Muskura ke kaha Dil ne...

by Pooja on August 20, 2009, 06:30:54 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2148 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Ajj bahoot dino baad apni aor sath likhe sathio ki rachna parri "http://www.yoindia.com/shayariadab/ghazals/adami-adami-ko-kaya-dega-t24772.0.html"

Man ne kuch likhwa diya.. waha likhna uchit na samjh kar... alag se thread open kar rahi hu.. shayad app sab ko pasand ayye

Waqat ke sath najaare badal jaate hai
girte ansoo ke sahare badal jaate hai

Pucha ajj dil ne phir se mujhse
badla hai rang pani ka, ya kinare badal jaate hai

hai chattan ajj bhi, lahre bhi bikhar bikhar jaati hai
dard thehar gaya hai kahin, ya sahne ke jazbaat badal jaate hai

Adami adami ko kaya dega, parr rahi hai ajj phir se Pooja
muskura ke kaha dil ne
hath bada kar, jo kuch karne ki rakhein himmat
uske liye Asmaan ke sitaare bhi badal jaate hai….


Adami Adami ko kaya dega, yah na soch kar kabhi chalna zindagi main
Jo dene ki rakhein khud ko khud se himmat, uske sath rahne wale insaan bhi sawar jaate hai….
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~~~ THORA SA MUSKURA DO ~~~~~ by kashiif in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Uss ne kaha....main ne kaha by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Muskura diya by CoolGirl in Shayri for Khumar -e- Ishq
woh muskura diya.... by PRATIKKFEMILY in Shayri for Khumar -e- Ishq
----- /// Muskura ke ji lo zindagi /// ----- by ~Hriday~ in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
thegrimreaper
Guest
«Reply #1 on: August 20, 2009, 06:36:42 PM »
Reply with quote
bahut hi aacha likha hai pooja ji
mazaa aa gaya pad ke
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2009, 04:45:36 AM »
Reply with quote
Quote

Adami adami ko kaya dega, parr rahi hai ajj phir se Pooja
muskura ke kaha dil ne
hath bada kar, jo kuch karne ki rakhein himmat
uske liye Asmaan ke sitaare bhi badal jaate hai….

Adami Adami ko kaya dega, yah na soch kar kabhi chalna zindagi main
Jo dene ki rakhein khud ko khud se himmat, uske sath rahne wale insaan bhi sawar jaate hai….

Wah wah bahut acche  Applause Applause
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #3 on: August 21, 2009, 10:11:55 AM »
Reply with quote
Wah Pooja Ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2009, 05:04:34 PM »
Reply with quote
Wah Kya baat hai Pooja ji.. Bahut Hi Umda Gazal Pesh ki hai aapne.. Lafzon ko Bakhoobi Sajaaya hai.. Bahut Bahut Khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: August 21, 2009, 05:10:27 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Pooja
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: August 21, 2009, 05:43:51 PM »
Reply with quote
bahut hi aacha likha hai pooja ji
mazaa aa gaya pad ke
Applause Applause Applause Applause Applause

shukaria TGR JI!!


Wah wah bahut acche  Applause Applause

Thanks Roja!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: August 21, 2009, 05:44:26 PM »
Reply with quote
Wah Pooja Ji

shukaria SARVESH RASTOGI ji!!

Applause Applause Applause Applause
behad behtreen likha hai aapne Pooja ji
bahot khoob  icon_thumleft

bahoot bahoot shukaria Kaash ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: August 21, 2009, 05:45:15 PM »
Reply with quote
Wah Kya baat hai Pooja ji.. Bahut Hi Umda Gazal Pesh ki hai aapne.. Lafzon ko Bakhoobi Sajaaya hai.. Bahut Bahut Khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**

thank you so much Mann ji... apke shabd bahoot motivate karte hai!!! Tahe dil se shukaria!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: August 21, 2009, 05:45:53 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Pooja

Thanks Celmira! apke comments dekh kar dil ko bahoot acha lagta hai!! hamesha aise he sath dete rahiyega!!!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: August 22, 2009, 04:34:58 AM »
Reply with quote
Waah Waah Kya baat hai Pooja Di.. Bahoot bahoot Khoob Likha hai .. Usual Smile

