Phika Padha hai dekho Pholon Ka rang ab ke - Qadeertoopchi

by qadeer_junaid on July 16, 2011, 04:06:13 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1113 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
yaarane bazm aadab ,,

Meri eak tazah khawish ap hazrat ki nazar ,,,


Hone lagi hai meri khud se hi jang ab ke
Chunri se dikh raha hai gori ka aang ab ke

Usne nazar churali gulshan se yaar shayad
Phika parha hai dekho pholoo.N ka rang ab ke

Khuch hadso.N ne mujh pe aisa acar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi umang ab ke

Na to adab bado.N ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bacho.N ka dhang ab ke

Ye kis ada se zalim to ne mujhe chuaa hai
Nass nass me bajj rahi hai koi tarang ab ke

Janta “Qadeer” Watan ki ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang ab ke


Qadeertoopchi
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #1 on: July 16, 2011, 04:37:33 PM »
Reply with quote
Qadeer saheb.Kaafi arse ke baad eik khoobsorat gahazal le ke Yoindia pe tashreef laane ka shukria aue daad...Hasan
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: July 16, 2011, 07:11:24 PM »
Reply with quote
Qadeer Sahaab Aadaab!

Janab aapki shirkat hi bazm meiN ronak la deti hai..
Aur aapki kalaam ke kia kaheN.... bahut umdaa aur
behad gazab ki Gazal kahi hai aapne Usual Smile

Sabhi ashaar behad umdaa rahe ...

Humari daad kabul kijiye Usual Smile           



yaarane bazm aadab ,,

Meri eak tazah khawish ap hazrat ki nazar ,,,


Hone lagi hai meri khud se hi jang ab ke
Chunri se dikh raha hai gori ka aang ab ke

Achcha matla hai janab .. Bus khayaal ki bayaani kuch purana si lagi hume.....           

Usne nazar churali gulshan se yaar shayad
Phika parha hai dekha pholoo.N ka rang ab ke

Waah kia baat hai bahut umdaa Usual Smile daa daad daad           

Khuch hadso.N ne mujh pe aisa acar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi tarang ab ke

Masha Allah janab behad gazab ka ashaar kaha hai aapne daad Usual Smile         

Na to adab bado.N ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bacho.N ka dhang ab ke

Bahut khoob janab behad sahiN farmaya
aapne daad daad daad Usual Smile         


Ye kis ada se zalim to ne mujhe chuaa hai
Nass nass me uttth rahi hai koi tarang ab ke

Achcha hai daad Usual Smile         

Janta “Qadeer” Watan ki ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang ab ke

Kia kahne janab bahut khoob daad Usual Smile         

Qadeertoopchi


Qadeer Sahaab aapki gehri soch aur umdaa
ahsaas O khayaal ke hum kayal haiN...
Aap ka andaaz e bayaaN hi kuch aur hai... Aapki khususiyat
meiN hume yeH baat behad khoob lagti hai ke jahaaN shakar se
kaam chal jaye wahaaN zaher ki kia zarurat" wali baat ko
aap sabit kar jate hai... Usual Smile


Humari dil se daad O mubarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... Aate rahiye...
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
GUMboy
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2011, 07:26:34 PM »
Reply with quote
bahut khub qadeer saab..
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: July 17, 2011, 06:21:56 AM »
Reply with quote
yaarane bazm aadab ,,

Meri eak tazah khawish ap hazrat ki nazar ,,,


Hone lagi hai meri khud se hi jang ab ke
Chunri se dikh raha hai gori ka aang ab ke

Usne nazar churali gulshan se yaar shayad
Phika parha hai dekha pholoo.N ka rang ab ke

Khuch hadso.N ne mujh pe aisa acar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi tarang ab ke

Na to adab bado.N ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bacho.N ka dhang ab ke

Ye kis ada se zalim to ne mujhe chuaa hai
Nass nass me uttth rahi hai koi tarang ab ke

Janta “Qadeer” Watan ki ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang ab ke


Qadeertoopchi



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #5 on: July 17, 2011, 12:17:56 PM »
Reply with quote
yaarane bazm aadab ,,

Meri eak tazah khawish ap hazrat ki nazar ,,,


Hone lagi hai meri khud se hi jang ab ke
Chunri se dikh raha hai gori ka aang ab ke

Usne nazar churali gulshan se yaar shayad
Phika parha hai dekho pholoo.N ka rang ab ke

Khuch hadso.N ne mujh pe aisa acar hai chora
Uthti nahi hai dil me koi umang ab ke

Na to adab bado.N ka na hai wo inkesaari
Kitna badal gaya hai bacho.N ka dhang ab ke

Ye kis ada se zalim to ne mujhe chuaa hai
Nass nass me bajj rahi hai koi tarang ab ke

Janta “Qadeer” Watan ki ab raqs hi karegi
Neta baja rahe hain bulbul tarang ab ke


Qadeertoopchi




        BAHUT KHOOB QADEER SAHAB
Applause Applause Applause



                  LIKH DIYA JO PAIGAAM-E-MOHABBAT  USPE.
                  UDDH RAHI HAI TUFAAN MEIN BHI PATANG AB KE.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:13:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer