Anshumali
Guest
|
Tere Aansoo Se Bheege HaathoN Ko Main AankhoN Se Hataataa Kaise ... !
Jo Khud Se Itnii Pareshaan Thii Use Main Chhuu Ke Aur Sataataa Kaise ... !
Uski SiskiyoN Ka Dard Kaano MeN Utaar Ke Bebas Saa KhaDhaa Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !
Woh MuddatoN Se Mere Dil MeN Rooh Ki Tarha Basi Thii Use YuN Uske Haal Par ChhoD Ke Ghar Aataa Toh Aataa Kaise ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 16, 2011, 02:25:51 PM » |
|
naresh ji ek aur majedar peshkash apki........
waah ji waah maja aa gaya...
ek confusion he muje uske liye pm kar raha hu......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 16, 2011, 02:56:15 PM » |
|
Anshu ji badhiya nazm. achha laga parhkar --- ek confusion mujhe bhi hai-- soch raha hu mai bhi PM karu ya yahi poochu. shayd Matrix Yaara ka bhi wahi confusion ho?? -- daad aapke post ko bahut saari
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 16, 2011, 05:01:11 PM » |
|
naresh ji ek aur majedar peshkash apki........
waah ji waah maja aa gaya...
ek confusion he muje uske liye pm kar raha hu......
Matrix Ji ... PM ke zariye Confusion toh theek ho gaya ... saath hi yeh bhi pata chalaa .. aap ko meri rachnaaoN se kitni mohabbat hai .... itni ijazat afzaai kaa bahut bahut shukriya ... aap bhi kam accha nahi likhte ... aapko padhnaa mujhe bahut pasand raha hai .. jab se main yahaaN aaya hoon ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 16, 2011, 05:42:52 PM » |
|
Tere Aansoo Se Bheege HaathoN Ko Main AankhoN Se Hataataa Kaise ... !
Jo Khud Se Itnii Pareshaan Thii Use Main Chhuu Ke Aur Sataataa Kaise ... !
Uski SiskiyoN Ka Dard Kaano MeN Utaar Ke Bebas Saa KhaDhaa Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !
Woh MuddatoN Se Mere Dil MeN Rooh Ki Tarha Basi Thii Use YuN Uske Haal Par ChhoD Ke Ghar Aataa Toh Aataa Kaise ... !
dil ko chhuu gaye ... Naresh Ji ! aapki kavita ke ehsaas ... bahut khoosurat likhi hai sabhi panktiyaa ... dil se daad hazir hai ... yunhi likhte rahiye ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #5 on: February 16, 2011, 05:48:03 PM » |
|
mastam mast creation hai ye aapki Naresh ji.....ise padhkar jagjit singh ji ki gazal yaad aagai........excellent post ji...feelings to bas kya kahun ab....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 16, 2011, 06:22:54 PM » |
|
Tere Aansoo Se Bheege HaathoN Ko Main AankhoN Se Hataataa Kaise ... !
Jo Khud Se Itnii Pareshaan Thii Use Main Chhuu Ke Aur Sataataa Kaise ... !
Uski SiskiyoN Ka Dard Kaano MeN Utaar Ke Bebas Saa KhaDhaa Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !
Woh MuddatoN Se Mere Dil MeN Rooh Ki Tarha Basi Thii Use YuN Uske Haal Par ChhoD Ke Ghar Aataa Toh Aataa Kaise ... !
GUD ONE AM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 16, 2011, 07:19:14 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 17, 2011, 02:22:55 AM » |
|
Anshu ji badhiya nazm. achha laga parhkar --- ek confusion mujhe bhi hai-- soch raha hu mai bhi PM karu ya yahi poochu. shayd Matrix Yaara ka bhi wahi confusion ho?? -- daad aapke post ko bahut saari Nirala Ji ! confusion ! toh kuch hona nahi chaahiye .. bahut seedhi aur saaf shabdoN meN nazm hai ... phir bhi lagtaa hai toh aap bhi matrix ji ki tarha puchh ke saaf kar le ... bahut bahut sukriya aapka ... jo itni gehraai se humari rachna ko padhte haiN aur saraahate haiN ... aise hi saath nibhaate rahen ... khush rahen ... ! duaaoN ke saath .. !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 17, 2011, 06:05:25 AM » |
|
Tere Aansoo Se Bheege HaathoN Ko Main AankhoN Se Hataataa Kaise ... !
Jo Khud Se Itnii Pareshaan Thii Use Main Chhuu Ke Aur Sataataa Kaise ... !
Uski SiskiyoN Ka Dard Kaano MeN Utaar Ke Bebas Saa KhaDhaa Main Khud Ko Rulaataa Kaise ... !
Woh MuddatoN Se Mere Dil MeN Rooh Ki Tarha Basi Thii Use YuN Uske Haal Par ChhoD Ke Ghar Aataa Toh Aataa Kaise ... !
Dil par asar chhoD thii hai aapki rachnaa ... Naresh Ji ! bahut khoobsurat likha hai aapne ... dil se daad !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 17, 2011, 12:27:55 PM » |
|
dil ko chhuu gaye ... Naresh Ji ! aapki kavita ke ehsaas ... bahut khoosurat likhi hai sabhi panktiyaa ... dil se daad hazir hai ... yunhi likhte rahiye ... !
Bahut bahut shukriya .... Radhika Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 17, 2011, 03:09:02 PM » |
|
mastam mast creation hai ye aapki Naresh ji.....ise padhkar jagjit singh ji ki gazal yaad aagai........excellent post ji...feelings to bas kya kahun ab....
Bahut bahut shukriya ... kasak Ji ! ehsaasoN ko samajhne aur saraahane kaa ... khush rahen ... ! duaaoN ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #12 on: February 17, 2011, 03:50:26 PM » |
|
kamaal ki post Naresh ji dil ko touch kar gai-- dili daad ji-- khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 17, 2011, 05:54:45 PM » |
|
GUD ONE AM
Thanksssssss ........ Khamosh Sahab !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 18, 2011, 01:55:10 PM » |
|
Bahut bahut shukriyaa ... Rahim Ji !! aapki dilee daad kaa !!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|