Naye saal mein..................................................Aqsh

by aqsh on December 31, 2012, 03:55:04 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1530 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Zindagi ho jaaye suhaani, naye saal meiN
Baat ho dil ki zubaani, naye saal mein

Har din haseeN aur, raateiN roshan ho
KushiyoN ki ho rawani, naye saal meiN

Har kisi ke dil meiN ho, sabke liye pyaar
Poori ho adhoorie kahani, naye saal meiN

Karte hai hum yeh dua, sir ko jhukakar
Mile gareeb ko roti aur paani, naye saal meiN

Purana saal ho raha hai, sabse door
Khatm ho nafratoN ki kahani, naye saal meiN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***naye saal par***beete saal ka dard by tabassum shakeel in Shayri-E-Dard
Naye saal mein naya kyaa hai by sushil K in Miscellaneous Shayri
Is naye saal mein ..,(Riyaz) by riyaz106 in Other Languages
Naye Saal Mein by R.Pankaj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
naye saal mein 2015 ...sana afroz by sana Afroz in Miscellaneous Shayri
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 31, 2012, 04:08:48 AM »
Reply with quote
bahut sunder jaate hue saal kaa rau
Logged
aqsh
Guest
«Reply #2 on: December 31, 2012, 04:11:26 AM »
Reply with quote
bahut sunder jaate hue saal kaa rau
thank you saini sir thnx for the rau tooo
Logged
Aarish
Guest
«Reply #3 on: December 31, 2012, 04:58:20 AM »
Reply with quote
bohut khoob maam wah kya baat hai hamari bhi yahi dua hai, ki ye naya saal tamaam alam E insaniyat ke liye khushyoN ka paigham lekar aaye ,
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: December 31, 2012, 05:07:15 AM »
Reply with quote
Zindagi ho jaaye suhaani, naye saal meiN
Baat ho dil ki zubaani, naye saal mein

Har din haseeN aur, raateiN roshan ho
KushiyoN ki ho rawani, naye saal meiN

Har kisi ke dil meiN ho, sabke liye pyaar
Poori ho adhoorie kahani, naye saal meiN

Karte hai hum yeh dua, sir ko jhukakar
Mile gareeb ko roti aur paani, naye saal meiN

Purana saal ho raha hai, sabse door
Khatm ho nafratoN ki kahani, naye saal meiN

waah waah bohut khoob Aqsh ji
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: December 31, 2012, 05:30:49 AM »
Reply with quote
bohut khoob maam wah kya baat hai hamari bhi yahi dua hai, ki ye naya saal tamaam alam E insaniyat ke liye khushyoN ka paigham lekar aaye ,
jeeeeeee aarish jee and thank you for ur lovely comments
Logged
aqsh
Guest
«Reply #6 on: December 31, 2012, 05:31:59 AM »
Reply with quote
waah waah bohut khoob Aqsh ji
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
thnx sahal
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #7 on: December 31, 2012, 06:13:25 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: December 31, 2012, 06:18:06 AM »
Reply with quote
Bahut khoobsurat
thnx masoom
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 31, 2012, 06:23:38 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: December 31, 2012, 06:47:40 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
prashad
Guest
«Reply #11 on: December 31, 2012, 07:07:14 AM »
Reply with quote
wah wah, naya sal aapko mubarak ho
Logged
sbechain
Guest
«Reply #12 on: December 31, 2012, 07:49:48 AM »
Reply with quote
Zindagi ho jaaye suhaani, naye saal meiN
Baat ho dil ki zubaani, naye saal mein

Har din haseeN aur, raateiN roshan ho
KushiyoN ki ho rawani, naye saal meiN

Har kisi ke dil meiN ho, sabke liye pyaar
Poori ho adhoorie kahani, naye saal meiN

Karte hai hum yeh dua, sir ko jhukakar
Mile gareeb ko roti aur paani, naye saal meiN

Purana saal ho raha hai, sabse door
Khatm ho nafratoN ki kahani, naye saal meiN



amin.......................!
Logged
janumanu
Guest
«Reply #13 on: December 31, 2012, 08:23:17 AM »
Reply with quote
Hmmmmm
Ap ghalib j jamaane ke birahman ho kya
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: December 31, 2012, 10:56:36 AM »
Reply with quote
Zindagi ho jaaye suhaani, naye saal meiN
Baat ho dil ki zubaani, naye saal mein

Har din haseeN aur, raateiN roshan ho
KushiyoN ki ho rawani, naye saal meiN

Har kisi ke dil meiN ho, sabke liye pyaar
Poori ho adhoorie kahani, naye saal meiN

Karte hai hum yeh dua, sir ko jhukakar
Mile gareeb ko roti aur paani, naye saal meiN

Purana saal ho raha hai, sabse door
Khatm ho nafratoN ki kahani, naye saal meiN


bahut badiya  Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:23:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer