Bored
Guest
|
|
|
Apna Ghar Khud Hi Khud Banaya Hai Usko Hamnay Hi Khud Sajaya Hai Ghar Mai Deewar Ki Parchaii Thi Mainay Samjha Ki Tera Saya Hai Tez Andhii Ne Hilaya Tha Mera Darwaza Mainay Samjha Ke Koi Aya Hai Khwaab Mai Paas Tujhko Dekha Tha Mainay Samjha Ki Tujhko Paaya Hai Merey Sar Par Jo Ashiyaana Hai Mai Samjhta Tha Tera Saaya Hai Sotay Sotay Hi Raat Mai Aksar Teri Yado Ne Hi Jagaya Hai Uski Tareef Mai Karu Kaisay Jisko Khaliq Ne Khud Banaya Hai Saray Aalam Se Mai Ye Kehta Hoon Mainay To Sirf Usko Chaha Hai Chahe Amber Ke Jaisa Saami Ho Usko Bhi Bolna Sikhaya Hai Jisko Roshan Kiya Zamane Mai Usnay Hi Humko Azmaya Hai Neend Ati Nahi Hai Raatoo Mai Teri Yaado Ne Kyun Sayata Hai Meri Chahat Ko Koi Kuch Bhi Kahe Meri Chahat To Ek Nageena Hai Daad Deney Ko To Sabhi Hain Yahan Wo Nahi Dil Mai Jo Samaya Hai Aaj Ashkoo Ki Roshnayi Se Is Ghazal Ko Bhi Kya Sajaya Hai Chalo Samjha Hi Letey Hain Dil Ko Woh Nahi Uska Tasawwur To Dil Mai Aya Hai Likhna Chahu To Kya Nahi Likh Sakta Mainay Khud Khudko Hi Chupaya Hai Aj Fursat Mili To Likh Dala Soke "Hussain" Ko Jagaya Hai
Written By Hussain Alam (Bored)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 22, 2010, 04:06:07 AM » |
|
Bahot achhi lagi aapki ye pehli ghazal Alam ji. Agli ghazal ka intezar hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 22, 2010, 05:01:37 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 22, 2010, 09:21:58 AM » |
|
Bahot achhi lagi aapki ye pehli ghazal Alam ji. Agli ghazal ka intezar hai.
SHukriya Zarra Nawazi Ka Riyaz Sahab Insha Allah Bahut Jald Doosri GHazal Lekar Haazir Ho Jaoonga Apki Khidmat Mai:)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 22, 2010, 09:22:36 AM » |
|
Shukriya Sis Passand Karne Ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 22, 2010, 09:48:24 AM » |
|
Bahut Khub Alam Ji Padhkar Bahut Hi Accha Laga Aage Bhi Hume Aapki Nai Gazal Ka Intzar Rahega
Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 22, 2010, 09:48:58 AM » |
|
Shukriya Bhai Passand Karne Ka
Alam JI Ye Bhai Nahi Bahan Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 22, 2010, 09:55:18 AM » |
|
Bahut Khub Alam Ji Padhkar Bahut Hi Accha Laga Aage Bhi Hume Aapki Nai Gazal Ka Intzar Rahega
Rishi
Shukriya Rishi Bhai Zarra Nawazi Ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 22, 2010, 09:57:31 AM » |
|
Alam JI Ye Bhai Nahi Bahan Hai
Sorry Bhai I Didn't Know Dat I Edited Ma Post Thanks:)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 22, 2010, 09:58:25 AM » |
|
Sorry Bhai I Didn't Know Dat I Edited Ma Post Thanks:)
No Say Sory Its OK
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Death Designer
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 23, 2010, 02:23:28 PM » |
|
Bahut Hi Khubsurat Gazal Likhi hai padhkar ye nahi lagta ki ye aapki first gazal hai maze huve shayar ki tarah likhi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 23, 2010, 02:31:37 PM » |
|
Bahoot Bahoot Khoob Alam Ji.. Bahoot Khoob .. Keep writing ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 24, 2010, 08:38:29 AM » |
|
Bahut Hi Khubsurat Gazal Likhi hai padhkar ye nahi lagta ki ye aapki first gazal hai maze huve shayar ki tarah likhi hai
Bahut Shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bored
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 24, 2010, 08:39:19 AM » |
|
Bahoot Bahoot Khoob Alam Ji.. Bahoot Khoob .. Keep writing ...
Bahut SHkriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #14 on: January 25, 2010, 05:57:35 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|