Roshni khamosh taroun ki batati kyun nahin

by Faypal on June 06, 2007, 11:37:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1587 times)
Faypal
Guest
Reply with quote
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~Khamosh kisi ka samaan nahin~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
dadhkan kyun khamosh by saahill in Miscellaneous Shayri
khamosh kyun ho... Intezar ! by Intezar in Shayri for Dard -e- Judai
kyun khamosh ho by Ankit singh (harsh) in Shayri for Dard -e- Judai
Assam Ke Hamle Par Media Khamosh Kyun,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 19, 2007, 06:18:46 AM »
Reply with quote
Hai Faypal Bhai,.
Kitna Accha Hota Agar Aap Isko English Mein Translate Karte,..
Hume Urdu Pardhna Aata Nahi,..
Umeed Hai App Translete Karenge
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #2 on: June 19, 2007, 06:50:14 AM »
Reply with quote
Quote from: "Afzal"
Ghazal

Roshni khamosh taro ki batai kyu nahin
din guzar jata hai lekin raat jati kyun nahin

Aane wale laut kar jaate hai wapis jab khuda
fir kisi ki yaad aaye toh woh jaati kyun nahin

de gaya tha mujhko ranjha pyar ki jo bansuri
mere hothon per kisi ke geet gaati kyun nahin

Ishq tana de raha tha kisi atishe namrood ko
Toh gule shajre bashar ko ab jalati kyun nahin

thak gaya hun hasraton ke bojh sae mein aie hawaa
zard patte meri shakho se girati kyun nahin

Baar baar aata hai mujhko apni ghurbat ka khayal
sonchta rehta hun duniya ab bulati kyun nahin

sham hote hi jala dete ho palko pe chirrag
phir ye kehte ho ki "afzal" neend aati kyun nahin !


Very nice .. really nice..
Last para is amazing..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 21, 2007, 08:53:19 AM »
Reply with quote
Shukran For Translantion..
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: July 01, 2007, 09:25:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ricky"
Quote from: "Afzal"
Ghazal

Roshni khamosh taro ki batai kyu nahin
din guzar jata hai lekin raat jati kyun nahin

Aane wale laut kar jaate hai wapis jab khuda
fir kisi ki yaad aaye toh woh jaati kyun nahin

de gaya tha mujhko ranjha pyar ki jo bansuri
mere hothon per kisi ke geet gaati kyun nahin

Ishq tana de raha tha kisi atishe namrood ko
Toh gule shajre bashar ko ab jalati kyun nahin

thak gaya hun hasraton ke bojh sae mein aie hawaa
zard patte meri shakho se girati kyun nahin

Baar baar aata hai mujhko apni ghurbat ka khayal
sonchta rehta hun duniya ab bulati kyun nahin

sham hote hi jala dete ho palko pe chirrag
phir ye kehte ho ki "afzal" neend aati kyun nahin !


Very nice .. really nice..
Last para is amazing..



Bahut khoob Afzal sb... Daad kabul kijiye..
Thanks Ricky for translation...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:38:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer