Phir Se Ishq Ki Ibtida Na Ho Jaaye...................................Aqsh...

by aqsh on March 24, 2014, 01:06:15 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2182 times)
aqsh
Guest
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.

Zakhm deta hai aur, marham bhi wohi lagaata hai
Darte haiN ki phir se mera, hamnawa na ho jaaye

MaiN sheher e hijr se phir, usi ki taraf laut jaaoN
Yaad se riha hokar shab ka, yeh silsila na ho jaaye

Lazzat e intezaar ne, peechha nahiN chhoda abhi tak
Meri zindagi jurm e muhabbat ki, saza na ho jaaye

Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye

Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #1 on: March 24, 2014, 01:27:41 PM »
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.

Zakhm deta hai aur, marham bhi wohi lagaata hai
Darte haiN ki phir se mera, hamnawa na ho jaaye

MaiN sheher e hijr se phir, usi ki taraf laut jaaoN
Yaad se riha hokar shab ka, yeh silsila na ho jaaye

Lazzat e intezaar ne, peechha nahiN chhoda abhi tak
Meri zindagi jurm e muhabbat ki, saza na ho jaaye

Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye

Wha wha bhot khub.....
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: March 24, 2014, 01:38:08 PM »
Reply with quote
bahut khoob ek rau ke saath daad
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #3 on: March 24, 2014, 01:52:52 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: March 24, 2014, 02:19:08 PM »
Reply with quote
Wash . Bahut khubsurat peshkash hai.tah e DIL se daad lijye.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #5 on: March 24, 2014, 02:35:22 PM »
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.

Zakhm deta hai aur, marham bhi wohi lagaata hai
Darte haiN ki phir se mera, hamnawa na ho jaaye

MaiN sheher e hijr se phir, usi ki taraf laut jaaoN
Yaad se riha hokar shab ka, yeh silsila na ho jaaye

Lazzat e intezaar ne, peechha nahiN chhoda abhi tak
Meri zindagi jurm e muhabbat ki, saza na ho jaaye

Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping
ek rau
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #6 on: March 24, 2014, 02:48:13 PM »
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.
 Applause Applause Applause Applause
Zakhm deta hai aur, marham bhi wohi lagaata hai
Darte haiN ki phir se mera, hamnawa na ho jaaye
 Applause Applause Applause Applause
MaiN sheher e hijr se phir, usi ki taraf laut jaaoN
Yaad se riha hokar shab ka, yeh silsila na ho jaaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Lazzat e intezaar ne, peechha nahiN chhoda abhi tak
Meri zindagi jurm e muhabbat ki, saza na ho jaaye
  Clapping Smiley Clapping Smiley
Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!
                 Bahut Umda Aqshji.
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #7 on: March 24, 2014, 03:17:20 PM »
Reply with quote
वाह.....बहुत ही खूब अक्श जी.....

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Mast Khalander
Maqbool Shayar
****

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 11 hours and 42 minutes.

PhoolNahiMeraDilHai

Posts: 902
Member Since: Jul 2013

View Profile
«Reply #8 on: March 24, 2014, 03:23:28 PM »
Reply with quote
 Applause Clapping Smiley hello2 Clapping Smiley Applause

<a href="http://www.youtube.com/v/dwQMSdudXWI&rel=1" target="_blank">http://www.youtube.com/v/dwQMSdudXWI&rel=1</a>
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #9 on: March 24, 2014, 03:25:51 PM »
Reply with quote
Wah Wah! Bohat hi khub!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #10 on: March 24, 2014, 04:04:14 PM »
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.

Zakhm deta hai aur, marham bhi wohi lagaata hai
Darte haiN ki phir se mera, hamnawa na ho jaaye

MaiN sheher e hijr se phir, usi ki taraf laut jaaoN
Yaad se riha hokar shab ka, yeh silsila na ho jaaye

Lazzat e intezaar ne, peechha nahiN chhoda abhi tak
Meri zindagi jurm e muhabbat ki, saza na ho jaaye

Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
aqsh sahiba,
        bahut umda ghazal kahi hai, meri mubarakbaad qubool farmayein...........
Logged
Zaif
Guest
«Reply #11 on: March 24, 2014, 04:08:25 PM »
Reply with quote
Bahut khoob aqsh ji.
Logged
shiverz
Guest
«Reply #12 on: March 24, 2014, 05:05:29 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
admani
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 1 hours and 45 minutes.
Posts: 213
Member Since: Oct 2006

View Profile
«Reply #13 on: March 24, 2014, 08:45:53 PM »
Reply with quote
Dard ne sar uthaanay tak ki mohlat na di aqsh ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye

Wah kahun ya aah kahun...jahan tareef ke liye lafz hi na milein..tou bhala kya karun?
chalein rau hi de deta hun....
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #14 on: March 24, 2014, 09:33:36 PM »
Reply with quote
Khudara kahiN phir se, ishq ki ibtidaa na ho jaaye
Mere sitamgar ke sitamoN ki, intehaa na ho jaaye.

Dard ne sir uthaane tak ki, mohlat na dee “Aqsh” ko
Unke nazar e karam se, zakhm aur gehra na ho jaaye

WAAH WAAH AQSH JI LAJAWAAB GHAZAL
AUR UMDA KHAYALAAT AUR GHAZAB ANDAZ.

RAU KE HAQDAAR ...

Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Clapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping SmileyClapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:18:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer