Nafrat Ki koi Umar Nahi Hoti,Yeh Sab Ko Bata Dena "Khwaish"

by khwaish on May 02, 2010, 12:27:02 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 6446 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Mera Apna Tajurba Hai Sab ko Bata Dena
Duniya mein Asaan Har Ek Ke Liye Mashwara Dena...

Khud Ko Insaaf Ke Aaene Mein Koi Utaarta Nahi
Bahut Asaan Hai Dusre Par Apni Ungli Utha Dena...

Aaj Hum Hai Kal Sirf Humaari Baatein Hongi,
Zindagi Mein Bahut Mushkil Hota Hai Kisi Ki Yaadon Ko Mita Dena..

Pyaar Mohabbat Ki umar Sadiyon Tak Zinda Rehti Hai
Nafrat Ki Koi Umar nahi Hoti,Yeh Sabko Zara Bata Dena...

Apne Bache ko Sirf Bhooka Dekh Kar Ro Padhti Hai Aankhein!!!
Par Aakhir kyon Asaan Hai Logon ke liye ek Duje ke ghar ko Jala Dena...

Jashn-e-Mehfilon Mein Haste To sabhi Hai....!!!!
Par Jigar Chaahiye Apne Hi Mushkilo Mein kabhi Muskura dena..

"Khwaish" Kehta Hai Shayar woh hai Jo Dil Ki Gehrai Se Likhe!!
Apne Jazbaaton se Kisi Aur Ke Aankhon Ko Rula Dena...


                        ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #1 on: May 02, 2010, 12:31:32 PM »
Reply with quote
wah khawish sahab wah ,, pahele do misron me kya qoob sachai bayan ki hai wo bhi kis asaan tariqe .. badi inkesaari ki saath apni sach baton ki turjumani ki hai .. wah janab kya kahene yehi to apka fun hai ke asaan lafzon me badi se badi baath kahe dete ho..bhai dad qubool ho ..allah apko khush rakhe ..


duwa go

qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 02, 2010, 12:37:24 PM »
Reply with quote
wah khawish sahab wah ,, pahele do misron me kya qoob sachai bayan ki hai wo bhi kis asaan tariqe .. badi inkesaari ki saath apni sach baton ki turjumani ki hai .. wah janab kya kahene yehi to apka fun hai ke asaan lafzon me badi se badi baath kahe dete ho..bhai dad qubool ho ..allah apko khush rakhe ..


duwa go

qadeertoopchi


Teh Dil Se Shukriya Qadeer Bhai..

Aapne Apna Waqt Diya Aur Inn jazbaaton ko Samjha, Aapka Bahut Bahut Shukriya..

Yeh Umeed karta Hoon ke Aap Humesha Yuhi Hausla Badhate Rahenge..Shukriya icon_salut
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #3 on: May 02, 2010, 03:33:55 PM »
Reply with quote
Nice Work Khwaish Saheb.......daad kabool kare.
Logged
neelgold
Guest
«Reply #4 on: May 02, 2010, 04:59:47 PM »
Reply with quote
Very Very Gud Khwaish ji.....................

Jst Supreb!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: May 02, 2010, 07:08:42 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai Khwaish ji.... bahut hi umda... kadwe sach ko aapne hamesha ki tarah is baar bhi khoobsurti se shabdon me utaara hai...bahut khoob...!!!


bahut khoob kahaa aapne ki dikhti nahi apni khudki galtiyaan kisi ko,
manaate hain apne ghar me log deewali jalake ke kisi aur k ghar ko,
aasaan bahut hai dekh k kisi ko uski buraiyaan nikaalna yahaan,
par koshish bhi nahi karte ek nazar dekh le aur sudhaar le khud ko...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: May 02, 2010, 08:16:54 PM »
Reply with quote
Wah wah Khwaish ji.very touching,lovely ,mindblowing creation.too good.Kapil ji aapne bhi bahut khoob likha. icon_salut Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: May 02, 2010, 09:03:50 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Madhu ji...!!!

