RAAT KISI NEEND KI GULAM NAHIN HAI - SARVESH RASTOGI

by SARVESH RASTOGI on April 27, 2009, 04:09:34 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3144 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 01, 2009, 10:26:53 AM »
Reply with quote
Mashallah Phir Se Ek Aur Bade Kalaam Se Nawaaze Aapne Sarvesh Bhai, Great One,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAN SE MANMAANI KOI KARNA NAHIN - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Shayri-E-Dard
RAMCHARITMANAS - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
MUJHKO BHULANA NAHIN - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Shayri for Khumar -e- Ishq
DEEPAWALI - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
RAAT BEETI NEEND KYON AAYEE NAHIN - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Ghazals « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 01, 2009, 10:35:34 AM »
Reply with quote

Ek Pal Bhi Is Dil Ko Ab Aaraam Nahi Hai,.
Mohabbat Hai Isliye Ke Dusra KOi Kaam Nahi Hai,.

Lutaakar Bhi Sab Kuch, Phir Haasil Nahi Kuch Bhi,.
Shayad Wafa Ka Is Zamaane Mein Ab Daam Nahi Hai,.

Sab Kehte Hain Ki Humne Mohabbat Karli "Azeem,.
Aashiq Hi To Kaha Hai, Humpar Koi Ilzaam Nahi Hai,.

Mooh Mordlo Dekhte Hi Use, Ye Kya Baat Hui,.
Is Kadar To "Azeem, Tumhaara Badnaam Nahi Hai,.

_______________________________-Azeem-






Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #17 on: May 01, 2009, 11:39:04 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem Bhai
Aapne bahut achchha sur milaya hai,
very nice.
SARVESH RASTOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 02, 2009, 01:34:16 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem Bhai
Aapne bahut achchha sur milaya hai,
very nice.
SARVESH RASTOGI
Shukriya Bhai, Bas Aapke Peeche Peeche Aane Ki Koshish Ki Hai,.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #19 on: May 03, 2009, 01:37:38 AM »
Reply with quote
Welcome Jaanasheen
SARVESH RASTOGI
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #20 on: July 11, 2009, 10:57:52 AM »
Reply with quote
रात किसी नींद की गुलाम नहीं है
दिन में लेटने का इंतजाम नहीं है

उड़ न जाए सर से दुपट्टा तेरा कहीं
दोस्तों की आँख में लगाम नहीं है

प्यार का बदला किसी ने प्यार से दिया
इस इलाज से हमें आराम नहीं है

जालिमों की मेहरबानियाँ तुम्हे मिलीं
साजिशें हैं ये कोई इनाम नहीं है

सर्वेश रस्तोगी
sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk
Logged
cara
Guest
«Reply #21 on: July 11, 2009, 11:27:56 AM »
Reply with quote
kya baat hai  sarvesh rastogi ji.....

raat teri nigrani karne ke liye hi hai,
raat kisi neend ki gulam nahin hai.
ud na jaaye sar se dupatta tera kahin ,
yeh sochte hue, raat bar aaram nahin hai.
raat kisi........
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #22 on: July 11, 2009, 11:44:47 AM »
Reply with quote
Wah Sarvesh ji,very nice and beautiful creation, icon_thumleft Applause Applause :clap:wonderful lines by.Azeem ji,Pooja ji,Sajid ji,Cara ji.Khamosh ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #23 on: July 11, 2009, 03:53:40 PM »
Reply with quote
kya baat hai  sarvesh rastogi ji.....

raat teri nigrani karne ke liye hi hai,
raat kisi neend ki gulam nahin hai.
ud na jaaye sar se dupatta tera kahin ,
yeh sochte hue, raat bar aaram nahin hai.
raat kisi........

Bahut bahut shukriya Cara Ji
aur bahut achchha likha hai aapne bhi
Thanks a lot
SARVESH RASTOGI
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: July 11, 2009, 04:19:09 PM »
Reply with quote
RAAT KISI NEEND KI GULAM NAHIN HAI
DIN ME LETANE KA INTAZAAM NAHIN HAI

UD NA JAYE SAR SE DUPATTA TERA KAHIN
DOSTON KI AANKH MAIN LAGAAM NAHIN HAI

PYAR KA BADLA KISI NE PYAR SE DIYA
IS ILAAZ SE HAME ARAAM NAHIN HAI

ZALIMON KI MEHARBANIAN TUMHE MILIN
SAZISHEN HAIN YE KOI INAM NAHIN HAI

SARVESH RASTOGI
PHONE 9810391523
[/size]


