Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
पास आने की बात करते हैं मुस्कुराने की बात करते हैं
लूट कर दौलते सुकूँ आख़िर किस ख़ज़ाने की बात करते हैं
दिल तो मानिन्दे संग है फिर भी दिल लगाने की बात करते हैं
रूठने का नहीं है ढब जिनको वो मनाने की बात करते हैं
मालो-ज़र के लिए फ़क़त देखो गिड़गिड़ाने की बात करते हैं
छोड़ जाना ही गर है याँ सब कुछ क्यों बचाने की बात करते हैं
चोट लगती है मेरे दिल पे 'रक़ीब' जब वो जाने की बात करते हैं
--- सतीश शुक्ला 'रक़ीब'
paas aane kee baat karte haiN Muskuraane kee baat karte haiN
loot kar adulate sukooN aakhir kis khazaane kee baat karte haiN
dil to maaniNde saNg hai fir bhee dil lagane kee baat karte haiN
roothne ka naheeN hai dhab jinko wo manane kee baat karte haiN
maalo-zar ke liye faqat dekho gidgidane kee baat karte haiN
chhod jaana hi gar hai yaaN sab kuchh kyoN bachane kee baat karte haiN
chot lagtee hai mere dil pe ‘Raqeeb’ jab wo jaane kee baat karte haiN
--- Satish Shukla ‘Raqeeb’
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #1 on: April 20, 2013, 08:20:53 PM » |
|
waah waah bahut khoob satish ji mubarak ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #2 on: April 20, 2013, 08:28:10 PM » |
|
waah waah bahut khoob satish ji mubarak ho
Bahut bahut shukriya ....Saini Sahab.....Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 20, 2013, 08:39:25 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #5 on: April 20, 2013, 08:49:39 PM » |
|
bohut khub satish ji bohut umda
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 20, 2013, 09:01:33 PM » |
|
पास आने की बात करते हैं मुस्कुराने की बात करते हैं
लूट कर दौलते सुकूँ आख़िर किस ख़ज़ाने की बात करते हैं
दिल तो मानिन्दे संग है फिर भी दिल लगाने की बात करते हैं
रूठने का नहीं है ढब जिनको वो मनाने की बात करते हैं
मालो-ज़र के लिए फ़क़त देखो गिड़गिड़ाने की बात करते हैं
छोड़ जाना ही गर है याँ सब कुछ क्यों बचाने की बात करते हैं
चोट लगती है मेरे दिल पे 'रक़ीब' जब वो जाने की बात करते हैं
--- सतीश शुक्ला 'रक़ीब'
paas aane kee baat karte haiN Muskuraane kee baat karte haiN
loot kar adulate sukooN aakhir kis khazaane kee baat karte haiN
dil to maaniNde saNg hai fir bhee dil lagane kee baat karte haiN
roothne ka naheeN hai dhab jinko wo manane kee baat karte haiN
maalo-zar ke liye faqat dekho gidgidane kee baat karte haiN
chhod jaana hi gar hai yaaN sab kuchh kyoN bachane kee baat karte haiN
chot lagtee hai mere dil pe ‘Raqeeb’ jab wo jaane kee baat karte haiN
--- Satish Shukla ‘Raqeeb’
VERIIIIIIIIIII NAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAICE-SS
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 20, 2013, 10:09:23 PM » |
|
Bahut khoob , Satish ji.Hamesha ki tarah eik khubsurat ghazal se nawaaza hai, Aur yeh sher behad haseen hai :
Loot kar daulat e sukoon aakhir . Kis khazaane ki baat karte hain
Bahut bahut daad aur mubarakbad HASAN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 20, 2013, 10:48:58 PM » |
|
Jai shri krishna Satish Sir bahut dino ke baad padhne ko mila..behatreen ghazal par maza aa gaya.. Ye ashaar to ..kya kahne.. लूट कर दौलते सुकूँ आख़िर किस ख़ज़ाने की बात करते हैं
दिल तो मानिन्दे संग है फिर भी दिल लगाने की बात करते हैं
रूठने का नहीं है ढब जिनको वो मनाने की बात करते हैं
छोड़ जाना ही गर है याँ सब कुछ क्यों बचाने की बात करते हैं
चोट लगती है मेरे दिल पे 'रक़ीब' जब वो जाने की बात करते हैं Bahut khoob Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sudhir Ashq
|
|
«Reply #9 on: April 20, 2013, 11:44:40 PM » |
|
पास आने की बात करते हैं मुस्कुराने की बात करते हैं
लूट कर दौलते सुकूँ आख़िर किस ख़ज़ाने की बात करते हैं
दिल तो मानिन्दे संग है फिर भी दिल लगाने की बात करते हैं
रूठने का नहीं है ढब जिनको वो मनाने की बात करते हैं
मालो-ज़र के लिए फ़क़त देखो गिड़गिड़ाने की बात करते हैं
छोड़ जाना ही गर है याँ सब कुछ क्यों बचाने की बात करते हैं
चोट लगती है मेरे दिल पे 'रक़ीब' जब वो जाने की बात करते हैं
--- सतीश शुक्ला 'रक़ीब'
paas aane kee baat karte haiN Muskuraane kee baat karte haiN
loot kar adulate sukooN aakhir kis khazaane kee baat karte haiN
dil to maaniNde saNg hai fir bhee dil lagane kee baat karte haiN
roothne ka naheeN hai dhab jinko wo manane kee baat karte haiN
maalo-zar ke liye faqat dekho gidgidane kee baat karte haiN
chhod jaana hi gar hai yaaN sab kuchh kyoN bachane kee baat karte haiN
chot lagtee hai mere dil pe ‘Raqeeb’ jab wo jaane kee baat karte haiN
--- Satish Shukla ‘Raqeeb’
Wah,Wah,Wah Satish ji, Bahut umda ghazal kahi hai aapne.Mubarak ho aapko.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #10 on: April 20, 2013, 11:50:51 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
Rau: 109
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 20 hours and 34 minutes.
खुश रहो खुश रहने दो l
Posts: 4127 Member Since: Feb 2013
|
|
«Reply #11 on: April 21, 2013, 12:35:58 AM » |
|
पास आने की बात करते हैं मुस्कुराने की बात करते हैं
लूट कर दौलते सुकूँ आख़िर किस ख़ज़ाने की बात करते हैं
दिल तो मानिन्दे संग है फिर भी दिल लगाने की बात करते हैं
रूठने का नहीं है ढब जिनको वो मनाने की बात करते हैं
मालो-ज़र के लिए फ़क़त देखो गिड़गिड़ाने की बात करते हैं
छोड़ जाना ही गर है याँ सब कुछ क्यों बचाने की बात करते हैं
चोट लगती है मेरे दिल पे 'रक़ीब' जब वो जाने की बात करते हैं
--- सतीश शुक्ला 'रक़ीब'
paas aane kee baat karte haiN Muskuraane kee baat karte haiN
loot kar adulate sukooN aakhir kis khazaane kee baat karte haiN
dil to maaniNde saNg hai fir bhee dil lagane kee baat karte haiN
roothne ka naheeN hai dhab jinko wo manane kee baat karte haiN
maalo-zar ke liye faqat dekho gidgidane kee baat karte haiN
chhod jaana hi gar hai yaaN sab kuchh kyoN bachane kee baat karte haiN
chot lagtee hai mere dil pe ‘Raqeeb’ jab wo jaane kee baat karte haiN
--- Satish Shukla ‘Raqeeb’
Satish Ji Bahut Hi Umda Likha Hai Jaewab Nahi. Bahut Pasad Aya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 21, 2013, 03:46:48 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #13 on: April 21, 2013, 01:10:42 PM » |
|
Raqeeb Sahaab Aadaab...!
Aapki masrufiyat ke chalte hazri kam ho gayi hai shayad.. par aap waqt nikalaal kar kalaam pesh karte haiN toH badi khushi hoti hai....
Behad umdaa ashaar rahe janab... aik se badhkar aik khayaal ko khoob lafz diye haiN aapne...
Is khoobsurat kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye..
Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye... Khuda hafez...
Parwaaz Sahab, Aadaab ! Jawab dene aur hausala afzai ka bahut bahut shukriya Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: April 21, 2013, 01:32:38 PM » |
|
Shireen Hakani Sahab, Aadaab ! Jawab dene aur hausala afzai ka bahut bahut shukriya Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|