PARDES MEIN SAAJAN KAMAANE MEINLAGE HON GE...........HASAN

by F.H.SIDDIQUI on December 03, 2012, 05:55:51 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 2805 times)
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #30 on: December 06, 2012, 09:36:35 AM »
Reply with quote
Masoom  Shahzada  saheb , bahut shukiya  aur  duaaein.
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pardes mein yaad jab teri... by Dev_ajnabee in Shayri for Dard -e- Judai
....~~Pardes Mein~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard
umra lagi jise KAMAANE main… by sacccha_pyar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pardes mein........ by chanda in Shairy-E-Watan
DES PARDES. PARDES DES by surindarn in Miscellaneous Shayri
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #31 on: December 07, 2012, 04:54:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
hats off to you hasan sir, bahut hi lajawab peshkash rahi
Thanks  a  lot , Aqsh ji for  your very encouraging  remarks .Blessings.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #32 on: December 07, 2012, 06:27:35 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
T H A N K S , A N M O L  JI
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #33 on: December 08, 2012, 01:27:17 AM »
Reply with quote
lajawab kalaam oomda andaz e byan sir,....bohat bohat daad,......
LAAIBA JI , BAHUT SHUKRIYA AUR  DUAAEIN.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #34 on: December 08, 2012, 05:36:42 AM »
Reply with quote
Dosto , doosre sheir  mein tarmeem ka mashwira hai jiska lihaaz rakhte hue aur asl sher ka mouzoo bhi qaaim rakhte hue sher ke mundarja zail shaklein zahan mein hain . Nazar e saani kar ke ya agar doston ki raai aati hai to unki roshni mein munasib tabdeeli kardoon ga.

Siyahh gesu,lab o rukhsaar aur yeh til dahaane ka ,
Sanamgar  kitne  but aisa  banaane mein lage honge

                         or

Siyaah  gesu, lab o rukhsaar o jism e marmareen tera
Kai Aazar  sanam /(ai but)/ tujhko banaane mein lage honge

Ba'sad shukriya,HASAN
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #35 on: December 09, 2012, 03:18:25 PM »
Reply with quote
HRIDAY JI , HAUSLA AFZAI KE LIYE BAHUT BAHUT SHUKRIYA . DUAGO , HASAN
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Hasan ji....!!!
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #36 on: December 09, 2012, 03:32:19 PM »
Reply with quote
Waah Hasan saheb, laajawaab, maza aa gaya padh kar. Hamesha ki tarah ek aur shaandaar ghazal kahi aapne. Ek Rau.
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #37 on: December 10, 2012, 04:46:43 AM »
Reply with quote
THANKS , RITESH  MODI JI .
Logged
shara63
Guest
«Reply #38 on: December 10, 2012, 11:05:22 AM »
Reply with quote
Bemisaal!  itne khoobsurat ehsaas aur utni hi dilkash adaayegi.. ke bass waah aur sirf waah kahne ko jee chahta hai!..... bahut Mubarak Hasan Sb!
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #39 on: December 10, 2012, 12:15:02 PM »
Reply with quote

Hasan Sahab,

waah waah kya she'r kaha hai...bahut khoob.....Raqeeb

"Siyahh gesoo, Lab-o-Rukhsaar, aur yeh til dahaane ka
 Khuda ko, din bahut, tum ko banaane meiN lage hoN ge"


Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #40 on: December 10, 2012, 04:01:23 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob......
 Applause Applause Applause Applause
Vimmi  ji  ,  pasandeedgi  aur  hausla  afzai  ke  liye  bahut  mashkoor hoon . duaaein
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #41 on: December 11, 2012, 02:49:23 AM »
Reply with quote
Mahutram FH Siddiuee Sahib ....Aadab

Kya Tilism Angez ghazal kahi hai wah wah wah ....ik ik sher ne teer ba hadaf ka kaam kiya hai .......Aaj yahan se guzra to aapki ghazal ne ruk liya ,riyaz Sahib aur waquif Sahib ke tabsere bhi parhe aur mustafeed hua yaqeenan dusre sher ko aap ik nazar dekh le'n .....Chunke zameen o asmaan aur uske darmiyan ki tamam chizo'n ko Allah rub ul izzat ne sirf 6 din me banaya hai aur phir ye bhi arz kiya ke inhe banane me maine zara bhi thakkan mahesos nahi ki ..Subhan Allah ...

Jaise ke Aapne Waquif Ansari Sahib se pucha hai ke Lafz Siyah aur Lafz aur ka wazn thik hai ke nahi ......Mai aapni janib se Is baat ka jawab dena chahita hun Chunke Waquif Bhai Shayad masroof hun ...Aapne lafz siyah ko bataur qafiya istemaal nahi kiya hai issiliye Siyah ke HA ko girana jayez hai issi liye ye sahi hai .....Lafz aur ka to sawal hi nahi chunke lafz-e-aur ko qodama ne 2 yaani FAA 21 Yaani Faa-e- ( FAAL ) dono tarhan bandha hai ...Aur jahan tak mai jaanta hun Aapka misra bhr ke mutabiq bilkul rawan dawan hai ......

Al batta Maqte ke misra-e-oola me lafz na 2 harfi ho giya jabke ye ik harfi lena chahiye ...Ab baandhne wale 2 harfi bhi bandhte hain magar usool to 1 harfi ka hi hai ...........Ek baar aapki is shandaar wa jaandaar ghazal pe beshumaar dad o mubarak baad..

Dua go

Qadeertoopchi

Qadeer  saheb  .  Aapke   tabsire   aur   qeemti  
mashwire  ke  liye   mamnoon  hoon  .  Hattalimkaan
in  baareekyon  ka  khayaal  rakkhoonga .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #42 on: December 12, 2012, 07:03:00 AM »
Reply with quote
VIMMI JI , HAUSLA  AFZAI  KE  LIYE  BAHUT  SHUKRIYA  .  DUAAEIN .
waah waah bahut khoob......
 Applause Applause Applause Applause
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #43 on: December 13, 2012, 05:31:22 AM »
Reply with quote
bahut khoob, bahut khoob
BAHUT  SHUKRIYA , DEEPAK JI .
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #44 on: December 13, 2012, 02:48:27 PM »
Reply with quote
Siddiqui Sahaab Aadaab O As salaam!



Wallaah kia umdaa gazal kahi hai janab waaH dil ko jhaNkjhor jaate
hai is kalaam ke ahsaas O khayaal ... Usual Smile

Sabhi ashaar behad laa jawaab rahe janab... Usual Smile
Behad umdaa gazal rahi.... is khoobsurat aur dilkash gazal par hazaaroN
dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile


Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

parwaaz  saheb , hausla afzai ke liye bahut mashkoor hoon .
Aapka sath milta rahe . duago , HASAN
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:29:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer