Sochaa aap sab se share kar lu......
Baaat jyada puraanii nahi hai, ba-mushkil ak saal gujraa hogaaa.....
Lagbhag dophar ka time tha.... Meri mom ki call aayii "Tujhe kuch huaa to nahii, tu theek to hai na". Mom bahuut ghabraayi huyi thii....  .
"Haa theek hu.. Q kyaa huaa" maine bari safayi se jhhot bola,, halanki subah hi mera pair stairs se fisla tha aur maiN apna ek taang tudwa baitha tha
.
"Wo ak sapna aaya tha ... Jisme tujhe chhot lag gayi thi" Meri baat sunkar mom ki ghabraahat kam huyii thii..
...
Jabki dusri taraf m bilkul hairaan thaa.... MaiN apni mom se lagbhag 300km door tha aur mom hamesha ki tarah jaan gayi thi ki unke bete ko chhot lagii hai....
......
By the way mai aapki es poem ko salaam kartaa hu.... Aur apni baat Munavvar Rana saahab ki do line se khatam karta hu

ye aesa karz hai jise mai adaa kar hii naheeN sakta.
Mai jab tak ghar na lotuuN, meri Maa sajde me rahti hai.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #13 on: September 23, 2013, 06:35:23 PM »
Reply with quote
++1 for You
Logged
aqsh
Guest
«Reply #14 on: September 23, 2013, 07:27:33 PM »
Reply with quote
waah waah waah bahut khoob, Ghar ki yaad dila di aapne...bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut shukriya musaahib ji...aage bhi saath dete rahiye..
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:46:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer