sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
Pyaar detaa hooN pyaar letaa hooN. MaiN naheeN kuchh udhaar letaa hooN.
GhaltiyaaN roz garche hotee haiN. Phir bhee unko sudhaar letaa hooN.
Kuchh bhee haasil naheeN magar phir bhee. Zindagee maiN guzaar letaa hooN.
Bikhre tukde samet kar apne. Pairahan ko sanwaar letaa hooN.
Waar meree anaa pe kar de jo. Uskee gardan utaar letaa hooN.
Zaat bhanwre kee hai naheeN phir bhee. Prem ras kee phuhaar letaa hooN.
Ranj-o-gham jab kabhee satiate haiN. ‘Saini’ ko bas pukaar letaa hooN.
Dr. Surendra Saini
प्यार देता हूँ प्यार लेता हूँ । मैं नहीं कुछ उधार लेता हूँ ॥
ग़लतियाँ रोज़ गरचे होती हैं । फिर भी उनको सुधार लेता हूँ ॥
कुछ भी हासिल नहीं मगर फिर भी । ज़िंदगी मैं गुज़ार लेता हूँ ॥
बिखरे टुकड़े समेट कर अपने । पैरहन को सँवार लेता हूँ ॥
वार मेरी अना पे कर दे जो । उसकी गर्दन उतार लेता हूँ ॥
ज़ात भँवरे की है नहीं फिर भी । प्रेम रस की फुहार लेता हूँ ॥
रंज-ओ-ग़म जब कभी सताते हैं । 'सैनी'को बस पुकार लेता हूँ ॥
डा० सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #1 on: October 01, 2013, 05:39:42 PM » |
|
udhaar le ke bhool jaane ki yeh ada bhi khoob hai . ...bahut khoob saini saheb .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #2 on: October 01, 2013, 05:50:13 PM » |
|
waah saini sir bohut khub likha hai aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #3 on: October 01, 2013, 06:00:33 PM » |
|
Zaat bhanwre kee hai naheeN phir bhee. Prem ras kee phuhaar letaa hooN.
Bahut khoob Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #4 on: October 01, 2013, 06:02:13 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #5 on: October 01, 2013, 06:19:15 PM » |
|
Pyaar detaa hooN pyaar letaa hooN. MaiN naheeN kuchh udhaar letaa hooN.
GhaltiyaaN roz garche hotee haiN. Phir bhee unko sudhaar letaa hooN.
Kuchh bhee haasil naheeN magar phir bhee. Zindagee maiN guzaar letaa hooN.
Bikhre tukde samet kar apne. Pairahan ko sanwaar letaa hooN.
Waar meree anaa pe kar de jo. Uskee gardan utaar letaa hooN.
Zaat bhanwre kee hai naheeN phir bhee. Prem ras kee phuhaar letaa hooN.
Ranj-o-gham jab kabhee satiate haiN. ‘Saini’ ko bas pukaar letaa hooN.
Dr. Surendra Saini
प्यार देता हूँ प्यार लेता हूँ । मैं नहीं कुछ उधार लेता हूँ ॥
ग़लतियाँ रोज़ गरचे होती हैं । फिर भी उनको सुधार लेता हूँ ॥
कुछ भी हासिल नहीं मगर फिर भी । ज़िंदगी मैं गुज़ार लेता हूँ ॥
बिखरे टुकड़े समेट कर अपने । पैरहन को सँवार लेता हूँ ॥
वार मेरी अना पे कर दे जो । उसकी गर्दन उतार लेता हूँ ॥
ज़ात भँवरे की है नहीं फिर भी । प्रेम रस की फुहार लेता हूँ ॥
रंज-ओ-ग़म जब कभी सताते हैं । 'सैनी'को बस पुकार लेता हूँ ॥
डा० सुरेन्द्र सैनी
excellent,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #7 on: October 01, 2013, 06:39:13 PM » |
|
Pyaar detaa hooN pyaar letaa hooN. MaiN naheeN kuchh udhaar letaa hooN. GhaltiyaaN roz garche hotee haiN. Phir bhee unko sudhaar letaa hooN. Bahut Khub Saini Sahab Shad o Aabaad Rahiye Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
|
|
«Reply #8 on: October 01, 2013, 06:49:39 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #9 on: October 01, 2013, 07:37:12 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #11 on: October 01, 2013, 07:51:37 PM » |
|
Bahut Khoob Surat,Sach to ye hai ki Tareef ke Shabad nahin milkte doondhe se is Kalaam par.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #12 on: October 01, 2013, 08:34:16 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #13 on: October 01, 2013, 10:42:55 PM » |
|
waah waah Saini sir bahut achhi ghazal hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Syed Mohd Mahzar
Guest
|
|
«Reply #14 on: October 02, 2013, 12:33:56 AM » |
|
Pyaar detaa hooN pyaar letaa hooN. MaiN naheeN kuchh udhaar letaa hooN.
GhaltiyaaN roz garche hotee haiN. Phir bhee unko sudhaar letaa hooN.
Kuchh bhee haasil naheeN magar phir bhee. Zindagee maiN guzaar letaa hooN.
Bikhre tukde samet kar apne. Pairahan ko sanwaar letaa hooN.
Waar meree anaa pe kar de jo. Uskee gardan utaar letaa hooN.
Zaat bhanwre kee hai naheeN phir bhee. Prem ras kee phuhaar letaa hooN.
Ranj-o-gham jab kabhee satiate haiN. ‘Saini’ ko bas pukaar letaa hooN.
Dr. Surendra Saini
प्यार देता हूँ प्यार लेता हूँ । मैं नहीं कुछ उधार लेता हूँ ॥
ग़लतियाँ रोज़ गरचे होती हैं । फिर भी उनको सुधार लेता हूँ ॥
कुछ भी हासिल नहीं मगर फिर भी । ज़िंदगी मैं गुज़ार लेता हूँ ॥
बिखरे टुकड़े समेट कर अपने । पैरहन को सँवार लेता हूँ ॥
वार मेरी अना पे कर दे जो । उसकी गर्दन उतार लेता हूँ ॥
ज़ात भँवरे की है नहीं फिर भी । प्रेम रस की फुहार लेता हूँ ॥
रंज-ओ-ग़म जब कभी सताते हैं । 'सैनी'को बस पुकार लेता हूँ ॥
डा० सुरेन्द्र सैनी
Dr.S.K.Saini Saheb, bahut umda ghazal kahi hai, waaaaah waaaah, meri mubarakbaad qubool farmayein..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|