रात किसी नींद की गुलाम नहीं है
दिन में लेटने का इंतजाम नहीं है

उड़ न जाए सर से दुपट्टा तेरा कहीं
दोस्तों की आँख में लगाम नहीं है

प्यार का बदला किसी ने प्यार से दिया
इस इलाज से हमें आराम नहीं है

जालिमों की मेहरबानियाँ तुम्हे मिलीं
साजिशें हैं ये कोई इनाम नहीं है

सर्वेश रस्तोगी
sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk

Bohot Khoob ...Bohot Umdah Sarvesh Ji/b[
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #25 on: July 11, 2009, 05:01:17 PM »
Reply with quote
Wah Sarvesh ji,very nice and beautiful creation, icon_thumleft Applause Applause :clap:wonderful lines by.Azeem ji,Pooja ji,Sajid ji,Cara ji.Khamosh ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut bahut Shukriya Madhuwesh Ji
Dil khush hua aapse daad pakar, thanks
wakai jaisa aapne kaha, is thread per sabne bada achchha likha hai Applause Applause
Thanks again
SARVESH RASTOGI
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: July 11, 2009, 05:10:19 PM »
Reply with quote

Ek Pal Bhi Is Dil Ko Ab Aaraam Nahi Hai,.
Mohabbat Hai Isliye Ke Dusra KOi Kaam Nahi Hai,.

Lutaakar Bhi Sab Kuch, Phir Haasil Nahi Kuch Bhi,.
Shayad Wafa Ka Is Zamaane Mein Ab Daam Nahi Hai,.

Sab Kehte Hain Ki Humne Mohabbat Karli "Azeem,.
Aashiq Hi To Kaha Hai, Humpar Koi Ilzaam Nahi Hai,.

Mooh Mordlo Dekhte Hi Use, Ye Kya Baat Hui,.
Is Kadar To "Azeem, Tumhaara Badnaam Nahi Hai,.

_______________________________-Azeem-








Hai Niiiiiiiiiiiiiiiiii  bahut hi khoob Azeem Ji, wah, bahut hi sundar likha hai aap ney, wah...


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: July 11, 2009, 05:11:27 PM »
Reply with quote
RAAT KISI NEEND KI GULAM NAHIN HAI
DIN ME LETANE KA INTAZAAM NAHIN HAI

UD NA JAYE SAR SE DUPATTA TERA KAHIN
DOSTON KI AANKH MAIN LAGAAM NAHIN HAI

PYAR KA BADLA KISI NE PYAR SE DIYA
IS ILAAZ SE HAME ARAAM NAHIN HAI

ZALIMON KI MEHARBANIAN TUMHE MILIN
SAZISHEN HAIN YE KOI INAM NAHIN HAI

SARVESH RASTOGI
PHONE 9810391523
[/size]


रात किसी नींद की गुलाम नहीं है
दिन में लेटने का इंतजाम नहीं है

उड़ न जाए सर से दुपट्टा तेरा कहीं
दोस्तों की आँख में लगाम नहीं है

प्यार का बदला किसी ने प्यार से दिया
इस इलाज से हमें आराम नहीं है

जालिमों की मेहरबानियाँ तुम्हे मिलीं
साजिशें हैं ये कोई इनाम नहीं है

सर्वेश रस्तोगी
sarveshrastogi1960@yahoo.co.uk

Wah Rastogi Ji, wah.... tooo good, really toooo good


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Deepati
Guest
«Reply #28 on: July 11, 2009, 09:29:32 PM »
Reply with quote
RAAT KISI NEEND KI GULAM NAHIN HAI
DIN ME LETANE KA INTAZAAM NAHIN HAI

UD NA JAYE SAR SE DUPATTA TERA KAHIN
DOSTON KI AANKH MAIN LAGAAM NAHIN HAI

PYAR KA BADLA KISI NE PYAR SE DIYA
IS ILAAZ SE HAME ARAAM NAHIN HAI

ZALIMON KI MEHARBANIAN TUMHE MILIN
SAZISHEN HAIN YE KOI INAM NAHIN HAI

SARVESH RASTOGI
PHONE 9810391523
[/size]






Bahut Bahut khoob, Sarvesh Ji! Bahut he achha likha hai aapne! Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #29 on: July 11, 2009, 09:33:26 PM »
Reply with quote

Ek Pal Bhi Is Dil Ko Ab Aaraam Nahi Hai,.
Mohabbat Hai Isliye Ke Dusra KOi Kaam Nahi Hai,.

Lutaakar Bhi Sab Kuch, Phir Haasil Nahi Kuch Bhi,.
Shayad Wafa Ka Is Zamaane Mein Ab Daam Nahi Hai,.

Sab Kehte Hain Ki Humne Mohabbat Karli "Azeem,.
Aashiq Hi To Kaha Hai, Humpar Koi Ilzaam Nahi Hai,.

Mooh Mordlo Dekhte Hi Use, Ye Kya Baat Hui,.
Is Kadar To "Azeem, Tumhaara Badnaam Nahi Hai,.

_______________________________-Azeem-

Bahut khoob Chote Bhai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:18:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer