Nadi me jab tak bhanwar na aaye

by Syed Mohd Mahzar on April 27, 2013, 05:02:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 882 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote

KIYA INTEZAAR HI ROZ HUM NE, KIYA WAADA TUM NE MAGAR NA AAYE
HAI YE TAMANNA KI AAO JIS SHAB, US RAAT KI PHIR SAHER NA AAYE

REYT KA JO EK GHARAUNDA, BANAYA SAHIL PER HUM NE MILKAR
HER LAHER KO YEH BATA DO, ISE GIRANE IDHAR NA AAYE

NA KOI HASRAT NA ARZOO THI, NA AASHIYANE SE KOI TAALLUQ
GUZAREIN HAIN KITNI HI RAATEIN AYSI,PALAT KE WAPAS HUM GHAR NA AAYE

JAHAN ME WAHID YE KARWAAN THA, HUA JO RUKHSAT AJAB SAMA'N THA
MAGAR BAHATTAR JO SOORMA THE, PALAT KE WAPAS WO GHAR NA AAYE

ZAMI KI GARDISH JAHA'N KI GARDISH, HAI GARDISHO'N KA HI KHEYL SARA
NAHI DOOBTA KABHI KOI SAFEENA, NADI ME JABTAK BHANWAR NA AAYE

SHOLEY TO BUJH GAYE HAIN LEKIN,SULAG RAHA HAI ABHI NASHEMAN
KAHO NASEEM E SAHER SE JAKAR, KE BHOOL SE BHI IDHAR NA AAYE

YEH DONO MULKO'N KI SARHADO'N PER, DEEWAR KANTO'N KI ISLIYE HAI
IDHAR KA KOI UDHAR NA JAY, UDHAR SE KOI IDAR NA AAYE

                        .............S.M.Mahzar
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: April 27, 2013, 06:53:44 PM »
Reply with quote
KIYA INTEZAAR HI ROZ HUM NE, KIYA WAADA TUM NE MAGAR NA AAYE
HAI YE TAMANNA KI AAO JIS SHAB, US RAAT KI PHIR SAHER NA AAYE

REYT KA JO EK GHARAUNDA, BANAYA SAHIL PER HUM NE MILKAR
HER LAHER KO YEH BATA DO, ISE GIRANE IDHAR NA AAYE

NA KOI HASRAT NA ARZOO THI, NA AASHIYANE SE KOI TAALLUQ
GUZAREIN HAIN KITNI HI RAATEIN AYSI,PALAT KE WAPAS HUM GHAR NA AAYE

JAHAN ME WAHID YE KARWAAN THA, HUA JO RUKHSAT AJAB SAMA'N THA
MAGAR BAHATTAR JO SOORMA THE, PALAT KE WAPAS WO GHAR NA AAYE

ZAMI KI GARDISH JAHA'N KI GARDISH, HAI GARDISHO'N KA HI KHEYL SARA
NAHI DOOBTA KABHI KOI SAFEENA, NADI ME JABTAK BHANWAR NA AAYE

SHOLEY TO BUJH GAYE HAIN LEKIN,SULAG RAHA HAI ABHI NASHEMAN
KAHO NASEEM E SAHER SE JAKAR, KE BHOOL SE BHI IDHAR NA AAYE

YEH DONO MULKO'N KI SARHADO'N PER, DEEWAR KANTO'N KI ISLIYE HAI
IDHAR KA KOI UDHAR NA JAY, UDHAR SE KOI IDAR NA AAYE

                        .............S.M.Mahzar

Bahut Bahut Khoooob Mazhar Ji..

Khoobsurat Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
laaiba
Guest
«Reply #2 on: April 27, 2013, 07:17:13 PM »

waah khubsoorat ghazal hai,.........bohat c daad,.........
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #3 on: April 27, 2013, 09:17:29 PM »
Reply with quote

Bahut Bahut Khoooob Mazhar Ji..

Khoobsurat Peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khwahish saheb,
               bahut bahut shukriya....................
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #4 on: April 27, 2013, 09:21:43 PM »
Reply with quote
KIYA INTEZAAR HI ROZ HUM NE, KIYA WAADA TUM NE MAGAR NA AAYE
HAI YE TAMANNA KI AAO JIS SHAB, US RAAT KI PHIR SAHER NA AAYE

REYT KA JO EK GHARAUNDA, BANAYA SAHIL PER HUM NE MILKAR
HER LAHER KO YEH BATA DO, ISE GIRANE IDHAR NA AAYE

NA KOI HASRAT NA ARZOO THI, NA AASHIYANE SE KOI TAALLUQ
GUZAREIN HAIN KITNI HI RAATEIN AYSI,PALAT KE WAPAS HUM GHAR NA AAYE

JAHAN ME WAHID YE KARWAAN THA, HUA JO RUKHSAT AJAB SAMA'N THA
MAGAR BAHATTAR JO SOORMA THE, PALAT KE WAPAS WO GHAR NA AAYE

ZAMI KI GARDISH JAHA'N KI GARDISH, HAI GARDISHO'N KA HI KHEYL SARA
NAHI DOOBTA KABHI KOI SAFEENA, NADI ME JABTAK BHANWAR NA AAYE

SHOLEY TO BUJH GAYE HAIN LEKIN,SULAG RAHA HAI ABHI NASHEMAN
KAHO NASEEM E SAHER SE JAKAR, KE BHOOL SE BHI IDHAR NA AAYE

YEH DONO MULKO'N KI SARHADO'N PER, DEEWAR KANTO'N KI ISLIYE HAI
IDHAR KA KOI UDHAR NA JAY, UDHAR SE KOI IDAR NA AAYE

                        .............S.M.Mahzar

mazhar sahab 2nd sher khoob raha Applause Applause Applause Applause
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #5 on: April 27, 2013, 09:28:29 PM »
Reply with quote
waah khubsoorat ghazal hai,.........bohat c daad,.........
laaiba ji,
                bahut bahut shukriya......................
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #6 on: April 27, 2013, 09:30:18 PM »
Reply with quote

mazhar sahab 2nd sher khoob raha Applause Applause Applause Applause

mazhar sahab 2nd sher khoob raha Applause Applause Applause Applause
adil bechain saheb,
           bahut bahut shukriya...............
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: April 29, 2013, 12:56:20 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaah. Bahut hi khoobsurat peshkash rahi aapki. padhkar bahut khushi hui. dilse mubarakbad qubool kare
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #8 on: April 29, 2013, 04:54:28 PM »
Reply with quote
waaaaaaaaah. Bahut hi khoobsurat peshkash rahi aapki. padhkar bahut khushi hui. dilse mubarakbad qubool kare
waaaaaaaaah. Bahut hi khoobsurat peshkash rahi aapki. padhkar bahut khushi hui. dilse mubarakbad qubool kare
aqsh ji,
         mohtarma, aapka behad shukrguzar hoon ki aapko meri ghazal pasand aayi,Aapki khairiyat aur taraqqi ke lye hamesha duago rahoonga...........
                S.M.Mahzar
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:01:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer