Anshumali
Guest
|
Khole Kitaab Dopehar Lafz Lafz Sulagh Rahi Hai ...
Har Shaam Udaas Badan Bistar Ki Chaadar Lapete Siisak Rahi Hai ...
Kis Iraade Se Hawaa Intezar Ke Darwaaze Pe Subha-Shaam Dastak De Rahi Hai ...
Jab Ki Be-Matlab Saaye Ke Bharam MeN Makaan Ki DiiwaaroN Se Dhankii Akele Zindagi Ki SaanseN Rozaanaa Dam ToDh Rahi Hai ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 22, 2011, 07:18:30 AM » |
|
ufffffffffff.........
naresh ji behad kamsin shabd likhe he apne.........dil me gudgudi ho gayi ji..........
Har Shaam Udaas Badan Bistar Ki Chaadar Lapete Siisak Rahi Hai ...
Kis Iraade Se Hawaa Intezar Ke Darwaaze Pe Subha-Shaam Dastak De Rahi Hai ...
kya khana janab.........bast no words for this mast poetry.....
daad he sahab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #2 on: January 22, 2011, 07:32:52 AM » |
|
ufff bahut hi kamsin words use kiye hain aapne Ansumali ji. ufff bahut gazab hai uff. kya mast kikha hai aapne sachhi me.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Radhika_2
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 22, 2011, 08:43:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 22, 2011, 12:11:47 PM » |
|
ufffffffffff.........
naresh ji behad kamsin shabd likhe he apne.........dil me gudgudi ho gayi ji..........
Har Shaam Udaas Badan Bistar Ki Chaadar Lapete Siisak Rahi Hai ...
Kis Iraade Se Hawaa Intezar Ke Darwaaze Pe Subha-Shaam Dastak De Rahi Hai ...
kya khana janab.........bast no words for this mast poetry.....
daad he sahab
Aapki NawaazishoN kaa bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... ! duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 22, 2011, 05:08:07 PM » |
|
Bahut Khub Naresh Ji U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye
Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #6 on: January 22, 2011, 05:14:55 PM » |
|
Khole Kitaab Dopehar Lafz Lafz Sulagh Rahi Hai ...
Har Shaam Udaas Badan Bistar Ki Chaadar Lapete Siisak Rahi Hai ...
Kis Iraade Se Hawaa Intezar Ke Darwaaze Pe Subha-Shaam Dastak De Rahi Hai ...
Jab Ki Be-Matlab Saaye Ke Bharam MeN Makaan Ki DiiwaaroN Se Dhankii Akele Zindagi Ki SaanseN Rozaanaa Dam ToDh Rahi Hai ... !
GOOD..!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 22, 2011, 09:57:19 PM » |
|
ufff bahut hi kamsin words use kiye hain aapne Ansumali ji. ufff bahut gazab hai uff. kya mast kikha hai aapne sachhi me.
Nirala Ji .. aapka iss kadar koshish ko saraahane ka aur hausla afzaai kaa bahut bahut shukriya .. khush rahen ..! duaaoN ke saath .. !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 23, 2011, 03:59:28 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 23, 2011, 05:58:21 AM » |
|
Bahut Khub Naresh Ji U Hi Likhte Rahiye Aur Khush Rahiye
Rishi
Bahut bahut shukriya .. Rishi Ji ! aise hi aate rahiye ... khush rahen ... duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 23, 2011, 07:04:44 AM » |
|
Shukriya ... aap sab ke saath kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 23, 2011, 02:11:52 PM » |
|
GOOD..!!!
Shukriya ...Adil Ji ! aapki hausla afzaai kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 24, 2011, 03:01:17 AM » |
|
Naresh Jee Aadaab!
Aapki kavitaa behad khoob rahi.. Zindagi ka antarik chitaran bahut khoob kiya hai aapne..
Daad kabool kijiye..... Likhate rahiye.... Khuda Hafez Shukriya ... Sameer Ji ! aapki pasandegi aor dilee daad kaa ! khush rahen ... ! duaaon ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 24, 2011, 09:42:49 AM » |
|
Shukriya ... aap sabke saath kaa !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|