INsaan Insaan ka saath kya dega
Yahan tho Khoon k Riste badal jaate hai

Jo Saath beit kar Haste Gaathe the Dost
Uss Dosti k Roop bhi aksar Badal jaate hai

Jo karte the Parwaah Hamari Har Kadam pe
Wahi Aksar Beech mea Akela chod chale jaate hai

Insaan ki baat kya karun ab tho main
Yahan tho har mod pe Khwaab bhi badal jaate hai

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #11 on: August 22, 2009, 06:34:14 AM »
Reply with quote


Waqat ke sath najaare badal jaate hai
girte ansoo ke sahare badal jaate hai

Adami adami ko kaya dega, parr rahi hai ajj phir se Pooja
muskura ke kaha dil ne
hath bada kar, jo kuch karne ki rakhein himmat
uske liye Asmaan ke sitaare bhi badal jaate hai….


Adami Adami ko kaya dega, yah na soch kar kabhi chalna zindagi main
Jo dene ki rakhein khud ko khud se himmat, uske sath rahne wale insaan bhi sawar jaate hai….

Bahut khoob Pooja ji! Khaas kar aapkey yah asha'ar bahut achchhey lagey!!

                           - abd bundeli
Logged
smardia
Guest
«Reply #12 on: August 22, 2009, 10:32:39 AM »
Reply with quote
Muskura k kaha dil ne mere bahut achha likha hai aapne....daad kabul karein.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

"HIMMATE MARDA MADDADE KHUDA"
 KAHAWAT KO aapne apne shabdo mai naya roop diya hai...
 Suna tha..."Kaun kehta hai aasma mai chhed nahi hota
             Ek pathar tou dil se uchhalo yaaron.."
Aadmi soche tou kya nahi kar sakta....Himmat se kadam ek badho tou sahi..

Ajj bahoot dino baad apni aor sath likhe sathio ki rachna parri "http://www.yoindia.com/shayariadab/ghazals/adami-adami-ko-kaya-dega-t24772.0.html"

Man ne kuch likhwa diya.. waha likhna uchit na samjh kar... alag se thread open kar rahi hu.. shayad app sab ko pasand ayye

Waqat ke sath najaare badal jaate hai
girte ansoo ke sahare badal jaate hai

Pucha ajj dil ne phir se mujhse
badla hai rang pani ka, ya kinare badal jaate hai

hai chattan ajj bhi, lahre bhi bikhar bikhar jaati hai
dard thehar gaya hai kahin, ya sahne ke jazbaat badal jaate hai

Adami adami ko kaya dega, parr rahi hai ajj phir se Pooja
muskura ke kaha dil ne
hath bada kar, jo kuch karne ki rakhein himmat
uske liye Asmaan ke sitaare bhi badal jaate hai….


Adami Adami ko kaya dega, yah na soch kar kabhi chalna zindagi main
Jo dene ki rakhein khud ko khud se himmat, uske sath rahne wale insaan bhi sawar jaate hai….

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: August 25, 2009, 03:35:26 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Pooja..

Bhaut Gehri baatein Ki Hai Aapne Pooja..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: September 25, 2009, 07:16:48 PM »
Reply with quote
Waah Waah Kya baat hai Pooja Di.. Bahoot bahoot Khoob Likha hai .. Usual Smile

INsaan Insaan ka saath kya dega
Yahan tho Khoon k Riste badal jaate hai

Jo Saath beit kar Haste Gaathe the Dost
Uss Dosti k Roop bhi aksar Badal jaate hai

Jo karte the Parwaah Hamari Har Kadam pe
Wahi Aksar Beech mea Akela chod chale jaate hai

Insaan ki baat kya karun ab tho main
Yahan tho har mod pe Khwaab bhi badal jaate hai



Very True Dear!! Issi liye kaha ki bas
khud per rakh vishwaas
na rakh is dunia se koi AASS
DUKH KE WAQAT RAHTA NAHI KOI APNA BHI PASS
Ajj ki dunia main dhoondein se bhi nahi milte kahi jazbaat

Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:38:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer