NAZAR SE WAAR KARTA HAI...///........................///...IFTAKHAR

by Iftakhar Ahmad on July 09, 2013, 07:35:33 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2136 times)
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #15 on: July 10, 2013, 02:50:36 AM »
Reply with quote
HijaboN meiN bhi rahkar mujhse aaNkheiN chaar karta hai
Musalsal wo mere dil pe nazar se waar karta hai

Wah,Wah,Wah Iftekhaar ji,
Bahut umdaa ghazal kahi hai.Meri dili mubarakbaad qavbool kijiye.
Hausla afzaai ka bahut bahut shukriya Sudhir jee.
Logged
mkv
Guest
«Reply #16 on: July 10, 2013, 10:19:43 AM »
Reply with quote
Bhai wah
kya khumar hai..
ghazab dha diya iftakhar bhai
ise to kisi mahfil me zaroor sunaaiyega...log jhoom uthenge
ek bechara aashiq dil..khoob likha hai aur dil khol kar likha hai aapne.
kis sher ko daad dun aur kise chhor dun..sochta hi rah gaya..sabhi ek se badhkar ek.
sach kahun to..ISE KAHTE HAI GHAZAL..
ekdam decent...kaheen se bhi vulgarity naheen.
aise hi likhte rahiye..
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #17 on: July 10, 2013, 06:57:23 PM »
Reply with quote
wah
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #18 on: July 11, 2013, 02:13:28 AM »
Reply with quote
waah bohut khub ahmed sahab  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Shukriya Saahil bhai.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #19 on: July 13, 2013, 03:11:13 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Janaab
Shukriya Ravi Jee.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #20 on: July 13, 2013, 03:25:18 AM »
Reply with quote

HijaboN meiN bhi rahkar mujhse aaNkheiN chaar karta hai
Musalsal  wo  mere  dil   pe    nazar   se   waar   karta hai
main hijaab mein hoon to tum mujhe kaise pahchaan lete ho aur meri nazar ko bhi.ghoor ghoor ke dekhne ki aadat gai nahin tumhaari icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Taqaza  jins   ka   hai   jo   wo   lab   se   kah  nahiN pata
Wo kahta   hai   ishaaroN   se   k   mujhse  pyar karta hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard bewakoof isharaa bhi ghalat samjhte ho dumb shard college mein kabhi nahin khela kya
Kahe  bin   rah   nahiN   pata    kaha   bhi   to  nahiN jata
Yahi  to   haal   hota     hai     jo    pahli   baar   karta hai
kab bhi do ab main ne kaan pe haath rakha hua hai icon_flower icon_flower icon_flower
 Hai dil meiN pyar  jab   uske   to  mujhko kyuN satata hai
Jo  maiN   izhar    karta   huN   to    wo   inkar   karta hai
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hardyehi adaa-e-husn hai
Hai tere dil meiN  kya   rakha   zara  khul kar bata mujhko
YuN hi jeena bhala   tu   kyuN   mera  dushwaar karta hai
main tumhein bus youn hi sataana chaahati hoon icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
NahiN ye   baat   sab   k    bus   ki   ye   hai aag ka dariya
Jigar  jiska   bada   ho    bus    wahi   to  paar   karta hai
to bus jigar badaa kar ne koshish karo iske alawa koi raasta nahin hain icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Bhari  mehfil   meiN    sab    k    saamne    ailaan  kara hai
Ki  Iftakhar   hai    tera     ye     tujhse     pyar   karta hai
elaan-e- mohabbat hai ya elaan-e-jung Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


khoobsoorat kalaam..............!
Logged
Sapna Pandit
Guest
«Reply #21 on: July 13, 2013, 03:27:43 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #22 on: July 14, 2013, 01:31:50 AM »
Reply with quote
ahaaa janaaab bahut umdaa.... darasal apna hi ek bahut purana sa misra yaad aa gaya is baar aapko padhte hue....

Nazar se kuch nahin kehti nazar se vaar karti hai...

yuNhi bazm ko roshan karte rahiye saaheb...!!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #23 on: July 16, 2013, 02:12:54 AM »
Reply with quote
Bahot khooob daaaad  Applause Clapping Smiley Applause
Shukriya Janaab.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #24 on: July 16, 2013, 02:29:30 AM »
Reply with quote
good
Shukriya Janaab.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #25 on: July 16, 2013, 10:39:23 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH IFTAKHAR SAHAB AB ZARA KHUL KER SAAMNE AYEN HAIN AAP ,,
AB UNKA JINSIYA BHI BATA DIJIYE HAMEIN..
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Ha ha ha Sahal bhai, bahut bahut shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #26 on: July 17, 2013, 12:24:13 AM »
Reply with quote
bahut khoob , iftakhar saheb ,duaaein.
Hasan saheb bahut bahut shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #27 on: July 17, 2013, 12:31:51 AM »
Reply with quote

Ifteqaar Sahaab Aadaab... !


Bahut khoob janab.. badi khumaar bhari kalaam kahi hai.. ishqiyaaN ahsaas O khayaal kafi dilkash rahe...

Is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez..

Janaab bahut bahut shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #28 on: July 17, 2013, 01:50:37 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya baat hai iftakhar ji. badi hi lajawab peshkash rahi aapki. sabhi ashaar dil ko choo gaye. aapko hazaron dili daad is pyaari si peshkash par.
Aqsh jee, tah-e-dil se shukriya hausla afzaai ka.
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #29 on: July 18, 2013, 03:01:47 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Shukriya Kapil jee.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:46:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer