Anshumali
Guest
|
«Reply #15 on: June 04, 2011, 09:52:29 AM » |
|
ShukriyaaH ...... Neetu Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #16 on: June 04, 2011, 02:31:26 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #17 on: June 05, 2011, 03:36:41 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #18 on: June 05, 2011, 04:47:35 AM » |
|
wah janaab kya ghazal hai…
banaa patthar ko devtaa… raha use fir poojta…
angaaro pe chal ke aaya… jane kya kya dhoondta…
bekadri me ghut ghut jiye… musbaton se jujhta…
lahraye kabhi jo umangen dil ki… dekho fir har ek dil kaise yahan hai kooqhta…
banaa patthar ko devtaa… islie raha mai poojta…
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #19 on: June 05, 2011, 11:53:15 AM » |
|
ShukriyaaH ... Suresh Ji ! aise hi milte rahen ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #20 on: June 06, 2011, 04:18:30 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #21 on: June 06, 2011, 01:13:47 PM » |
|
Bahut Khoob Naresh Ji
ShukriyaaH ...... Rajesh Ji ! aise hi aate rahiyega ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #22 on: June 07, 2011, 12:39:47 PM » |
|
bhut khub naresh jiiiiiiiiii
bhut acha likha hai aap ne
"Na mano devata is patthar ki murat ko dard dekh ke bhi iske aansu nahi girty
Na chaho ise devta bana kar tum ye ishq ki rahon me jara aage nahi milty
kabhi jab mud ke dekhoge to ye bhi de jayengy daga are ye to patthar hai aur patthar apni jagah se kabhi nahi hilty.....
Behad ShukriyaaH ..... Rahi Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ravi jain
Guest
|
|
«Reply #23 on: June 07, 2011, 05:16:15 PM » |
|
Ek Zamaane Se PoojTaa Aayaa HooN Banaa PatThar Ko DevTaa Aayaa HooN ...
Achaanak Khaamosh KyoN Ho Gaye Jab Saare Raaste BolTaa Aayaa HooN ...
Be-Charaagh GaliyaaroN MeN, Be-Sabab ChhoDh Ek Charaagh JalTaa Aayaa HooN ...
Aansoo Aankh Ke Kab Ke Sookh Gaye Dard-E-Samandar Se KhelTaa Aayaa HooN ...
Jin Ke Saamne Hauslaa Nahi Hotaa Kabhi Likh Ke Khat Unhe Sab BaTaa Aayaa HooN ...
Munaafe Ki GhaThari Ke Wazan Ko "Naresh" Kaalaabazaari Se JoDhTaa Aayaa HooN ... Vry nice creation .. naresh ji .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #24 on: June 09, 2011, 02:26:26 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #25 on: June 12, 2011, 08:18:47 AM » |
|
Behad ShukriyaaH ... Nawaazish e Karam Kaa ! aise hi milte raheN aage bhi ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #26 on: June 12, 2011, 04:41:06 PM » |
|
wah janaab kya ghazal hai…
banaa patthar ko devtaa… raha use fir poojta…
angaaro pe chal ke aaya… jane kya kya dhoondta…
bekadri me ghut ghut jiye… musbaton se jujhta…
lahraye kabhi jo umangen dil ki… dekho fir har ek dil kaise yahan hai kooqhta…
banaa patthar ko devtaa… islie raha mai poojta…
Behad ShukriyaaH ... Janaab Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #27 on: June 12, 2011, 08:58:43 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #28 on: June 13, 2011, 03:54:09 AM » |
|
Thanks A Lot ... DostoN !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #29 on: June 13, 2011, 05:41:06 PM » |
|
Thankssss ... Kavita Sharma Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|