Iftakhar Ahmad
Guest
|
Ahle bazm ko meraa salaam. Ye ghazal mohtaram Qadeer saheb ke shuru kiye gaye mushaaeray ka hissa hai:
Chale chalo ye raah khatm aye bashar nahiN hui *Bashar: Insaan Abhi chiraagh ghul na kar abhi sahar nahiN hui *Sahar: Subah
Ye maajra k das faqeer ek rida meiN so liye *Rida: Chaadar Do baadshaah ayk mulk meiN guzar nahiN hui
Jo yak ba yak nazar ladi to phir qaraar kho gaya Ye dil lagi hai aaj tak jo soch kar nahiN hui
Thi kya adaa tha kya Jamaal kya sehar chala gaye *Jamaal: Husn/*Sehar: Jaadu K dil mera ye lut gaya mujhe khabar nahiN hui
K dekhne de aye sanam abhi hijaab naa gira *Hijaab: Naqaab/Parda Jo muttmaeeN ye deed se meri nazar nahiN hui *MuttmaeeN: Satisfy
Mere sanam k husn ka gawaah hai tu aye qamar *Qamar: ChaaNd JahaaN meiN itni bhi haseen aye qamar nahiN hui
MaiN kyaa kahuN jo ‘Iftakhar’ hijr ka maza chakha *Hijr: Judaai Hui kasak yuN dil meiN jo k peshtar nahiN hui *Peshtar: Pehle
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Miru;;;;
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 27, 2013, 08:01:10 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: June 27, 2013, 11:49:22 AM » |
|
beautiful
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 27, 2013, 01:35:32 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 27, 2013, 02:45:48 PM » |
|
Iftekhar saheb , bahut khubsurat ghazal kahi hai. khubsurat ashaar hain , kiski tareef karoon . khas taur se 2nd aur 4th sher mujhe bahut pasand aaya. dil se daad pesh hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 27, 2013, 03:01:52 PM » |
|
WAH WAH WAH IFTAKHAR BHAI. rang jama diya aapne.. mushaire me shirkat karne ke liye khaas badhaai dunga. kaam koi bhi ho..dil lagakar karo..tabhi maza aata hai.. is khoobsurat kalaam par apne tareeke se badhaai to dunga hee.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 27, 2013, 03:03:05 PM » |
|
Ahle bazm ko meraa salaam. Ye ghazal mohtaram Qadeer saheb ke shuru kiye gaye mushaaeray ka hissa hai:
Chale chalo ye raah khatm aye bashar nahiN hui *Bashar: Insaan Abhi chiraagh ghul na kar abhi sahar nahiN hui *Sahar: Subah
Ye maajra k das faqeer ek rida meiN so liye *Rida: Chaadar Do baadshaah ayk mulk meiN guzar nahiN hui one rau for this sher Jo yak ba yak nazar ladi to phir qaraar kho gaya Ye dil lagi hai aaj tak jo soch kar nahiN hui
Thi kya adaa tha kya Jamaal kya sehar chala gaye *Jamaal: Husn/*Sehar: Jaadu K dil mera ye lut gaya mujhe khabar nahiN hui
K dekhne de aye sanam abhi hijaab naa gira *Hijaab: Naqaab/Parda Jo muttmaeeN ye deed se meri nazar nahiN hui *MuttmaeeN: Satisfy
Mere sanam k husn ka gawaah hai tu aye qamar *Qamar: ChaaNd JahaaN meiN itni bhi haseen aye qamar nahiN hui
MaiN kyaa kahuN jo ‘Iftakhar’ hijr ka maza chakha *Hijr: Judaai Hui kasak yuN dil meiN jo k peshtar nahiN hui *Peshtar: Pehle
gr888888888888888888888888888888,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 27, 2013, 08:42:45 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #9 on: June 27, 2013, 10:43:59 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 28, 2013, 02:26:22 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 28, 2013, 02:30:19 AM » |
|
beautiful
Shukriya Saini Sir.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #12 on: June 28, 2013, 02:49:14 AM » |
|
Ahle bazm ko meraa salaam. Ye ghazal mohtaram Qadeer saheb ke shuru kiye gaye mushaaeray ka hissa hai:
Chale chalo ye raah khatm aye bashar nahiN hui *Bashar: Insaan Abhi chiraagh ghul na kar abhi sahar nahiN hui *Sahar: Subah
Ye maajra k das faqeer ek rida meiN so liye *Rida: Chaadar Do baadshaah ayk mulk meiN guzar nahiN hui
Jo yak ba yak nazar ladi to phir qaraar kho gaya Ye dil lagi hai aaj tak jo soch kar nahiN hui
Thi kya adaa tha kya Jamaal kya sehar chala gaye *Jamaal: Husn/*Sehar: Jaadu K dil mera ye lut gaya mujhe khabar nahiN hui
MaiN kyaa kahuN jo ‘Iftakhar’ hijr ka maza chakha *Hijr: Judaai Hui kasak yuN dil meiN jo k peshtar nahiN hui *Peshtar: Pehle
Bahut Khub Saheb Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 28, 2013, 08:29:25 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|