Wah wah Khwaish ji.very touching,lovely ,mindblowing creation.too good.Kapil ji aapne bhi bahut khoob likha. icon_salut Hats off to you! icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #8 on: May 03, 2010, 03:37:33 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
hamesha ki tarah bahoot umda likha hai khwaish bro
 Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: May 03, 2010, 04:18:40 AM »
Reply with quote
Waah Waah Bahoot Bahoot Khoob Khwaish ji..Hamesha ki tarah .. Bahoot Umda peshkash... Keep Rocking !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 03, 2010, 07:10:20 AM »
Reply with quote
Nice Work Khwaish Saheb.......daad kabool kare.

Bahut Bahut Shukriya Sajid Bhai..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: May 03, 2010, 07:32:08 AM »
Reply with quote
Wah Wah Wah Kya Baaat hai Khwaaish Bhai.. Har ek Jumla Behad Khubsoorat Likha hai aapne.. Shuru Se Lekar Aakhiri tak aapke Alfaazon ne Baandhe Rakha..!!   icon_thumleft icon_thumleft

Pahala Aur Aakhiri Jumla Mujhe Khaas Kar Behad Accha laga.. Jisme Ek Such Ko Bakhobi Bayan kiya Hai aapne.. Bahut Hi Lajawab aur Umda Peshkash...!!!  Applause Applause Applause

Daad Kubooooooool karen..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



**~** Mann **~**
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 03, 2010, 08:16:44 AM »
Reply with quote
Very Very Gud Khwaish ji.....................

Jst Supreb!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Thankyou Soooooooooo Much neelgoldji..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 03, 2010, 08:28:03 AM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai Khwaish ji.... bahut hi umda... kadwe sach ko aapne hamesha ki tarah is baar bhi khoobsurti se shabdon me utaara hai...bahut khoob...!!!


bahut khoob kahaa aapne ki dikhti nahi apni khudki galtiyaan kisi ko,
manaate hain apne ghar me log deewali jalake ke kisi aur k ghar ko,
aasaan bahut hai dekh k kisi ko uski buraiyaan nikaalna yahaan,
par koshish bhi nahi karte ek nazar dekh le aur sudhaar le khud ko...


Bahut Bahut Shukriya Klaskarji..Aapne Iss Ghazal Ko padha Aur saraha,Aapka Teh Dil Se Shukriya.. icon_flower

Aur Bahut Ache..Bahut Khoob Likha Hai Aapne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: May 03, 2010, 08:41:02 AM »
Reply with quote
khwaishji aapne bahut khoobsurati se apne zazbaaton ko sajaya hai. bahut khoob. icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

aasaan aur mushkil mein choice ho to
zayaadatar log aasaan ko hi choose karenge.

kyon ek hi dil mein rehte hain nafrat aur mohabbat.
time to time log dono ko hi use karenge.



Mera Apna Tajurba Hai Sab ko Bata Dena
Duniya mein Asaan Har Ek Ke Liye Mashwara Dena...

Khud Ko Insaaf Ke Aaene Mein Koi Utaarta Nahi
Bahut Asaan Hai Dusre Par Apni Ungli Utha Dena...

Aaj Hum Hai Kal Sirf Humaari Baatein Hongi,
Zindagi Mein Bahut Mushkil Hota Hai Kisi Ki Yaadon Ko Mita Dena..

Pyaar Mohabbat Ki umar Sadiyon Tak Zinda Rehti Hai
Nafrat Ki Koi Umar nahi Hoti,Yeh Sabko Zara Bata Dena...

Apne Bache ko Sirf Bhooka Dekh Kar Ro Padhti Hai Aankhein!!!
Par Aakhir kyon Asaan Hai Logon ke liye ek Duje ke ghar ko Jala Dena...

Jashn-e-Mehfilon Mein Haste To sabhi hai
Par "Khwaish" Jigar Chaahiye Apne Hi Mushkilo Mein kabhi Muskura dena..

"Khwaish" Kehta Hai Shayar woh hai Jo Dil Ki Gehrai Se Likhe!!
Apne Jazbaaton se Kisi Aur Ke Aankhon Ko Rula Dena...


                        ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:31:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer