Mukhtasar Hi Sahi Qaid Mohabbat Ka Fasaana Kar Le "Khwahish"

by khwaish on September 08, 2013, 10:31:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1445 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
AankhoN Ki Gali MeiN Koi Awaara Sa Aansoo
PalkoN Se Tere Ghar Ka Pata Puch Raha Tha...



Ek Baar Aur..Phir Se Milne Ka Bahaana Kar Le
Inn AshqoN Ko Ab AankhoN Se Ravaana Kar le

Haal-e-Dil Naa Puch Bas Gale Se Lag Jaa..
Aisa Naa Ho ke Dard Dil meN Thikaana Kar Le

Main Mujrim Hoon To De Saza Umar Bhar Ke Liye
Kyun Naa Mujhe Humesha Apna Deewana Kar Le

Ijjazat Ho To Kuch Aur Bhi kehna Chaahta Hoon
Ab Mohabbat Ko Hi Apni Kamaai,Apna Khazaana Kar Le

Ek Taraf Teri Manzil Hai Aur Ek Taraf Main Hoon.
Mukhtasar Hi Sahi Qaid Mohabbat Ka Fasaana Kar Le

Mil Kar Bichad Bhi jaaye To Koi Gham Naa Kar..!!!
Jab Yaad Meri Aaye, Mujhe Apna Sarhaana Kar Le

"Khwahish" Mohabbat Bhi Hone Ka Saboot Mangti Hai
Mohabbat Hai To Hai,Chaahe Kuch Bhi Zamaana Kar Le



        ~~~~~Khwahish~~~~~
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #1 on: September 08, 2013, 10:35:57 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah Khwahish ji, kyaa kehne, bahut bahut khoob likhaa hai aapne....!!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 08, 2013, 10:50:00 PM »
Reply with quote
Wonderful
Logged
laaiba
Guest
«Reply #3 on: September 08, 2013, 11:17:10 PM »
Reply with quote
AankhoN Ki Gali MeiN Koi Awaara Sa Aansoo
PalkoN Se Tere Ghar Ka Pata Puch Raha Tha...



Ek Baar Aur..Phir Se Milne Ka Bahaana Kar Le
Inn AshqoN Ko Ab AankhoN Se Ravaana Kar le

Haal-e-Dil Naa Puch Bas Gale Se Lag Jaa..
Aisa Naa Ho ke Dard Dil meN Thikaana Kar Le

Main Mujrim Hoon To De Saza Umar Bhar Ke Liye
Kyun Naa Mujhe Humesha Apna Deewana Kar Le

Ijjazat Ho To Kuch Aur Bhi kehna Chaahta Hoon
Ab Mohabbat Ko Hi Apni Kamaai,Apna Khazaana Kar Le

Ek Taraf Teri Manzil Hai Aur Ek Taraf Main Hoon.
Mukhtasar Hi Sahi Qaid Mohabbat Ka Fasaana Kar Le

Mil Kar Bichad Bhi jaaye To Koi Gham Naa Kar..!!!
Jab Yaad Meri Aaye, Mujhe Apna Sarhaana Kar Le

"Khwahish" Mohabbat Bhi Hone Ka Saboot Mangti Hai
Mohabbat Hai To Hai,Chaahe Kuch Bhi Zamaana Kar Le



        ~~~~~Khwahish~~~~~

waah bohat khoob bohat dilfareb andaaz e byan,,hamesha ki tarah khubsurat ihsaasat ,..bohat bohat c daad khwahish ji,..
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #4 on: September 08, 2013, 11:52:08 PM »
Reply with quote
Bahut Hi Khoob Surat.
AankhoN Ki Gali MeiN Koi Awaara Sa Aansoo
PalkoN Se Tere Ghar Ka Pata Puch Raha Tha...



Ek Baar Aur..Phir Se Milne Ka Bahaana Kar Le
Inn AshqoN Ko Ab AankhoN Se Ravaana Kar le

Haal-e-Dil Naa Puch Bas Gale Se Lag Jaa..
Aisa Naa Ho ke Dard Dil meN Thikaana Kar Le

Main Mujrim Hoon To De Saza Umar Bhar Ke Liye
Kyun Naa Mujhe Humesha Apna Deewana Kar Le

Ijjazat Ho To Kuch Aur Bhi kehna Chaahta Hoon
Ab Mohabbat Ko Hi Apni Kamaai,Apna Khazaana Kar Le

Ek Taraf Teri Manzil Hai Aur Ek Taraf Main Hoon.
Mukhtasar Hi Sahi Qaid Mohabbat Ka Fasaana Kar Le

Mil Kar Bichad Bhi jaaye To Koi Gham Naa Kar..!!!
Jab Yaad Meri Aaye, Mujhe Apna Sarhaana Kar Le

"Khwahish" Mohabbat Bhi Hone Ka Saboot Mangti Hai
Mohabbat Hai To Hai,Chaahe Kuch Bhi Zamaana Kar Le



        ~~~~~Khwahish~~~~~

Logged
@Kaash
Guest
«Reply #5 on: September 09, 2013, 01:27:42 AM »
Reply with quote
Bahut acha likha hai aapne bro!
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #6 on: September 09, 2013, 02:22:47 AM »
Reply with quote
waaaah bahaut khoob khwaahish ji .... zinda ehsaas khoobsurat jazbaat aur dilchasp bayaan ... dheron daad apko   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 09, 2013, 02:59:47 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah Khwahish ji, kyaa kehne, bahut bahut khoob likhaa hai aapne....!!!



Thankyou Soooooooooooooooo Much Hriday Ji icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: September 09, 2013, 01:33:27 PM »
Reply with quote
Haal-e-Dil Naa Puch Bas Gale Se Lag Jaa..
Aisa Naa Ho ke Dard Dil meN Thikaana Kar Le

Main Mujrim Hoon To De Saza Umar Bhar Ke Liye
Kyun Naa Mujhe Humesha Apna Deewana Kar Le

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #9 on: September 09, 2013, 02:32:43 PM »
Reply with quote
waah waah super................ Thumbs UP

 Applause Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #10 on: September 10, 2013, 03:43:25 PM »
Reply with quote
wah Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #11 on: September 10, 2013, 07:34:58 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaah bahut khooooooooooob khwahish ji.. Usual Smile

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: September 13, 2013, 05:26:40 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Pata nahin kaise mujhse aapki yeh ghazal rah gayi... bade hi khoobsurat ashaar hai.. kya kahoon is ghazal ke liye.. bas alfaaz nahi mil rahe.. dil se daaaaad qubool kijiye..

Haal-e-Dil Naa Puch Bas Gale Se Lag Jaa..
Aisa Naa Ho ke Dard Dil meN Thikaana Kar Le

Main Mujrim Hoon To De Saza Umar Bhar Ke Liye
Kyun Naa Mujhe Humesha Apna Deewana Kar Le

Uffffffff kitni haseen saza hogi yeh...saza paane wale se saza dene waale ko lutffff aayega..

Ek Taraf Teri Manzil Hai Aur Ek Taraf Main Hoon.
Mukhtasar Hi Sahi Qaid Mohabbat Ka Fasaana Kar Le

Just awesome... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:49:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer